Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Your Fav. Log

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Your Fav. Log

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tumhara apna moun he, tum ne isay bara kerne ke liye bersoon mehnat ki, tumhara jub dil chahay jo merzi parho, saanu ki :embarasse

    dost, yeh "ye munh aur masur ki dal" ya "chhota munh badi bat" wala mohavarah to suna hi hoga. isi lie men kuch nai kahta ;) lolz

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • Re: Your Fav. Log

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Ji nahi, me sharma gaya tha, wo kuch der paas bethi rahi aur phir na aanay ka keh ker chali gai
      haan sharam ko sharam aagaey hogi aapko dekh k :lahoul
      sigpic

      Comment

      • Re: Your Fav. Log

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        haan sharam ko sharam aagaey hogi aapko dekh k :lahoul
        haha :)

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment

        • Re: Your Fav. Log

          Originally posted by SherAli View Post

          dost, yeh "ye munh aur masur ki dal" ya "chhota munh badi bat" wala mohavarah to suna hi hoga. isi lie men kuch nai kahta ;) lolz
          miyaan, tum ho he baray seyaanay :bwink:
          :thmbup:

          Comment

          • Re: Your Fav. Log

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            haan sharam ko sharam aagaey hogi aapko dekh k :lahoul

            Tumhein kese pata chala, jahan tak mein jaanta hoon tum to khud sharam ki dushman ho :kr:
            :thmbup:

            Comment

            • Re: Your Fav. Log

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              miyaan, tum ho he baray seyaanay :bwink:
              bade miyan to bade miyan chhote m,iyan subhan Allah :)

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment

              • Re: Your Fav. Log

                Originally posted by SherAli View Post
                haha :)
                ye to khula tizaad hay

                hahaha with smile :mm:
                sigpic

                Comment

                • Re: Your Fav. Log

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  ye to khula tizaad hay

                  hahaha with smile :mm:
                  yei to ishtyle he ;)

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment

                  • Re: Your Fav. Log

                    Originally posted by Xenya View Post
                    Salam

                    Aap ko kaisey log achey lagtey heiN....looks mey bhi .... adatoN mey bhi...dealings mey...baat kerney mey....etc etc

                    Aur aap raah chaltey logoN ko kitna observe kertey ho??
                    main tou tanhaii pasand banda hooo:Dsanu ki maloom:D

                    Comment

                    • Re: Your Fav. Log

                      Originally posted by BUS U HE View Post
                      main tou tanhaii pasand banda hooo:Dsanu ki maloom:D
                      :tasali:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: Your Fav. Log

                        Meray Fav loag.

                        Sub say ziada mujhay wo loag pasand atay hain jo kisi matlab aur wajah aur rishtaydari aur dosti kay baghair khuloos e dil say kisi airay ghairay naththu khairay kay dil o jaan say kaam aain kisi qism kay kharch karnay main bhi daraigh naheen karain.

                        Jo khud say kisi ki madad karnay ponhach jain jubkay unsay poocha bhi na jaay unhain agar kisi tarha pata chal jaay to khud say agay barh kar madad karain kisi bhi airay ghairay naththu khairay ki bhi.

                        Yaay do batain to kisi khaas halat kay waqt hi samjhi ja sakti hain.

                        Waisay Mujhay achchi shakl o soorat (husn ka kon dildada naheen hota), Achchay saaf suthray nafees kapron main malboos insan. Agar larki ho to full matching ho to sonay pay suhaga. Make me more happy.

                        Insaaniat, suchchai, imandari kay saath tameez aur ikhlaaq ka khiaal rakhnay walay, sunjeeda ya mazahia insaan bohat pasand hain.

                        Mujhay zahar lugtay hain wo jo jhoot boltain hain, mukkari kartay hain, dhoka detay hain logon ko, under say hotay kuch hain uper say dikhatay kuch hain, logon kay samnay kuch aur peechay main kuch hotay hain.

                        Wo to intehai buray lugtay hain jo awain hi fazool ki baton main jis say koi faida na ho to bhi jhoot boltay hain.

