Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Buchpan ki eid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Buchpan ki eid

    Salam deviyo aur sajnoo,

    Aap sub ko yahan yeh batana he ke.

    Ke buchpan mein aap ki eid kesi guzarti thi?

    Aap kis kis se kitni kitni eidi lete thay aur kahan kharch kerte thay?

    Eid ke din sub se ziada attractive cheez kia hoti thi aap ke nazdeek?

    Us waqt ki eid mein aur aaj ki eid mein kia faraq he, nez ub aap eid kese guzartay hein

    Ho jaoo shuru :bwink:
    :thmbup:

  • #2
    Re: Buchpan ki eid

    Originally posted by munda_sialkoty View Post

    give me a favour...
    yeh bata die bushpan kis age me khatum hojata he:khi::khi:

    Comment

    • #3
      Re: Buchpan ki eid

      Originally posted by MSA View Post
      give me a favour...
      yeh bata die bushpan kis age me khatum hojata he:khi::khi:
      16 saal se pehlay
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Buchpan ki eid

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Salam deviyo aur sajnoo,

        Aap sub ko yahan yeh batana he ke.

        Ke buchpan mein aap ki eid kesi guzarti thi?

        Aap kis kis se kitni kitni eidi lete thay aur kahan kharch kerte thay?

        Eid ke din sub se ziada attractive cheez kia hoti thi aap ke nazdeek?

        Us waqt ki eid mein aur aaj ki eid mein kia faraq he, nez ub aap eid kese guzartay hein

        Ho jaoo shuru :bwink:
        Wa Alaikum Assalam DEVA:slap:

        hmm infact ab bhi EID mein farq na aey agar hum log is tehwar ko tehwar ki terha usee josh o kharosh se maanae'n to
        per haan bachpan ki Eid ka aik apna hee lutf hota tha ......chhoti chhoti masoom se khwahishei'N k chooriya'N leni hain ....
        raat ko mehndi laga k sona aur subha baar baar BABA aama aur sab ko dikhana k dekhein mere mehndi kese lag arhi hay .....
        Baba se dher saree Eidi leni hay
        aur sab cousins ikathhay mil baythh k khoob tafreeh gappein lagatay tahy ...
        milna milana sab relatives se k poora week EID mein hee guzar jata tha teddy
        bas aisee chhoti chhoti khushya'N bht mazay ki lagty thin bachpan mein

        per ab ab shayad rishtay bhi naatay aur tehwar bhi waqt ki zadd mein aa gaey ..jissay dekho aik bhag daur hay ...aik afra tafree hay....:(

        humein apany khansaan mein maternals n paternals side se pehli firl grand child honay ka AIZAZ hasil hay to bht pyr sameta :alhamd: is liey sab se zyada eidi humein milti thi aur ab bhi milty hay...
        specially baba jaani bhaeeyon se zyada Eidi humein detay hain teddyteddy

        Aur attractive kya hota tha hmmm :mm::mm:jab subha mein uthh k sab log tyar ho k namaz perhay jaatay hain to mashaALLAh se bara khoobsurat sa Sama'N hota hay , wo humesaha bht attract karta hay humein ...rose

        ab ki Eid bhi apnay taur per zarur koshish kartay hain k IS TEHWAR ko jissay ALLAH nay muntakhib kiya hum logon k liey usay behterein taur per manae'N

        sakht nafrat hoty hai humein un logon se jo ye kehtay hain k Eid ka din so k guzar detay hain wo log

        bas ya aur bhi likhein ?:embarasse:embarasse:embarasse
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Buchpan ki eid

          Walaikum Assalam sialkoti laal.
          mere ko nahi pata.....:embarassemere ko bachpan yaad he nahi....

          Comment

          • #6
            Re: Buchpan ki eid

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            16 saal se pehlay

            acha yani 3 saal pehle ki...

            hmm...3 sal pehle ki eid aur ajj ki eid mein koi khas fark nahi he...bus itna he k eidi ki quantity kum ho gai he....havn't started to give eidi yet....enjoying period of taking it from elders....

            mujhay ount ki sawari ne kabhi attract nahi kia...mein ghar me rehne ko zyada tarjeeh deta tha...mostly tv dekh ta ho....buhat huwa to friends se call pe baat kur li...

            apn akhiri ayam gah jana buhat acha lugta tha aur abhi bhi lugta he....
            eid gah jane ka aur jo ehtemam hota tha wo bare mazae ka lugta tha...

