Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Your Fav. Log

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Your Fav. Log

    Originally posted by Xenya View Post

    good to know and welcome on Pegham

    Thank you ji.

    Main bhi pehlay bilkul bhi naheen daikhti thi rah chaltay logon ko ub daikhti hoon wo jo achchay kapray pehni hoti hain.

    Shayad main bhi Pakistani bun gaeen hoon. Ghoornay lagi hoon. Aur koi pyari lug jaay to nazrain naheen hatati. PPl aroung me get frustated kay yay Canada hai yahan Pakistan ki tarha ghoor naheen saktay yay loag sue kar detay hain. Per ub tuk to kisi nain mujhay sue naheen kia.
    Subhan Allah

    Comment

    • Re: Your Fav. Log

      Originally posted by MorningGlory View Post

      Dear Morningglory!!

      Rah chaltey logoN ko observe kerney sey ye hargiz maini tha key aap kitna ghoortey hein :-)

      aik choti si misaal :- Jab ham subha ghar sey nikleiN tau rastey mey her koi hameiN jaldi mey nazar ata hai....kuch log inteyha key fresh hotey hein...kuch logoN key chehroN pey raat ki thakan numayaN hoti hai....kuch logoN key chehroN pey subha key 7 bajey bhi aik baj raha hota hia goya subha hoi hi kuyn :D .... phir lunch time mey her koi bohot taza dam hota hai...her taraf chehal pehal aur gup shup hoti hai...aur shaam mey dobara majority thaki hui nazar ati hai ..... jin ka din acha guzra hota hai un ka bhi pata chal jata hai aur jin ka din bura guzra hota hai un ka bhi pata chal jata hai :D

      so this was all about "logoN ko observe kerna"

      so logoN ko obeserve kerna bura nahi hai haan ghooriyaN marna buri baat hai ....
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Achcha yay mutlub tha aap ka wo ghoorna to main nain aisay hi likh dia tha. Per main ghoorti bhi hoon to Chori Chori Chupkay Chupkay.

        Ji main samajh gai thi thanks for wazahat ub main bhi logon ko observe karti hoon (Saath main chupkay chupkay nazara bhi chalta hai, kapron ka, shakl o soorat ka, undaz ka waghaira waghaira) pehlay to pata hi naheen hota tha kay larka guzra pass say ya larki.
        Subhan Allah

        Comment

        • Re: Your Fav. Log

          men to batana hi bhul gaya tha ki men rah chalte logon ko kitna observe karta hun. dar asl men to bas malls men hi observe karta hun aur ya to phir Highways par drivers ko k vo kia driving mistake karne wala/wali he. good drivers know whats happening around him while driving :) u learn to anticipate over the years of driving and get pretty good at it :)

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment

          • Re: Your Fav. Log

            Walaikum Assalam
            mohtarma, honestly bata raha hoon mujhe tou khushakhlaaq log ache lagte hain....

            Comment

            • Re: Your Fav. Log

              lol. mujhe to vo log jin ke nam Akhlaq ho ;) hehe

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment

              • Re: Your Fav. Log

                Originally posted by Xenya View Post

                aeysey log hotey heiN.... aur mey aeysey logoN ko bohot beywakoof samajti huN :$
                koi bat nahi....
                tamam achay logo ki pehle yeh dunya khub kut'aas lagati he phir jub wo nahi hote to un ko yad kurti he....372-haha372-haha

                waisi end to yahi hota he...
                "you can't make everyone happy everytime"

                Comment

                • Re: Your Fav. Log

                  Originally posted by MSA View Post
                  koi bat nahi....
                  tamam achay logo ki pehle yeh dunya khub kut'aas lagati he phir jub wo nahi hote to un ko yad kurti he....372-haha372-haha

                  waisi end to yahi hota he...
                  "you can't make everyone happy everytime"
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • Re: Your Fav. Log

                    Originally posted by SherAli View Post
                    men to batana hi bhul gaya tha ki men rah chalte logon ko kitna observe karta hun. dar asl men to bas malls men hi observe karta hun aur ya to phir Highways par drivers ko k vo kia driving mistake karne wala/wali he. good drivers know whats happening around him while driving :) u learn to anticipate over the years of driving and get pretty good at it :)
                    highways pey driving skills observe kertey heiN aur Mall mey?? :D
                    Originally posted by *ASK* View Post
                    Walaikum Assalam
                    mohtarma, honestly bata raha hoon mujhe tou khushakhlaaq log ache lagte hain....
                    okay :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • Re: Your Fav. Log

                      Originally posted by Xenya View Post
                      highways pey driving skills observe kertey heiN aur Mall mey?? :D

                      okay :thmbup:
                      mall men "mall" hehe ;)

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment

                      • Re: Your Fav. Log

                        app meri ankhien khol rahi he...seriously..
                        thori aur kholein...

                        intentions to yahi hoti he k koi naraz na ho...sub ko khush rakhein...
                        lekin agur under se dil yeh bat na man raha ho k aisa kum kuro jis se kisi ka dil dukhe jub k wo mera haq ho to kaisi compensate kia jay???

                        Comment

                        • Re: Your Fav. Log

                          Originally posted by MSA View Post
                          app meri ankhien khol rahi he...seriously..
                          thori aur kholein...

                          intentions to yahi hoti he k koi naraz na ho...sub ko khush rakhein...
                          lekin agur under se dil yeh bat na man raha ho k aisa kum kuro jis se kisi ka dil dukhe jub k wo mera haq ho to kaisi compensate kia jay???
                          Yeah I do same what Xena said.

                          Agar apna huq ho aur kisi ki narazgi ho rahi hot phir aap choose kar sakti hain kisi ki khushi say Allah khush hota hai aur aapko apna huq hasil karnay ka huq bhi hai.

                          Aap koi aik bhi kaam kar sakti hain. Agar aap ko apna huq jo bara ho ya na ho us ko chor kar agar kisi ka dil khush karti hain to Allah aap say bohat hi ziada khush hoga.

                          Main prefer karoon gi kisi aur ki khushi ko apna huq chor kar.

                          I like the way Xena explain things.

                          Waisay main nain yay bhi notice kia hai tajarbay say jis nain khush naheen hona hota aap apna galat bhi kaat kay us kay samnay paish kar dain gay wo khush naheen hoga. Per main yay sochti hoon loag khush hon na hon Allah to bohat khush hoga aur uska bohat bara sila day ga. Insha Allah.

                            masla yeh he k mien choose nahi kur sakti....
                            mein choose kur SAKTA houn

                            kher joke apart...
                            app ne sahi kaha...hum agur yeh soch k kurein k Allah khush ho ga aur ajur de ga to hi kam bun sakta he...mein aksar sochta ho k agur hum is dunya me UNI DIRECTIONAL bun jay to kitna acha ho...bole to sirf give and ownt expect to take from someone....aur waisi bhi dene wala hath mangne wale hath se afzal hota he,,,,
                            lekin masla e kashmir yeh he k insaan ki bhi aik limithoti he...kabhi kabhi wo cros ho jati he to use apne uper apni harkato pe hi gussah aata he....

                            Comment

                            • Re: Your Fav. Log

                              Originally posted by Xenya View Post
                              bohot mushkil hai :P
                              Mein kithay jawaan :lahoul
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: Your Fav. Log

                                Originally posted by MorningGlory View Post
                                Pata naheen main nain to apni pasand likhi hai. Thanks.
                                Yes I know aap ne apni pasand he likhi he, aur aap ki pasand hamein pasand aai :bwink:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X