Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Books

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Books

    itni itni books bhari hovi hian sab nay or kuch notes chaye to kisi kay paas nahi miltay 372-shed
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment

    • #17
      Re: Books

      main sanbhaal kay rekhti houn ..jab tak sanbhal sakian :D
      kafi jama hoo gai hai or mujhay pata bhi nahi hota kay koon koon si jama hain lolzz....
      wesay main nay dil pay pathhar rekh kay pichlay dinoo apnay 8th kay notes pheenkay hain

      wesay poorani books aksar kaam bhi a jati hian ...:)

      • #18
        Re: Books

        Originally posted by Fari View Post
        mai tu apni kitabain juniors ko boaht kam dati ho kiun kah boaht kam hi is laiq hoti ha372-hahaaur baki bhai se kah kar urdu bazar ma baich dati ho
        icecream kahanay kay shook main sirf apni books beech ati houn ya dosroun ki bhi 372-haha

        mere aik cousin hain gaoun main 3 saal ki the ..jab pak gay to vohan pay poorani cheezian khardeenay walye loog atay they or us kay badlay main peesay deytay they ......jab bhi awaaz ati us ki bahir say ...woh ghar ki sari jootiyan utha kay bahir bhag jati the pesay leenay :D

        us say chupa kay rekhni parti thei cheezian ..hehe kahi tumhary sath to aisa nahi karta koi ....:wk:D
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #19
          Re: Books

          wa.alaikum salam.

          har semester k end mai'n, purani books sell kar daiti hoo'n aur isi tarah new space ban jata hay.
          As for the papers, agar future mai'n use karnay ho'n,ya useful ho'n i keep em. in a box file b/c bohat papers hotay hain, aur phir neechay store mai'n jaatay hain woh sab.
          I just did this 2 days ago:khi: bohat mushkil kaam tha:khi:
          Finding truth - Finding love
          These diamonds sparkle from lights above

          Lorraine Venner

          Comment

          • #20
            Re: Books

            Originally posted by Xenya View Post
            tau chupao kyun tum apni book shelf mey hi rehney do :D

            LOL next time mey bhi tumharey ice cream khaouN gi :P

            Aap ja ker falsafa perheiN :P

            burn it out kyun? book bank mey ja ker dey ayeiN....ya fari ki tarhaN books dey ker ice cream khayeiN :D
            Un mein ziada taadaad notes ki he jo lug bug 100 KG se bhi ziada hein, in ke ilawa books hein syllabus ki jo outdated ho gai hein un ka weight to in se bhi ziada ho ga.

            Islamic, Eng Literature aur Scientific topics pe books hein jo mein dispose off nahi karon ga. Mein bus unhi ko dispose off karon ga jinhein ub koi nahi perhay ga aur maybe book bank walon ko bhi un notes ki ya books ki zaroorat nahi ho gi
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Books

              Originally posted by Aanchal View Post
              icecream kahanay kay shook main sirf apni books beech ati houn ya dosroun ki bhi 372-haha

              mere aik cousin hain gaoun main 3 saal ki the ..jab pak gay to vohan pay poorani cheezian khardeenay walye loog atay they or us kay badlay main peesay deytay they ......jab bhi awaaz ati us ki bahir say ...woh ghar ki sari jootiyan utha kay bahir bhag jati the pesay leenay :D

              us say chupa kay rekhni parti thei cheezian ..hehe kahi tumhary sath to aisa nahi karta koi ....:wk:D
              Tumhari cousin bari ho gai he, aur wo ub Fari churail ke naam se mashoor ho gai he 372-haha
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Books

                Originally posted by Aanchal View Post
                itni itni books bhari hovi hian sab nay or kuch notes chaye to kisi kay paas nahi miltay 372-shed

                Originally posted by Aanchal View Post
                main sanbhaal kay rekhti houn ..jab tak sanbhal sakian :D
                kafi jama hoo gai hai or mujhay pata bhi nahi hota kay koon koon si jama hain lolzz....
                wesay main nay dil pay pathhar rekh kay pichlay dinoo apnay 8th kay notes pheenkay hain

                wesay poorani books aksar kaam bhi a jati hian ...:)
                haan paurani her cheez kaam ati hai ...dost bhi aur books bhi :eye:

                Originally posted by Aanchal View Post
                icecream kahanay kay shook main sirf apni books beech ati houn ya dosroun ki bhi 372-haha

                mere aik cousin hain gaoun main 3 saal ki the ..jab pak gay to vohan pay poorani cheezian khardeenay walye loog atay they or us kay badlay main peesay deytay they ......jab bhi awaaz ati us ki bahir say ...woh ghar ki sari jootiyan utha kay bahir bhag jati the pesay leenay :D

                us say chupa kay rekhni parti thei cheezian ..hehe kahi tumhary sath to aisa nahi karta koi ....:wk:D
                LOL
                Originally posted by Almas View Post
                wa.alaikum salam.

                har semester k end mai'n, purani books sell kar daiti hoo'n aur isi tarah new space ban jata hay.
                As for the papers, agar future mai'n use karnay ho'n,ya useful ho'n i keep em. in a box file b/c bohat papers hotay hain, aur phir neechay store mai'n jaatay hain woh sab.
                I just did this 2 days ago:khi: bohat mushkil kaam tha:khi:
                ahan good girl ... tum bhi meyri tarahaN saarey kaam waqt pey kerti ho :$
                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Un mein ziada taadaad notes ki he jo lug bug 100 KG se bhi ziada hein, in ke ilawa books hein syllabus ki jo outdated ho gai hein un ka weight to in se bhi ziada ho ga.

