Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Your Fav. Log

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Your Fav. Log

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Hun sai reya ein na :embarasse
    teray kolon sahi di umeed nahi aay menu...ahooo:kr::kr:

    Comment


    • #77
      Re: Your Fav. Log

      Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
      teray kolon sahi di umeed nahi aay menu...ahooo:kr::kr:
      Fair bisti kerwa lai ya na mere koolon subha subha :embarasse
      :thmbup:

      Comment


      • #78
        Re: Your Fav. Log

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Fair bisti kerwa lai ya na mere koolon subha subha :embarasse
        achaa....sachiii...........372-shock

        372-shed

        Comment


        • #79
          Re: Your Fav. Log

          Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
          achaa....sachiii...........372-shock

          372-shed
          nai muchi :pagal:
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: Your Fav. Log

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            nai muchi :pagal:
            haaa...hun sahi aay........:p

            ...kush raya ker bachyaa...:kr::kr:

            Comment


            • #81
              Re: Your Fav. Log

              Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
              haaa...hun sahi aay........:p

              ...kush raya ker bachyaa...:kr::kr:
              :pagal::pagal::pagal:

              Comment


              • #82
                Re: Your Fav. Log

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Haan haan is female ko aa lene do me zaroor poochon ga
                g zaror per zara khayal say..............!

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #83
                  Re: Your Fav. Log

                  Originally posted by Champion_Pakistani View Post
                  g zaror per zara khayal say..............!
                  ala :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #84
                    Re: Your Fav. Log

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    ala :lpop:
                    zamana bohat kharab hai munda??????????

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                    Comment


                    • #85
                      Re: Your Fav. Log

                      Originally posted by SherAli View Post
                      dil ka jo achha ho yani jiska dil saf ho, koi mail na ho.mile to dil ke khuloos ke sath mile. aisa koi banda/bandi mujhe pasand he :)
                      okay good :thmbup:
                      Originally posted by Adnans View Post
                      Mein ne khabi raah chalte logon ko observe nehi kia

                      waise mujhe Khubsurat log achay lagtay hain, jis ke dressing neat & clean hon cost doesnt matter
                      ahan .. :d
                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Wa Alaikum Assalam ,

                      sab se pehlay to aapki dusray number wali baat ka reply kartay hai'N, k raah chaltay logon ko observe nhin kiya kabhi bhi ...very honestly humein ye tak nahin maloom ho pata k humaray saath se guzarnay wala banda tha ya bandi....


                      to b continued .........................
                      Aap itna apney aap mey rehti ho?
                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      MAIN to urti chirya k par gin layta hon :D:
                      fit kertey heiN :d
                      Originally posted by Masood View Post
                      Yeh kaun sa anokha kaam kartey hain - yeh kaam to Eshaa nadeedi bhi kar leti hai keh urrti hui chirya key 2 hi par hotey hain
                      where is your reply bro. :P
                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam

                      Mujay hameesha se self made kism ke loog attract kerte hein regardless of their looks. Un ki communication skills achi hoon to yeh plus point he. Diplomacy kerne walay aur baat baat per phirnay walay loog pasand nahi. Girls wo achi lagti he jo modest dikhain aur baat kerne ka andaz saleekay wala ho. Over-confident girls zehar lagti hein, cuz mujay aaj tak wo larki nahi dekhi jo over-confident ho aur us overconfidence ko apni abilities se justify bhi kerti ho.

                      Aik baat jo sub se common he ke achay ehlaak walay loog to sabi ko achay lagtay hein.
                      by looks i meant appearance

                      and good to know :thmbup:
                      Originally posted by MSA View Post
                      jo dosro ko khush kurne k lie apne app ko bhool jay:salam::salam:
                      :)

                      soch leiN aik baar phir :P
                      Originally posted by Champion_Pakistani View Post
                      muje achay insaan achay lagteen hain.
                      bravo!!:thmbup:
                      Originally posted by lucky View Post
                      waa alikum aslam

                      jo log dil say saaf hon kisi qisam ki munafaqat na rakhty hon...
                      looks main acha hona zaroori nahi jitna insaan ka dil ka acha hona zaroori hai...or saath hi looks achi hon to sony pay suhaga waali baat:)
                      looks yani appearance ... :-)
                      aur aap logoN ko kitna observe kerti ho?
                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      w/salam

                      muj ko wo log pasand hain jin ke bahoot zayada dushmani ho apny nafs k saath keu ka jo banda apnay nafs sa mukabla karna janta ha aur jeet jata ha wo es duneya ka sab sa bahtreen insan ha

                      aur dusri baat rah chalta loogon ko ma bahoot goor sa to nahi dakhta lakin thora bahoot zaroor dakhta hoon
                      Nafs kya hota hai :$
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #86
                        Re: Your Fav. Log

                        Originally posted by Barish aur Gulab View Post
                        mujeay wo log jo her kis kay sath piyar muhabat say pasha aayen .
                        baat karanay ka aadaz acha ho maza maza main kaam kareen.kisi ko dhoq na day,
                        haan muje etc chanal acha nahi lagta372-haha
                        goodie good:thmbup:
                        chanal kya hai :P


