Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Frauds....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Frauds....!

    assalamalikum
    is thread main aap nay wo frauds share karnay hain jo aap kay sath ya aap nay kahi suna hoo kay aisay aisay frauds hovey hian woh share karian ..

    maqsad yeh hai kay baki loog aisay frauds say bach jaian or ihteyaat karian :thmbup:

    main start kar diti houn..

    shampoo khareedtay waqat aap company ka naam ghoor say parh lia karian ...is main yeh fraud chalta hai kay famous company say milta julta , looks main bhi or naam main bhi koi naya brand reh dia jata hai ....jo kay achi company ka nahi hota or price bhi same hoti hai ..........banda jaldi main bas vohi utha leyta hai ...bad main pata chalta hai yeh to koi or hai .....:rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Frauds....!

    aik aur baat ka izaafa karlay

    "ya aap ne kisi se fraud kiya ho" :kr: :D

    Originally posted by Aanchal View Post

    Comment

    • #3
      Re: Frauds....!

      waah Aanchal tum ne yeh thread bhi laga he diya :khi:

      Aaj mein ne Nokia ki bajaye Nokla ka mobile dekha :hehe:

      Pakistan mein kasaab goosht beechnay se pehlay pipe se janwar ki kisi vein mein paani bhartay hein jo janwar ke puray jism mein chala jata he aur wo goosht heavy ho jata he. Aisay kasaab se goosht mut khareediye :donno:

      Yahan tool mein bhi bohat fraud hein. Trazu ka balance sahi nahi hota aur us ke aik palray pe goosht baichnay walay weight rakh dete hein, yani trazu ko kabi bhi free nahi kartay. ager free karein to pata chal jata he ke trazu level mein nahi he.

      baki mein share kerta rahoon ga :embarasse
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Frauds....!

        372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
        ky ayaad dila diyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

        Last edited by BUS U HE; 30 August 2008, 13:12.

        Comment

        • #5
          Re: Frauds....!

          Originally posted by BUS U HE View Post
          372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
          ky ayaad dila diyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

          tum tu asay kah rhay ho jasay bachpan se logo se fraud kartay aiy ho372-haha372-haha

          @topic

          fraud :mm:chotay motay hotay rahtay hain :khi:jasay kay aik bar suit khareda tu dupta koi aur nikla aur shalwar koi aur colour ki :khi:!

          Comment

          • #6
            Re: Frauds....!

            Originally posted by jums View Post
            aik aur baat ka izaafa karlay

            "ya aap ne kisi se fraud kiya ho" :kr: :D
            chalian yeh bhi share kar daian :D
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Frauds....!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              waah Aanchal tum ne yeh thread bhi laga he diya :khi:

              Aaj mein ne Nokia ki bajaye Nokla ka mobile dekha :hehe:

              Pakistan mein kasaab goosht beechnay se pehlay pipe se janwar ki kisi vein mein paani bhartay hein jo janwar ke puray jism mein chala jata he aur wo goosht heavy ho jata he. Aisay kasaab se goosht mut khareediye :donno:

              Yahan tool mein bhi bohat fraud hein. Trazu ka balance sahi nahi hota aur us ke aik palray pe goosht baichnay walay weight rakh dete hein, yani trazu ko kabi bhi free nahi kartay. ager free karein to pata chal jata he ke trazu level mein nahi he.

              baki mein share kerta rahoon ga :embarasse
              hmmm Nokla :D: ..namoun pay bara fraud hota hai ..

              or Qassai kay fraud say pher banda kesay bachay :mm:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: Frauds....!

                Originally posted by BUS U HE View Post
                372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                ky ayaad dila diyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

                ab humye kia pata aap ko kia yaad a gia :p

                kis say fraud kia tha seedi taraha yaha share karoo 372-shed
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: Frauds....!

                  Originally posted by Fari View Post

                  fraud :mm:chotay motay hotay rahtay hain :khi:jasay kay aik bar suit khareda tu dupta koi aur nikla aur shalwar koi aur colour ki :khi:!
                  yep aisa hota hai ...or jab wapas karnay jaoo to woh shop walye aksar mantay hi nahi kay yeh kapra ham say khareeda gia hai 372-shed
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: Frauds....!

                    aksar computer institutes ya colleges waghera main fees kam ki offer di hoti hai ..aik achay learning package kay sath .....lekan aisa hota nahi ..oper say fees kam likhi hoti hai or jab admission lay loo tab thora thora kar kay is cheez kay alag pesay us kay alag peesay certificate kay alag pesay laga deytay hian ......jo kay theek thaak fees ban jati hai total mila kay ...yeh aik kisem ka fraud hai students ko phansnay ka ..

                    Admission say pehlay har cheez confirm kar lia karian :thmbup:

                    kuch institutions affilated bhi nahi hotay yeh bhi confirm kar lia karian :rose

                    • #11
                      Re: Frauds....!

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      hmmm Nokla :D: ..namoun pay bara fraud hota hai ..

                      or Qassai kay fraud say pher banda kesay bachay :mm:
                      Goosht ko bhoon ke toola jaye 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Frauds....!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Goosht ko bhoon ke toola jaye 372-haha

                        tooolnay se pehlay woh u kay pait ma hona ha 372-hahaghosht khor372-haha

                        Comment

                        • #13
                          Re: Frauds....!

                          Hmmm Kabhi Kabar Ho Jata hai Kuch Apni Ghalti Ki Waja Say hi Shayeed Kay Dehaan Na Diya ho Yeh Wo :S
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Frauds....!

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            aksar computer institutes ya colleges waghera main fees kam ki offer di hoti hai ..aik achay learning package kay sath .....lekan aisa hota nahi ..oper say fees kam likhi hoti hai or jab admission lay loo tab thora thora kar kay is cheez kay alag pesay us kay alag peesay certificate kay alag pesay laga deytay hian ......jo kay theek thaak fees ban jati hai total mila kay ...yeh aik kisem ka fraud hai students ko phansnay ka ..

                            Admission say pehlay har cheez confirm kar lia karian :thmbup:

                            kuch institutions affilated bhi nahi hotay yeh bhi confirm kar lia karian :rose
                            chaa gai ho.

                            Call rates mein bhi aisa hota he...sirf 50 paisay ki call, jo ke 2 rupay pe aa ke khatam hoti he :lahoul
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Frauds....!

                              Originally posted by Fari View Post
                              tooolnay se pehlay woh u kay pait ma hona ha 372-hahaghosht khor372-haha
                              Tumhein doctor ne kaha he ke ager tum ne zindagi mein koi bhi achi baat ki to tum fout ho jaoo gi :slap:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X