                Islamic, Eng Literature aur Scientific topics pe books hein jo mein dispose off nahi karon ga. Mein bus unhi ko dispose off karon ga jinhein ub koi nahi perhay ga aur maybe book bank walon ko bhi un notes ki ya books ki zaroorat nahi ho gi
                Right....:thmbup:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #23
                  Re: Books

                  jo mere leay zeada ehem hon wo sambhal kar rakh leti hon warna dusron ko jin ko zarurat ho books waghera ki to un ko de deti hon

                  Comment

                  • #24
                    Re: Books

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Tumhari cousin bari ho gai he, aur wo ub Fari churail ke naam se mashoor ho gai he 372-haha
                    jhootay ....khud ho gay u churial admi372-hahamai tu asi larki hi nahi :blush:

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    icecream kahanay kay shook main sirf apni books beech ati houn ya dosroun ki bhi 372-haha

                    mere aik cousin hain gaoun main 3 saal ki the ..jab pak gay to vohan pay poorani cheezian khardeenay walye loog atay they or us kay badlay main peesay deytay they ......jab bhi awaaz ati us ki bahir say ...woh ghar ki sari jootiyan utha kay bahir bhag jati the pesay leenay :D

                    us say chupa kay rekhni parti thei cheezian ..hehe kahi tumhary sath to aisa nahi karta koi ....:wk:D

                    jo mil jay books bas wohi bechti ho:blush:
                    372-haha372-haha372-haha
                    kitni mazay ki cousin ha u ki:khi:kash ma bhi bachpan ma asi hoti372-hahanahi mujh se koi chiz nahi chupata asal ma mera chota bhai mera agent hi kafi ha us ko kahti ho kah sab se chizian niklway372-haha

                    Comment

                    • #25
                      Re: Books

                      kash ma bhi bachpan ma asi hoti
                      akhir sach nikal hi gaya moun se372-haha372-haha

                      asal ma mera chota bhai mera agent hi kafi ha us ko kahti ho kah sab se chizian niklway372-haha
                      Al-Qaida:embarasse

                      Comment

                      • #26
                        Re: Books

                        Originally posted by MSA View Post
                        akhir sach nikal hi gaya moun se372-haha372-haha

                        Al-Qaida:embarasse

                        han tu mai bachpan ma itni masoom thi teddymujhay tu pata hi nahi tha kah purani chizain day kar paisay bhi miltay hian372-haha

                        je nahi mera bhai mera agent

                        kahin tum apni agency ka naam tu nahi lay rhay Al qiada:khi:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Books

                          Originally posted by Fari View Post
                          han tu mai bachpan ma itni masoom thi teddymujhay tu pata hi nahi tha kah purani chizain day kar paisay bhi miltay hian372-haha

                          je nahi mera bhai mera agent

                          kahin tum apni agency ka naam tu nahi lay rhay Al qiada:khi:
                          wah app ko to 50 saal pehle ki baat bhi yaad he....bachpan ki batein pachpun me bhi yaad he....yeh khalis ghiza ka kamal he..ajj kal to milawat hoti he372-haha372-haha

                          meri agency ka naam AL-QAIDA nahi AL-FAIDA he...jidher fiada udher me...372-haha372-haha

                          Comment

                          • #28
                            Re: Books

                            Originally posted by MSA View Post
                            wah app ko to 50 saal pehle ki baat bhi yaad he....bachpan ki batein pachpun me bhi yaad he....yeh khalis ghiza ka kamal he..ajj kal to milawat hoti he372-haha372-haha

                            meri agency ka naam AL-QAIDA nahi AL-FAIDA he...jidher fiada udher me...372-haha372-haha
                            tum nay apnay jitna samjha ha sab ko372-hahatum hi hogay 50 60 saal purani rooh mai tu abhi bachi hi ho :khi:

                            yani tum kahin bhi nahi ho kiun kah faida tu yahan kahin bhi nahi ha:khi:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Books

                              Originally posted by Fari View Post
                              kash ma bhi bachpan ma asi hoti
                              Originally posted by Fari View Post
                              han tu mai bachpan ma itni masoom thi
                              Originally posted by Fari View Post
                              tum nay apnay jitna samjha ha sab ko372-hahatum hi hogay 50 60 saal purani rooh mai tu abhi bachi hi ho :khi:
                              kisi ko bachi ...bachpan me hi kehte hein...pachpan ko bachpan nahi kehte....
                              itni galut bitani to Political parties bhi nahi kurtii.....372-haha372-haha

                              yani tum kahin bhi nahi ho kiun kah faida tu yahan kahin bhi nahi ha:khi:
                              faida dhondne wali aankh hone chahie....:salam::salam:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Books

                                Originally posted by MSA View Post
                                kisi ko bachi ...bachpan me hi kehte hein...pachpan ko bachpan nahi kehte....
                                itni galut bitani to Political parties bhi nahi kurtii.....372-haha372-haha

                                faida dhondne wali aankh hone chahie....:salam::salam:

                                372-shocktum pachpan kay ho tu saaf saaf kah do mera naam kiun la rhay ho :donno::khi:

                                lo asi ankh jo faidha dhonday sab kay pas hoti ha ....ankh tu woh honi chiaya jo faida hi dekhay:khi::khi::khi:

                                Comment

                                Working...
                                X