Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

! Wo Awazeen Jo Aap K Kanon Ko Bhali Lagti Hain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Originally posted by aabi2cool View Post
    YAAR MERI AWAZ TO RANI MUKHARJIS E MILTI JULTI HY YE MAIN NAHEEN KEHTA LOG KEHTAY HAIN :wk
    :kr:ye fakhar ka nahin , bulkey sharmindagi ka muqaam hay bhai
    sigpic

    Comment


    • #47
      Originally posted by aabi2cool View Post
      YAAR MERI AWAZ TO RANI MUKHARJIS E MILTI JULTI HY YE MAIN NAHEEN KEHTA LOG KEHTAY HAIN :wk
      Yaar mujay ghalti mein paleekha lag gaya, teri baat mein waqee wazan he. Teri awaz waqee Rani Mukar'Gai se milti he
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        :kr:ye fakhar ka nahin , bulkey sharmindagi ka muqaam hay bhai
        Ub us ki awaz Rani mukerji se milti he to is mein us masoom ka kia kasoor he :embarasse
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Originally posted by aabi2cool View Post
          وہ آوازیں جو آپ کے کانوں کو بھلی لگتی ہیں آوازیں یہاں شئر کریں جیسے درج زیل آوازیں میرے کانوں کو بہت بھاتی ہیں ۔ ۔ ۔

          گاؤں میں کسی ٹاہلی کے نیچے بیٹھے ہوں اور چکی چلنے کی جو آواز چُھک چُھک کی صورت میں سنائی دیتی ہے وہ
          کوئل کے کوکنے کی آواز کوؤ کوؤ
          جب کنوئیں پر بیل جوتے ہوں ان کے چلنے سے انکے گلے میں پڑی ہوئی گھنٹیاں جو ایک خاص ردھم سے بجتی ہیں اور کنوئیں کی ٹنڈیں کنوئیں کے اندر اور باہر جاتی ہیں ان سے پیدا ہونے والی آواز ساتھ میں ان سے کوئیں کے اندر اور باہر دونوں جانب گرتے ہوئے پانی کی اپنی اپنی آواز بھی مجھے بڑی پسند ہیں ۔ ۔ ۔

          اس کے علاوہ خشک کاغذ پر قلم کے گھسنے کی آواز ۔ ۔ ۔ ۔اور سوکھے پتوں کے پاؤں تلے آنے کی آواز ۔ ۔ اور اسکے علاوہ اور بہت سی آوازیں مجھے پسند ہیں اب شاباش آپ بھی شروع ہوجایئے اپنی اپنی پسند کی آوازوں کی یہاں بیان کریں
          mujhay apni awaz buhat achi lugti he..372-haha

          waisi jub fouj aik ji sequence mein chalti hein na to buhat achai awaz generate hoti he....
          aur jub sukhey pato pe chalta he koi to bhi jo awaz paiida hoti he wo bhi...
          aur jub kisi ko chamat parata he to bhi372-haha372-haha

          aur bhi buhat si he...
          jub yad aye gi to phir bad me dusso ga

          Comment


          • #50
            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            :kr:ye fakhar ka nahin , bulkey sharmindagi ka muqaam hay bhai
            oh bisho bandri meri awaz bethi bethi rehti hay na is liye log kehtay hain wagarna aur koi baat anheen
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #51
              Originally posted by aabi2cool View Post
              oh bisho bandri meri awaz bethi bethi rehti hay na is liye log kehtay hain wagarna aur koi baat anheen
              Yaar bus waikh le, tujay pehli he GTG mein Rani'mukarji ka khitaab mil gaya tha :embarasse
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Originally posted by MSA View Post
                mujhay apni awaz buhat achi lugti he..372-haha

                waisi jub fouj aik ji sequence mein chalti hein na to buhat achai awaz generate hoti he....
                aur jub sukhey pato pe chalta he koi to bhi jo awaz paiida hoti he wo bhi...
                aur jub kisi ko chamat parata he to bhi372-haha372-haha

                aur bhi buhat si he...
                jub yad aye gi to phir bad me dusso ga
                bohat khoob .. ye lo aap ki pasand
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #53
                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  bohat khoob .. ye lo aap ki pasand
                  thankoo thankooo

                  lekin yeh mukka he372-haha

                  Comment


                  • #54
                    jab men gaon men tha to vahan ata pisne ki chakki thi jo dopaher men chalti thi to bari different aawaz ati thi. men vohi awaz apne donon hathon ko round bana kar nikalta hun. its so romantic :)

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment


                    • #55
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #56
                        sun ke rahet ki awazen yun lage kahin shahnai baje
                        ate hi mast baharon ke gulshan ki tarah har khet saje
                        mere dekh ki dharti sona ugle, ugle hire moti

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment


                        • #57
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Originally posted by sarah gemini View Post
                            aap ne jin awaazon ka zikar kiya mere liye tou wo khgwaab ki maanind han.......coz aj ki machanic lif me yah khoobsurtiyan kahan...
                            baqi jo kuch me avail kr skti hun wo yeh k baarish jb khirrki pe prre,magrib k waqt horns ki awaazen (halan k wo wqt bohat bhaari hota hai bt i like that sounds).......morning me jb me apni terrece pe birds pe daana dalti hun tou bohat si shaarks aur nightingale akhtti hojati han un ki mili juli awazain......class roon me lec k doraan baahir se aanay waali awwazain.........

                            continued....

                            more over
                            • early morning duur se anay wali pehli azaan ki awaaz
                            • resturants me khnay k doraan porcelain ki plates k sath sp[oons k tukraane ki awaz n chink of tea cups n plates
                            • ghar ka kaam krty hue pehni hui choorriyon ki khnak
                            • sachool lif me me neighbouring house me tution prrhne jati thi un ki cieling fan ki awaz bohat pasand thi
                            • n last bt not the least......muje zameer ki awaaz asand hai
                            • bs ek aakhri baat.......muje na........Mohammad rafi ki awaz booohat pasand hai:embarasse
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #59
                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Mujay wo awaz bari achi lagti he jis mein aik admi kehta he "Rozay Daaro, Rooza Aftaar ker lo"

                              men na ek lambe arse tak gaon men raha hun or vahan sahri ke waqt 2:30 am par ek the jo naqqara bajaane lagte the taa k log uTh karjo pakana ho sahri ke lie vo paka len. to vo awaz badi dil moh hoti thi jis ki sur tal ko Amir Khusrau [r.a.] ne apne ek farsi sher emn ki bayaan ki thi

                              nan k khurdi, khana berau
                              ba tu na kardam Khana girau
                              :)

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment


                              • #60
                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Mujay wo awaz bari achi lagti he jis mein aik admi kehta he "Rozay Daaro, Rooza Aftaar ker lo"
                                phit tou aap ko wo awaz b pasand hogi......."jaagtay rehna bhaaiyo"
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X