Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

. Doosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: . Doosti

    Originally posted by lucky View Post
    jaisa dor chal raha hai achy dost ko pehchaanna mushkil kaam hai ye to hmaari qismat ahai agr achi hogi to acha dost mily ga agr buri hogi to bura dost mily ga:)

    yaani tum kahna chahti ho kay jo b hai wo sab kismat ki waja say hai

    Comment

    • #17

      Dor ko doosh mut do ager tum sincere ho apnay friend se to samjo tumhein 50 percent friend mil gaya, ager sincere nahi ho to tumhein 1 percent bhi nahi milay ga
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: . Doosti

        Originally posted by lucky View Post
        g haan bilkul theek kaha...i dont know k log aisa kion krty hain...halan k aisa krny say koi faida to hota nahi ulta nuqsaan hi hota hai pata ni log aisi hrkaton say kb baaz aayen gy...
        agr kisi ko dukh dety hain to khud b khush nahi rehty:)

        baat to ya hai kay main bi shayad etna acha nai hon coz mari waja say b shayad kisi ka dil toota hon

        par sach to ya hai kay maine jaan booj kay kabi kisi ka dil nai toora

        kyon kay main janta hon jo pain hoti hia us ka dard ketna gahra hai

        tumne kabi dost say dukha khaaya ??

        Comment

        • #19
          Re: . Doosti

          Originally posted by Kh@w@r View Post
          yaani tum kahna chahti ho kay jo b hai wo sab kismat ki waja say hai
          surma pa ke :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: . Doosti

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aye buniyaan shirt ke ouper pehnanay walay, kaanon mein bibiyoon ki tarah baaliyaan pehnanay walay aur apnay aap ko hero samajnay ki nakaam kooshish kerne walay aur musalsal surma baichnay walay Khawar bohat acha topic he yeh

            Net ne jahan mujay bohat achay achay doost diye hein aur dooston aur dushmanon mein faraq bhi sikha diya he. waise mein to doosti ko bari he sanjeedgi se leeta hoon, aur apni doosti ki khaatir apnay saaray dooston ko bhi kurbaan ker sakta hoon teddy

            kia baat hai bhai wah

            pahlay laato aur ghoonso say twaazah karte ho

            phir chae paani pochtay ho

            acha treeqa hia

            kiya qurbaani hai yaani doosti ki khaater doosto ko hi kurbaan karna khod na kurban hona

            bare darbook aur buzdil insan ho tum wae 372-shed

            Comment

            • #21
              Re: . Doosti

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Toon inni seyaani v ho sakni wein, mein te kadi soocheya v nai si Lasooriyee 372-haha

              balay wae CHAACHA CHOOE

              Comment

              • #22
                Re: . Doosti

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Dor ko doosh mut do ager tum sincere ho apnay friend se to samjo tumhein 50 percent friend mil gaya, ager sincere nahi ho to tumhein 1 percent bhi nahi milay ga

                baaki kay 50% kahaa gaye maaamo

                Comment

                • #23
                  Re: . Doosti

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  surma pa ke :lpop:

                  seriuse baat me surma nai paatay samjay

                  Comment

                  • #24
                    Re: . Doosti

                    frnd is 1 who hold ur hands when u need support
                    but
                    true frnd is 1 who hold ur hands more tightly when u say
                    leave me alone
                    and i have a true frnd

                    Comment

                    • #25
                      Re: . Doosti

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aye buniyaan shirt ke ouper pehnanay walay, kaanon mein bibiyoon ki tarah baaliyaan pehnanay walay aur apnay aap ko hero samajnay ki nakaam kooshish kerne walay aur musalsal surma baichnay walay Khawar bohat acha topic he yeh

                      Net ne jahan mujay bohat achay achay doost diye hein aur dooston aur dushmanon mein faraq bhi sikha diya he. waise mein to doosti ko bari he sanjeedgi se leeta hoon, aur apni doosti ki khaatir apnay saaray dooston ko bhi kurbaan ker sakta hoon teddy
                      :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Toon inni seyaani v ho sakni wein, mein te kadi soocheya v nai si Lasooriyee 372-haha
                      acha lasoory sialkotiye:kr:

                      Originally posted by Kh@w@r View Post
                      yaani tum kahna chahti ho kay jo b hai wo sab kismat ki waja say hai
                      haan qismat ka poora poora amal dakhal hota hai

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Dor ko doosh mut do ager tum sincere ho apnay friend se to samjo tumhein 50 percent friend mil gaya, ager sincere nahi ho to tumhein 1 percent bhi nahi milay ga
                      g main apni friends say sincere hoon or un k liye jaan b day skti hoon or wo b bohat achi hain...u ki taran ni k apni friends ko qurbaan kr doo:kr:

                      Originally posted by Kh@w@r View Post
                      baat to ya hai kay main bi shayad etna acha nai hon coz mari waja say b shayad kisi ka dil toota hon

                      par sach to ya hai kay maine jaan booj kay kabi kisi ka dil nai toora

                      kyon kay main janta hon jo pain hoti hia us ka dard ketna gahra hai

                      tumne kabi dost say dukha khaaya ??
                      g nahi dhoka meri fitrat main nahi hai...mujhy dhoka deny waaly logon say sakht nafrat hai
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment

                      • #26
                        Re: . Doosti

                        Originally posted by Kh@w@r View Post
                        balay wae CHAACHA CHOOE
                        Originally posted by Kh@w@r View Post
                        seriuse baat me surma nai paatay samjay
                        :kr::kr::kr:
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment

                        • #27
                          Re: . Doosti

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Aye buniyaan shirt ke ouper pehnanay walay, kaanon mein bibiyoon ki tarah baaliyaan pehnanay walay aur apnay aap ko hero samajnay ki nakaam kooshish kerne walay aur musalsal surma baichnay walay Khawar bohat acha topic he yeh

                          Net ne jahan mujay bohat achay achay doost diye hein aur dooston aur dushmanon mein faraq bhi sikha diya he. waise mein to doosti ko bari he sanjeedgi se leeta hoon, aur apni doosti ki khaatir apnay saaray dooston ko bhi kurbaan ker sakta hoon teddy
                          munda bhaii ab hero tou woh hai na ..:D

                          Comment

                          • #28
                            Re: . Doosti

                            Originally posted by BUS U HE View Post
                            munda bhaii ab hero tou woh hai na ..:D
                            oye u kion us bechaary ko khush fehmion main daal rahy ho?

                            kitny paisy diye khawar ny tareef krny k?:D:
                            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                            Comment

                            • #29
                              Re: . Doosti

                              Originally posted by lucky View Post
                              oye u kion us bechaary ko khush fehmion main daal rahy ho?

                              kitny paisy diye khawar ny tareef krny k?:D:
                              whay r u jaling pujing372-haha
                              ab woh pictures k lihaaz say tou tareef k kabil hai he na:Dharkatoo k lihaaz say na sahi372-haha

                              Comment

                              • #30
                                Re: . Doosti

                                Originally posted by BUS U HE View Post
                                whay r u jaling pujing372-haha
                                ab woh pictures k lihaaz say tou tareef k kabil hai he na:Dharkatoo k lihaaz say na sahi372-haha

                                cause u r jaling pujing gallan karing:kr::kr:
                                aa jata hai abhi khawar pooch lay ga u ko...
                                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                                Comment

                                Working...
                                X