Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Books
Collapse
X
-
Re: Books
Wa salaam
Wohi jo aap karti hain, main apni kitabein aur papers waghera apney bed key neechhey SAVE kiya karta tha, aur sirf yehi nahin merey paas to akhbaron, kitabon, risalon key tarashon ka bhi aik dheer tha - school ki koi kitab main ney phainki nahin infact aksar notes abhi tak merey paas mehfooz hain. Yahan school ki books to wapis karni parrti hain, so unki fiker nahin. Per yes notes aur baqi sab kuchh hanooz merey paas mehfooz hain :D :D :D
Aur Pegham ka aik maqsad mera yehi tha/hai keh woh sab share kiya jaey :) Ab dekhein ...............tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
-
Re: Books
Originally posted by Masood View PostWa salaam
Wohi jo aap karti hain, main apni kitabein aur papers waghera apney bed key neechhey SAVE kiya karta tha, aur sirf yehi nahin merey paas to akhbaron, kitabon, risalon key tarashon ka bhi aik dheer tha - school ki koi kitab main ney phainki nahin infact aksar notes abhi tak merey paas mehfooz hain. Yahan school ki books to wapis karni parrti hain, so unki fiker nahin. Per yes notes aur baqi sab kuchh hanooz merey paas mehfooz hain :D :D :D
Aur Pegham ka aik maqsad mera yehi tha/hai keh woh sab share kiya jaey :) Ab dekhein ...............
inshAllah" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Books
Originally posted by Xenya View PostWah! aap ko perh key kaisey lagta hai jaisey key school key notes ?? :d
inshAllah
Kuchh yadein bohat haseen hoti hai Zinia. Us daur mein chaley jana, jab school sey ziayda aham kaam koi nahin tha. AUr phir yeh bhi yaad aata hai keh fulan note kab aur kahan bnaya tha ... aaj kuchh batein aisey lagti hain jaisey bilkul logical hain, per us waqt unhein samajhna parta tha... aur yeh keh parhna koi aasan kaam nahin...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Books
Wa Alaikum assalam ,
Books , papers per humein ghar may bhi daant perty hay k 5, 5 saal puranay papers jin per thora bht hee kuch likha ho wo hum kisi ko phenknay nahin detay :hehe:... :yy:.................itna sara saaman jama ho chuka hai k amma kehty hain beta ye sab aapk jaheez may saath bhejungi aur menay kuch nahin dena aapko :blush:.............. jaa k apni saas ko yehee 5, 10 saal puranay papers may se roz perh perh k sunana372-shock
Even hamaray bag/purse may se chhotay papers nikaltay hain.....:khi:sigpic
Comment
-
Re: Books
Originally posted by Masood View PostKuchh yadein bohat haseen hoti hai Zinia. Us daur mein chaley jana, jab school sey ziayda aham kaam koi nahin tha. AUr phir yeh bhi yaad aata hai keh fulan note kab aur kahan bnaya tha ... aaj kuchh batein aisey lagti hain jaisey bilkul logical hain, per us waqt unhein samajhna parta tha... aur yeh keh parhna koi aasan kaam nahin...Originally posted by Eshaa Chaudhry View PostWa Alaikum assalam ,
Books , papers per humein ghar may bhi daant perty hay k 5, 5 saal puranay papers jin per thora bht hee kuch likha ho wo hum kisi ko phenknay nahin detay :hehe:... :yy:.................itna sara saaman jama ho chuka hai k amma kehty hain beta ye sab aapk jaheez may saath bhejungi aur menay kuch nahin dena aapko :blush:.............. jaa k apni saas ko yehee 5, 10 saal puranay papers may se roz perh perh k sunana372-shock
Even hamaray bag/purse may se chhotay papers nikaltay hain.....:khi:
poor you :-)" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Books
Originally posted by Xenya View PostLOL
poor you :-)
aaey din dhamkiyan milty hain k ye books , sambhalay huey papers humnay library mein de deni hain ..aur hum apni books aur apnay sambhal k rakhay aik aik paper ko yun chhupatay hain yun chhupatay phirtay hain jessay murghi choozay chhupatee hay (baqol my mom ):yy:sigpic
Comment
-
Re: Books
mujhay buhat bura lugta he koi book ya notes phenka....jitna jama kur sakta ho kurta rehta ho..abb to uni me books wapis kurni parti he aur notes juniors ko de dete hein...lekin wo pages jin pe during lecture artichtic work hote hein....wo jama kurta rehta ho...aur kabhi akele mein un ko dkeh k buhat maza aata he....plus jo books aur notes school college life mein bune thay wo ajj bhi jub kholta ho to pori film rewind hojati he....:embarasse:embarasse
Comment
-
Re: Books
wsalam xenia!
