Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buchpan ki eid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Buchpan ki eid

    Originally posted by sarah gemini View Post
    apne liye.....btaya na kya kuch leti hun..han zebaaish o aarayish ka itna shoq nae...jewellary ..makeup etc me khas interst naE....bags bohat apsand ahin so un pe kafi pasiay lagati rehti hun...kapprre b wesay kafi bana leti hun...

    frnds....me ne kisi post me kaha thaa k jitna taluq nibhaa sken utne taluq rakhne walay log pasand krti hun....so dfntly me b esi hun....frnds ALLAH k karam se kafi han....bt mere liye its a bond jis ko nibhana prrta hai.....so me ab bohat ziada dostiyon se gureaz krti hun...close frnds ki list bilkul lmbi ane mere nazdeek"frnds n books shud b few n good".....so me close frnds ko gft krti hun.......aur kzns ko..specially kzns k bachon ko.......
    Aap ki posts se to aap ka jewelery aur related stuff se craze honay ka ishara milta he, but anyhow I believe u.

    bohat achay vichaar hein aap ke, achi philosophy he, banda thooray rishtay banaye lekin quality walay banaye, very good :thmbup:
    :thmbup:

    Comment


    • Re: Buchpan ki eid

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Waah bari achi aadatein daali hein tumharay abu ne, is ke saath saath tumhari kuch aadatein kharaab bhi ki hein unhoon ne

      Aur haan jub mein lurhkoon ga to akeelay thori lurhkoon ga :embarasse
      haan unhon ne meri bohat adaten kharab kar dalen:)
      or yakinan ap akele nahi lurkoh ge sath me 3/4 pather bhi lurkhao ge372-haha

      Comment


      • Re: Buchpan ki eid

        Originally posted by senorita View Post
        haan unhon ne meri bohat adaten kharab kar dalen:)
        or yakinan ap akele nahi lurkoh ge sath me 3/4 pather bhi lurkhao ge372-haha
        Mein patharon ki baat thoori ker raha hoon
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Buchpan ki eid

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mein patharon ki baat thoori ker raha hoon
          to phir?:embarasse

          Comment


          • Re: Buchpan ki eid

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Your Sharafat is beyond any doubt Hala dear, is ki to mein guarantee deta hoon :salam: acha laga tumharay baray mein jaan ker, tumharay khyaal jaan ker, tumhari aadatein jaan ker aur tumhari eid se related activities jaan ker. Aur sub se achi baat ke tumhary bro, sis, baba, moor jani sabi tum ko eidi dete hein, itni eidi ka kerti kia ho :khi:
            thankz for commentz...
            eidi meily to save karki rakti ho.... kabi zarorat pari to koi choti moti chez kharediti ho ...:)
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment


            • Re: Buchpan ki eid

              aaahhhhhaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

              Comment


              • Re: Buchpan ki eid

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Salam deviyo aur sajnoo,

                Aap sub ko yahan yeh batana he ke.

                Ke buchpan mein aap ki eid kesi guzarti thi?

                Aap kis kis se kitni kitni eidi lete thay aur kahan kharch kerte thay?

                Eid ke din sub se ziada attractive cheez kia hoti thi aap ke nazdeek?

                Us waqt ki eid mein aur aaj ki eid mein kia faraq he, nez ub aap eid kese guzartay hein

                Ho jaoo shuru :bwink:
                waalikumaslam

                mmmmmmmmmm ...bachpan main suba uth'ty hi naha kr new drees pehan kr ...make up krwaati thi:khi:

                phir apna bag utha kr bahir chali jaati thi kabhi is stall pr kabhi us stall pr...

                Eidi mother say b milti thi dadi say b chachoo say b or jab father yahan hoty thy un say b...jb Pakistan nahi hoty thy to nahi milti thi...

                mery nazdeek mera dress and bag:lpop:

                ab ki Eid bohat bore hoti hai...kion k pehly sirf father abroad hoty thy or ab bhai b:(

                bachpan ki eid or ab ki eid main bara frq hai...tb koi fiker faka nahi hota tha:lpop:

                or ab bore hi bore:(

                next question plzzz:D
                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                Comment


                • Re: Buchpan ki eid

                  Originally posted by senorita View Post
                  to phir?:embarasse
                  Aap khud he itni seyaani hein, mein aur kia kahon :embarasse
                  :thmbup:

                  Comment


                  • Re: Buchpan ki eid

                    Originally posted by *Hala* View Post
                    thankz for commentz...
                    eidi meily to save karki rakti ho.... kabi zarorat pari to koi choti moti chez kharediti ho ...:)
                    Ahan, to Hala aap ne kabi bazar ja ke Rerhi pe kharay ho ke gool gupay to khaye he hoon ge na :D:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Buchpan ki eid

                      Originally posted by lucky View Post
                      waalikumaslam

                      mmmmmmmmmm ...bachpan main suba uth'ty hi naha kr new drees pehan kr ...make up krwaati thi:khi:

                      phir apna bag utha kr bahir chali jaati thi kabhi is stall pr kabhi us stall pr...

                      Eidi mother say b milti thi dadi say b chachoo say b or jab father yahan hoty thy un say b...jb Pakistan nahi hoty thy to nahi milti thi...

                      mery nazdeek mera dress and bag:lpop:

                      ab ki Eid bohat bore hoti hai...kion k pehly sirf father abroad hoty thy or ab bhai b:(

                      bachpan ki eid or ab ki eid main bara frq hai...tb koi fiker faka nahi hota tha:lpop:

                      or ab bore hi bore:(

                      next question plzzz:D
                      Tumhari kahani to tumhari behan se kaafi milti julti he :khi:

                      Acha laga tumharay baray mein jaan ker, bus ub tum mujay yeh batao ke tum eid ke din Surma kitna lagati thi, aur Surkhi (Lipstick :khi:) ka colour koon sa hota tha :khi:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Buchpan ki eid

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aap ki posts se to aap ka jewelery aur related stuff se craze honay ka ishara milta he, but anyhow I believe u.

                        bohat achay vichaar hein aap ke, achi philosophy he, banda thooray rishtay banaye lekin quality walay banaye, very good :thmbup:

                        isharay na liya kren mr amir......there is a world of dffrnc between apperance n reality........smtimes
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: Buchpan ki eid

                          Originally posted by sarah gemini View Post
                          isharay na liya kren mr amir......there is a world of dffrnc between apperance n reality........smtimes

                          world of difference between appearance N reality...man gaye ustani ji...kia zabar10t lifting hai apki hehehe ;)

                          Fall view from inside my car
                          near my work place :)

                          Comment


                          • Re: Buchpan ki eid

                            Originally posted by sarah gemini View Post
                            isharay na liya kren mr amir......there is a world of dffrnc between apperance n reality........smtimes
                            Bakool Sohail Waraich ke, yeh to khula tazaad he :khi:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Buchpan ki eid

                              Originally posted by SherAli View Post
                              world of difference between appearance N reality...man gaye ustani ji...kia zabar10t lifting hai apki hehehe ;)

                              hmmmm..sher Ali pehlay tum apni signature pic ka size kam kro ja k....
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: Buchpan ki eid

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Bakool Sohail Waraich ke, yeh to khula tazaad he :khi:

                                tazaad zindagi ka.kaynaat ka hussan b hai...isnt it???
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X