                        Originally posted by senorita View Post
                        mujhe wo log ache lagte hen jo ache hote hen....mohazab,tamiz se baat karne wale,looks ki me zeada parwa nahi karti...bas adaten achi honi chaey...doghle na hon...dealings me clear hon....baat me sache or pake hon.or me logon kafi observe karti hon....har insan aik akitab ki tarah hota he title se andaza nahi laga sakte k is me kia ho ga...lekin phir bhi jese ham books ke titles ko dekhte hen ese hi insanon ko dekhna bhi dilchasp kaam he:)

                        haan mey pehley kitabeiN hi perhti thi ab logoN ko perhti huN...itney mazzey mazzey ki kahaniyaN ban jati heiN :$

                        logoN key chehrey perhna aaj kal meyra fav. kaam bana hua hai :d
                        Originally posted by sarah gemini View Post
                        WASLAAM
                        look achi ho tou ALLAH ki shan...na achi ho touuu....b ALLAH hi ki shaan hai,so it doesnt matter.
                        aadton me......show off na hon,munafiq tou bilkul na hon,
                        dealing me....jitna taluq naibhaa sakte hon utna hi rakhen,
                        baat krne me dfntly polite hon,humble hon......inshort khoobsurat baatin ka aks zaahir pe nazar aata ho.

                        2nd ...koi khaas observ nae krti,ankhen muje bohat pasand han,n i think k ankhon se ap puray k puray jhlktay ho,so .......bt yeh batati chlun k yeh me raah chalton ko nae observe krti bl k apne circle me hi thorra bohat krti hun.
                        by looks i meant their appearance :-) not shakal aur soorat

                        aur MashAllah good to know
                        Originally posted by Aanchal View Post
                        achaiyan
                        jo kush ikhlaq loog houn ..tameez say baat kartay houn zaida shokiyan na martay houn...tanaz maar maar kay na baat kartay houn ..
                        kush rehnay walye , dosroun ki madad karnay walye..
                        aap aap ko theek thaak maintain kar kay rekhian ..shakal to Allha tala nay banai hai lekan aapni dressing or aapnay aap ko theek rekhnabhi banday kay hath main hota hai ...
                        confidence hoo..

                        boriyan
                        apnay aap ko kuch zaida hi samnjhnay wali ..
                        jhoot bolnay walye or baat baat pay apna beyan badlnay walye ...
                        mayou or mayousi wali batian karnay walye loog achay nahi lagtay ..
                        kisi ka koi kaam kar daian to ehsan jatnay walye
                        zindagi main ghalati say koi acha kaam kar laian ya koi achi kamyaabi mill jaye us pay itna itranay walye kay dosroun ko kamtar samjhnay lagian...
                        over confidence loog intehai boray lagtay hain ..

                        or bhi hain list main yaad anay pay bata doun gee



                        logoun ko observe nahi karti zaida buhatttt hi kam ...,,,main nahi note karti aglay banday nay kesay kapray pehnay they ya kesay jotay ...achi adat hai ya bori pata nahi.....


                        baki jab yaad aye tau bata deyna ...
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #87
                          Re: Your Fav. Log

                          Originally posted by Xenya View Post

                          Aap itna apney aap mey rehti ho?

                          $
                          hmm issay apnay aap mein rehna to nahin kahein gay 372-shock
                          per ye k keh bhi saktay hain lekin sirf us hadd tak jab hum by walk jaa rahay hon kahein to phir idher udher nhin dekhtay apni dhun mein walk kartay jahan jana ho wahan pohanch jatay ain teddy
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: Your Fav. Log

                            Originally posted by Xenya View Post

                            by looks i meant appearance
                            Yeh sawal pooch rahi hein ya kuch kehna chah rahi hein. Kabi aadhi line se lamba jawaab bhi de diya karein :donno:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #89
                              Re: Your Fav. Log

                              Originally posted by Xenya View Post
                              :)

                              soch leiN aik baar phir :P
                              aisai log achay lugte he jo dosro ko khush kurte ho...
                              abb aisai log hi nahi ho te .....to phir me sentence me provided that k adition kur deta ho :)

                              Comment


                              • #90
                                Re: Your Fav. Log

                                Saaf Dil aur saaf go insan ... apne kam se kam rakhne wale ... ziyada na bolnay wale bas thora chup chup rehtay hain laikin thoray se friendly bhi hoon yeh na ho k her waqt monh bna k rakhain ... rude na hoon .... safai pasand hooon .. apne kaam me professional hooon .... sust na hoon ... comunication skill strong ho ... aur agar personality achi ho tu sonay peh suhaga

                                aur rah chalay logon ko bhi observe kerne ki koshish kerta hoon... jab farigh hoon aur koi kam na ho tu .... laikin aksar apni sochon main itna gum ho ker chalta hoon k kaee dafa us jagha se agay nikal jata hoon jahan me ne pohnchna hota hai phir wapis ana perta hai
                                Last edited by sccorpion81; 15 September 2008, 06:18.
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X