                        Insaan ko har haal main such bolna chahyay khuwah nuqsaan hi kioon na uthaay. Kal hi aik hadees parhi jis main likha tha musalman bakheel ho sakta hai, doosri wajah bhool gai per jhoota naheen ho sakta.
                        Subhan Allah

                        Comment

                        • Re: Your Fav. Log

                          Originally posted by MorningGlory View Post

                          Oh yeh jo qualities aap ne beyaan ki hein, hum mein bakasrat moojood hein, but net pe explorer kerne ka mooka he nahi milta :yy:

                          lolz, jokes apart, you got very pure thinking, I appreciate :thmbup:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • Re: Your Fav. Log

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Oh yeh jo qualities aap ne beyaan ki hein, hum mein bakasrat moojood hein, but net pe explorer kerne ka mooka he nahi milta :yy:

                            lolz, jokes apart, you got very pure thinking, I appreciate :thmbup:

                            Pata naheen main nain to apni pasand likhi hai. Thanks.
                            Subhan Allah

                            Comment

                            • Re: Your Fav. Log

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              hmm issay apnay aap mein rehna to nahin kahein gay 372-shock
                              per ye k keh bhi saktay hain lekin sirf us hadd tak jab hum by walk jaa rahay hon kahein to phir idher udher nhin dekhtay apni dhun mein walk kartay jahan jana ho wahan pohanch jatay ain teddy
                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Yeh sawal pooch rahi hein ya kuch kehna chah rahi hein. Kabi aadhi line se lamba jawaab bhi de diya karein :donno:
                              bohot mushkil hai :P
                              Originally posted by MSA View Post
                              aisai log achay lugte he jo dosro ko khush kurte ho...
                              abb aisai log hi nahi ho te .....to phir me sentence me provided that k adition kur deta ho :)
                              aeysey log hotey heiN.... aur mey aeysey logoN ko bohot beywakoof samajti huN :$

                              Originally posted by sccorpion81 View Post
                              Saaf Dil aur saaf go insan ... apne kam se kam rakhne wale ... ziyada na bolnay wale bas thora chup chup rehtay hain laikin thoray se friendly bhi hoon yeh na ho k her waqt monh bna k rakhain ... rude na hoon .... safai pasand hooon .. apne kaam me professional hooon .... sust na hoon ... comunication skill strong ho ... aur agar personality achi ho tu sonay peh suhaga

                              aur rah chalay logon ko bhi observe kerne ki koshish kerta hoon... jab farigh hoon aur koi kam na ho tu .... laikin aksar apni sochon main itna gum ho ker chalta hoon k kaee dafa us jagha se agay nikal jata hoon jahan me ne pohnchna hota hai phir wapis ana perta hai
                              itna na socha kareiN :P
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • Re: Your Fav. Log

                                Originally posted by SherAli View Post
                                vo log jo seedhe saade the or jinki raahen pur pech na thin :)
                                aeysey log waqai "they" mey shumaar hotey heiN..."heiN" mey nahi???
                                Originally posted by Aishwarya Malik View Post
                                mujy to wo loog pasan hai jo har kisi se dil se baat karty hai har kisi ko apna smjhte hai

                                me rah chalty logo ki taraf nahi dekhti
                                aap rah chaltey logoN ko nahi deykhti ....tau bohot acha kerti heiN ...waisey hi achi baat nahi hoti hai logoN ko deykhna :P
                                :hehe:
                                Originally posted by BUS U HE View Post
                                main tou tanhaii pasand banda hooo:Dsanu ki maloom:D
                                :mm:
                                Originally posted by MorningGlory View Post
                                Meray Fav loag.

                                Sub say ziada mujhay wo loag pasand atay hain jo kisi matlab aur wajah aur rishtaydari aur dosti kay baghair khuloos e dil say kisi airay ghairay naththu khairay kay dil o jaan say kaam aain kisi qism kay kharch karnay main bhi daraigh naheen karain.

                                Jo khud say kisi ki madad karnay ponhach jain jubkay unsay poocha bhi na jaay unhain agar kisi tarha pata chal jaay to khud say agay barh kar madad karain kisi bhi airay ghairay naththu khairay ki bhi.

                                Yaay do batain to kisi khaas halat kay waqt hi samjhi ja sakti hain.

                                Waisay Mujhay achchi shakl o soorat (husn ka kon dildada naheen hota), Achchay saaf suthray nafees kapron main malboos insan. Agar larki ho to full matching ho to sonay pay suhaga. Make me more happy.

                                Insaaniat, suchchai, imandari kay saath tameez aur ikhlaaq ka khiaal rakhnay walay, sunjeeda ya mazahia insaan bohat pasand hain.

                                Mujhay zahar lugtay hain wo jo jhoot boltain hain, mukkari kartay hain, dhoka detay hain logon ko, under say hotay kuch hain uper say dikhatay kuch hain, logon kay samnay kuch aur peechay main kuch hotay hain.

                                Wo to intehai buray lugtay hain jo awain hi fazool ki baton main jis say koi faida na ho to bhi jhoot boltay hain.

                                Insaan ko har haal main such bolna chahyay khuwah nuqsaan hi kioon na uthaay. Kal hi aik hadees parhi jis main likha tha musalman bakheel ho sakta hai, doosri wajah bhool gai per jhoota naheen ho sakta.
                                good to know and welcome on Pegham
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X