Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Frauds....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Frauds....!

    Walaikum Salaam

    Another Precaution

    Samosay khareedtay waqt is baat ka khayaal zaror rakhen k qeemay ke samoson ke bajaye aap ko aalo ke samosay ne mil jayen or quantity bhi gin liya karen

    Comment

    • #32
      Re: Frauds....!

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
      Ye baat humein bhi keh saktay thay aap

      motuu
      Eesha tum apnay reply delete ker do :kr:
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: Frauds....!

        Originally posted by Mr.Khan View Post
        Walaikum Salaam

        Another Precaution

        Samosay khareedtay waqt is baat ka khayaal zaror rakhen k qeemay ke samoson ke bajaye aap ko aalo ke samosay ne mil jayen or quantity bhi gin liya karen
        lolz han aisa bhi hota hai ....ab pata nahi wo jaan bhooujh kay aisa kartay hain ya bhool kay :donno:

        ham nay chicken sandwich mangya..parcel karwaya ...ghar ja kay deekha ....nikla prawn ka 372-shed ...wapas to ja nahi saktay they ...or na hi main khati houn prawns ...pheenk dia ..
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #34
          Re: Frauds....!

          ye to aam si baat ho gai dhoka karna:lahoulaj kal TV par adds ate hen jin me log apni product dikhate hen us ki tareef me zamin asamaan aik karte hen fer kehte hen k bazar se kam price par ghar beteh ye cheez hasil karen,kuch din pehle ham ne bhi esi hi aik kitchen product mangwai:lahoul..........pehle to ye dhoka k jo pese TV par bataey gaey they us me delievery charges ka zikar nahi kia jata or jab ghar par late hen to achi khasi raqam mangte hen.us k baad loadsheding ki waja se ham us waqt us ko check nahi kar sake,baad ko jab on kia to pehle button press par hi us ka dhuwan nikal gya:fuming:
          is k elawa bhi bohat sare frauds shoping me dekhne parte hen jin ko pakarna khasa mushkil hota he

          Comment

          • #35
            Re: Frauds....!

            Originally posted by senorita View Post

            Bohat maza aaya sun ke :kr:
            :thmbup:

            Comment

            • #36
              Re: Frauds....!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Bohat maza aaya sun ke :kr:
              lekin me ne to kuch sunaya hi nahi:embarasseye to me ne likha tha372-haha

              Comment

              • #37
                Re: Frauds....!

                Originally posted by senorita View Post
                lekin me ne to kuch sunaya hi nahi:embarasseye to me ne likha tha372-haha
                Aik he baat hui na senoritiyeeee :lahoul
                :thmbup:

                Comment

                • #38
                  Re: Frauds....!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aik he baat hui na senoritiyeeee :lahoul
                  nahi do alag alag baten hen...kanon se ham sunte hen or hathon se likhte hen:khi:

                  Comment

                  • #39
                    Re: Frauds....!

                    Originally posted by senorita View Post
                    nahi do alag alag baten hen...kanon se ham sunte hen or hathon se likhte hen:khi:
                    chalo tum ne yeh baat ker ke apnay he ilam mein izafa ker diya :khi:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Frauds....!

                      Originally posted by senorita View Post
                      ye to aam si baat ho gai dhoka karna:lahoulaj kal TV par adds ate hen jin me log apni product dikhate hen us ki tareef me zamin asamaan aik karte hen fer kehte hen k bazar se kam price par ghar beteh ye cheez hasil karen,kuch din pehle ham ne bhi esi hi aik kitchen product mangwai:lahoul..........pehle to ye dhoka k jo pese TV par bataey gaey they us me delievery charges ka zikar nahi kia jata or jab ghar par late hen to achi khasi raqam mangte hen.us k baad loadsheding ki waja se ham us waqt us ko check nahi kar sake,baad ko jab on kia to pehle button press par hi us ka dhuwan nikal gya:fuming:
                      is k elawa bhi bohat sare frauds shoping me dekhne parte hen jin ko pakarna khasa mushkil hota he
                      kafi attractive advertisment deekhai jati hai...yep kafi expensive hoti hai ...
                      chalian next time say tv say koi product order nahi karwaian gay ..:D
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #41
                        Re: Frauds....!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        chalo tum ne yeh baat ker ke apnay he ilam mein izafa ker diya :khi:
                        nahi ap k ilm me bhi izafa hua:khi:

                        Comment

                        • #42
                          Re: Frauds....!

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          kafi attractive advertisment deekhai jati hai...yep kafi expensive hoti hai ...
                          chalian next time say tv say koi product order nahi karwaian gay ..:D
                          han me to sab ko yehi mashwara deti hon k TV dekh kar kabhi kuch order na karen

                          Comment

                          • #43
                            Re: Frauds....!

                            Originally posted by senorita View Post
                            nahi ap k ilm me bhi izafa hua:khi:
                            Koi zabardasti he kia :donno:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Frauds....!

                              Originally posted by senorita View Post
                              han me to sab ko yehi mashwara deti hon k TV dekh kar kabhi kuch order na karen
                              Mein to akser TV dekhtay huay pani ke glass ka order ker deta hoon, ainda nahi keron ga
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #45
                                Re: Frauds....!

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Mein to akser TV dekhtay huay pani ke glass ka order ker deta hoon, ainda nahi keron ga
                                ainda khud uth kay pani pi aya karoo :lpop:

                                Working...
                                X