awww ya kiya kah rhi ho larki
mai tu apni kitabain juniors ko boaht kam dati ho kiun kah boaht kam hi is laiq hoti ha372-hahaaur baki bhai se kah kar urdu bazar ma baich dati ho
aur us ki bhai aur ma icecream kha latay hain :khi:
mai bari kosish karo bhi tu bhi ma sambhal nahi pati purani chizian ya kagaz ya file ya kitabain khas kar woh jo me ko nahi chaiya bilkul hi :donno:
kiun kah mai current kitabain sambhal lo tu bari baat ha
han ya ha kah jo meray register hian woh me ki school friends ya college friend kay pas paray ha aj tak unko meri kashida kariyan abstract art bara pasand ata tha is liya end year ma unho nay lay liyay mujh se :khi:
Comment
-
Re: Books
What a coincident. Aaj mein bhi kuch aisi baat he sooch raha tha. Hamaray gahr mein bhi bohat bara store ban gaya he. Jin mein notes aur syllabus ki books bohat ziada hein. So mein sooch raha tha ke in sub ko dispose off ker diya jaye, cuz kai books to 15 years purani hein :donno:
I will burn it out:thmbup:
Comment
-
Re: Books
Originally posted by Eshaa Chaudhry View Postyep poor me
aaey din dhamkiyan milty hain k ye books , sambhalay huey papers humnay library mein de deni hain ..aur hum apni books aur apnay sambhal k rakhay aik aik paper ko yun chhupatay hain yun chhupatay phirtay hain jessay murghi choozay chhupatee hay (baqol my mom ):yy::thmbup:
Comment
-
Re: Books
Originally posted by Eshaa Chaudhry View Postyep poor me
aaey din dhamkiyan milty hain k ye books , sambhalay huey papers humnay library mein de deni hain ..aur hum apni books aur apnay sambhal k rakhay aik aik paper ko yun chhupatay hain yun chhupatay phirtay hain jessay murghi choozay chhupatee hay (baqol my mom ):yy:
Originally posted by MSA View Postmujhay buhat bura lugta he koi book ya notes phenka....jitna jama kur sakta ho kurta rehta ho..abb to uni me books wapis kurni parti he aur notes juniors ko de dete hein...lekin wo pages jin pe during lecture artichtic work hote hein....wo jama kurta rehta ho...aur kabhi akele mein un ko dkeh k buhat maza aata he....plus jo books aur notes school college life mein bune thay wo ajj bhi jub kholta ho to pori film rewind hojati he....:embarasse:embarasse
Originally posted by Fari View Postwsalam xenia!
awww ya kiya kah rhi ho larki
mai tu apni kitabain juniors ko boaht kam dati ho kiun kah boaht kam hi is laiq hoti ha372-hahaaur baki bhai se kah kar urdu bazar ma baich dati ho
aur us ki bhai aur ma icecream kha latay hain :khi:
mai bari kosish karo bhi tu bhi ma sambhal nahi pati purani chizian ya kagaz ya file ya kitabain khas kar woh jo me ko nahi chaiya bilkul hi :donno:
kiun kah mai current kitabain sambhal lo tu bari baat ha
han ya ha kah jo meray register hian woh me ki school friends ya college friend kay pas paray ha aj tak unko meri kashida kariyan abstract art bara pasand ata tha is liya end year ma unho nay lay liyay mujh se :khi:
Originally posted by aabi2cool View Postkarna kaya hay miss falsafa jeee
Originally posted by munda_sialkoty View PostWhat a coincident. Aaj mein bhi kuch aisi baat he sooch raha tha. Hamaray gahr mein bhi bohat bara store ban gaya he. Jin mein notes aur syllabus ki books bohat ziada hein. So mein sooch raha tha ke in sub ko dispose off ker diya jaye, cuz kai books to 15 years purani hein :donno:
I will burn it out" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
Comment