Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ª!ª Wo Awazeen Jo Aap K Kanon Ko Bhali Lagti Hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Originally posted by aabi2cool View Post
    وہ آوازیں جو آپ کے کانوں کو بھلی لگتی ہیں آوازیں یہاں شئر کریں جیسے درج زیل آوازیں میرے کانوں کو بہت بھاتی ہیں ۔ ۔ ۔

    گاؤں میں کسی ٹاہلی کے نیچے بیٹھے ہوں اور چکی چلنے کی جو آواز چُھک چُھک کی صورت میں سنائی دیتی ہے وہ

    ye aawaz humnay bhi zyada to nahin per 2 baar suni hay aur bht achhi lagee ....teddy
    Is aawaz k elawa , humein achhi lagtee hay madham madhan baarish ki kinn min , kin kin ki aawaz .......

    behtay huey jharnay ki aawaz khamoshi mein bht achhi lagtee hay
    aur jab karakty garmiyon mein parinday darakhto'N per sastanay aatay hain to jo wo chun chun kartay hai'N to un ki aawaz bhi bht pasand hay

    aur humein nhin pata aik awaz ka k wo kis cheez ki hoty hai ..per jab pak mein thay aur zameeno'N per jatay thay to wahan aik baree mazay ki aawaz aatee thi dopehar k waqt kisi cheez ki wo bht achhi lagtee hay teddyteddyteddy
    sigpic

    Comment

    • #17
      Originally posted by senorita View Post
      mujhe barish ki awaz bohat bohat achi lagti he.jharne ki awaz bhi bohat achi lagti he.subho birds ki chehchahat bhi pasand he.
      Aye pahaaron ki raani, itni sensitive cheezein pasand kerti ho :khi:
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        continued....
        ​
        Ø´Ø§Û Ø­Ø³ÛŒÙ† جیÛناں سچ پچھاتا' کامل عÙشق تیÛناں دا جاتا

        Comment

        • #19
          Originally posted by lucky View Post
          :kr::kr::kr:

          kitni peri peri awazain u ko achi lgti hain

          rakh do:hehe:
          Me kia karon, me ki tabiyat he nafees he buchpan se :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            ye aawaz humnay bhi zyada to nahin per 2 baar suni hay aur bht achhi lagee ....teddy
            Is aawaz k elawa , humein achhi lagtee hay madham madhan baarish ki kinn min , kin kin ki aawaz .......

            behtay huey jharnay ki aawaz khamoshi mein bht achhi lagtee hay
            aur jab karakty garmiyon mein parinday darakhto'N per sastanay aatay hain to jo wo chun chun kartay hai'N to un ki aawaz bhi bht pasand hay

            aur humein nhin pata aik awaz ka k wo kis cheez ki hoty hai ..per jab pak mein thay aur zameeno'N per jatay thay to wahan aik baree mazay ki aawaz aatee thi dopehar k waqt kisi cheez ki wo bht achhi lagtee hay teddyteddyteddy
            zabar 10 . . . .. wo awaz kis qisam ki hoti thi zara khuch us ko wazy kareen to main bata don ga:D:
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21

              Tumhein mandi mein aalu pyaaz baichnay walon ki awaz bhi to pasand he, wo bhi to batao na :D:
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Aye pahaaron ki raani, itni sensitive cheezein pasand kerti ho :khi:
                paharon par barish bhi bohat hoti he or jharne bhi bohat...to yehi awazen achi lagti hen:embarasse

                Comment

                • #23
                  Originally posted by sarah gemini View Post
                  aap ne jin awaazon ka zikar kiya mere liye tou wo khgwaab ki maanind han.......coz aj ki machanic lif me yah khoobsurtiyan kahan...
                  baqi jo kuch me avail kr skti hun wo yeh k baarish jb khirrki pe prre,magrib k waqt horns ki awaazen (halan k wo wqt bohat bhaari hota hai bt i like that sounds).......morning me jb me apni terrece pe birds pe daana dalti hun tou bohat si shaarks aur nightingale akhtti hojati han un ki mili juli awazain......class roon me lec k doraan baahir se aanay waali awwazain.........

                  continued....
                  Amazing :D:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24

                    bohat khoob . . . class room ka kaya khoob yaad dilaya jab hamari miss black board per likha karti theen to chalk k ghesny ki awaz bhi mujhy bari pasand thi . . . :D:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #25
                      Originally posted by senorita View Post
                      paharon par barish bhi bohat hoti he or jharne bhi bohat...to yehi awazen achi lagti hen:embarasse
                      Tumhara mazaaj kudarti toor per mere mazaj se milta he ya tum milanay ki kooshish ker rahi ho
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        zabar 10 . . . .. wo awaz kis qisam ki hoti thi zara khuch us ko wazy kareen to main bata don ga:D:
                        Wo , hmmmmm :mm:kessay explain karein :mm:
                        koi example sochnay dein phir dastee hun :rose
                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          bohat khoob . . . class room ka kaya khoob yaad dilaya jab hamari miss black board per likha karti theen to chalk k ghesny ki awaz bhi mujhy bari pasand thi . . . :D:
                          Waah kia zamana yaad kerwa diya :D:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Tumhara mazaaj kudarti toor per mere mazaj se milta he ya tum milanay ki kooshish ker rahi ho
                            mujhe kia zarurat he milane ki

                            Comment

                            • #29
                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Tumhein mandi mein aalu pyaaz baichnay walon ki awaz bhi to pasand he, wo bhi to batao na :D:
                              Han ji wo bhi bht pasand hay :D::D:..Infact CANADA aanay k baad to aise aawazon se ishq sa ho gaya hay teddyteddy
                              kiun k yahan sun'nay ko nahin miltin na :(

                              kitna mazay ka lagta hay jab wo log boltay hain aaloo 20 rupay kilo, timator 50 ruppay kilo type ki aawazei'N ...aur itna shor hota hay wahan ........amiri motu kya yd dila diya

                              aur yahan Masajid mein Azaan hoty hain per loud speaker mein allow nahin ...to Masjid mein honay waali wo AAZAN jo pakistan mein hoty hay BA AAWAZ E BULAND wo bht bht bht bht pasand hay teddyteddyteddy
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                Wo , hmmmmm :mm:kessay explain karein :mm:
                                koi example sochnay dein phir dastee hun :rose
                                Tum moun se awazein nikaal ke likh do :embarasse
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X