            Comment

            • #7
              Re: Buchpan ki eid

              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

              Very good, shabaash, bohat achay, bohat umdaa. chalo ub yeh bhi batao ke eidi kitni milti thi :tasali:
              :thmbup:

              Comment

              • #8

                Ahan :thmbup:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Buchpan ki eid

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Very good, shabaash, bohat achay, bohat umdaa. chalo ub yeh bhi batao ke eidi kitni milti thi :tasali:

                  ab exactly amount to yd nahin , per Bhaeeyo'N se double 372-shockmilti thi ..like unhein agar 100 ruppees miltay thay to humein 200 us waqto'n mein

                  aur ab bhi aissa hee hay teddyteddy
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Buchpan ki eid

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    ab exactly amount to yd nahin , per Bhaeeyo'N se double 372-shockmilti thi ..like unhein agar 100 ruppees miltay thay to humein 200 us waqto'n mein

                    aur ab bhi aissa hee hay teddyteddy
                    Tumhein 200 milti thi aur mujay 50-50 both from my mom and dad :khi:aur mera aik almiya yeh tha ke Ammi abu ke ilawa mein ne aaj tak kabi kisi se eid nahi li. Haan wo alag baat he ke me kharch ker ke un se aur paisay einth leta tha
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Buchpan ki eid

                      pachpan ki eid tu bhout achi hoti hai

                      baron ki ki tu koi eid ka maza he nahi hota

                      mujhay aj bee woh bachpan ki eid yaad ati hai
                      :D:

                      or mujhay kuch yaad nahi hay :donno:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Buchpan ki eid

                        Originally posted by Sanam_khan1 View Post
                        pachpan ki eid tu bhout achi hoti hai

                        baron ki ki tu koi eid ka maza he nahi hota

                        mujhay aj bee woh bachpan ki eid yaad ati hai :D:

                        or mujhay kuch yaad nahi hay :donno:
                        372-shock372-shock372-shock
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: Buchpan ki eid

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Tumhein 200 milti thi aur mujay 50-50 both from my mom and dad :khi:aur mera aik almiya yeh tha ke Ammi abu ke ilawa mein ne aaj tak kabi kisi se eid nahi li. Haan wo alag baat he ke me kharch ker ke un se aur paisay einth leta tha
                          n u knw me amma ko Eidi dilwatee hun Baba se teddy

                          baqol my mom wazeer e khazana zara hum per bhi nazr e kram kerwa dijiey badhsha hazoor ki taraf se 372-shock372-haha
                          Last edited by Eshaa Chaudhry; 15 September 2008, 16:52.
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Buchpan ki eid

                            Wa Alikum Asalam:)
                            kia Eid yaad krwai hay app nay qasam say Eid to wohi thi jo bachpan main guzar gai:( or jo wapis nahi aa sakti:(
                            hum log bachpan main Eid ko bohat enjoy krty thay pata hay jab ammi Eid ki shoping kr k aati theen to humain humari cheezain nahi dikhati theen kion k hum log khraab kr daity thay ...humain woh shoping bhi Eid waly din he daikhny ko millti thi istrhaan say sony pay suhagy wali baat ho jati thi.....
                            hum log subhoo subhoo uth jaty thay ghr k gents Eid ki nmaaz ada krny jaty or un logoon k aany tk hum log ready baithy hoty thay k woh log aa kr humain Eidi dain gay:lpop:...chacha g,abu g,ammi, or DadiAllah Tala unhain jannat-u-firdos main buland muqam ata farma'ain(Ameen)...hum log in sab say Eidi laity thay un dinoo itny ziyada paisy nahi diay jaty thay kion k bachy paisy bohat khraab krty hain:hehe:
                            yeh charoo log aik line main baith jaty thay or hum sab ko Eidi daity thay...hum log naye kapry pehn k gher say bahir nikalty thay....yeh topy topy surmaaa or woh taiz colour wwali lipstick:kr::kr:or hand bag jo k humary liay bohat impoetant hota tha Eid waly din:hehe:hum log us wqt tk gher nahi aaty thay jab tk paissy khatam na ho ja'ain........

                            Comment

                            • #15
                              Re: Buchpan ki eid

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post

                              Us waqt ki eid mein aur aaj ki eid mein kia faraq he, nez ub aap eid kese guzartay hein

                              Ho jaoo shuru :bwink:
                              us wqt ki or ajj ki Eid main bohat farq hay ...tab hum sab bachy hoty thay humain kisi k gher hony na hony ka ahsaas nahi hota tha:(
                              or ajj ki Eid ka to poocho he kuch mt...itni bore hoti hay k bssssssssss372-shed......mery Father,or 3 bro woh to abroad main hain isliay hum log eid pr bohat udas ho jaty hain:(
                              jab abu g aa'ay hoon tab sab log humary gher aaty hain or jab woh UAE hoty hain to koi bhi nahi ata is wajaah say eid ziyada bore lagti hay:(

                              Comment

                              Working...
                              X