Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

. Doosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • . Doosti

    AOA

    aj ka swal ya hai kay

    ap ki nazir me dost kis ko kahtay hai

    kyon kay kaha jaaye to PG pe sab hi frends hai

    par ya to net frend howay shayad in ki hseyat siraf net tak hai

    agar ap real me dost bnatay hai to phir ap kaisay yqeen karay gay kay ya insan kabi dukha nai de ga

    kyon kay

    shaaero kay nazdeek hath milane waalay ko dost nai kahtay

    dost wo hai jo ap say kooso door ho aur ap i yad me aansoo bhaata ho

    kahtay hia dost wo rista hia

    jo bhayo say b zyada azeez hota hai

    agar tareekh dekhi jaaye to aysi msaalay b milti hia

    jin say pta chalta hia kay dosti me jan ki qurbani tak de di jati hia

    see ya VIEWRS ap kay comment ka intzaar rahay ga

    jab b ap duwa kay liye hath othao to mujay zror yad rakhye ga:phool:

    kyon kay mera manna hai kay duwaye sab kuch bdal sakti hia

    KISMAT BI

    see ya :rose

  • #2
    Re: . Doosti

    W Salam

    mmmmmmm...itny serious na hooaa kro:lpop:
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment

    • #3
      Re: . Doosti

      Originally posted by lucky View Post
      W Salam

      mmmmmmm...itny serious na hooaa kro:lpop:

      kia baat hia

      kisi jaga thekaana nai

      agar seriuse nia hota tab b masla

      agar hota hon tab b masla 372-shed

      Comment

      • #4
        Re: . Doosti

        Originally posted by Kh@w@r View Post
        kia baat hia

        kisi jaga thekaana nai

        agar seriuse nia hota tab b masla

        agar hota hon tab b masla 372-shed
        mujhy kia masla hoga...main b to mazaq kr rahi hoon:lpop:
        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

        Comment

        • #5
          Re: . Doosti

          Originally posted by lucky View Post
          mujhy kia masla hoga...main b to mazaq kr rahi hoon:lpop:

          main to ak aurtopic lgane wala tha seriuse waala

          tum mzaaq kar rahi thi par ya mzaq wala topic nai tha

          koe acha sa jwab de do jo tumhare dmagh man aaye :clap:

          Comment

          • #6
            Re: . Doosti

            Hamein net bahot kam dost milay hain lekin bahot achhay dost milay hain
            aur mujhe apnay doston per fakhar hai
            mene un se hamesha kuch paya hai kuch seekha hai khoya kuch bhi nahi
            jahan tak jaan qurbaan karne ki baat hai to kuch special frndz hotay hain jin k liye
            hum sab kuch karne ko tayar ho jate hain
            hum agar sincer hain to dost bhi sincer aur caring milengay
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: . Doosti

              ok to topic to waqy e acha hai...
              baat ye hai k ye to koi nahi jaanta k kon dukh day ga or kion day ga...haan jb aap us k saath thora sa time guzaaro gay to aap ko kuch to idea hoga hi...waisy us insaan ko dost kehna hi ghlt hai jo aap ko dukh day...
              kion k dost to dukh door krty hain...or hr mushkil wqt main saath dety hain...jo insaan dukh day wo dost ho hi nahi skta...impossible
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment

              • #8
                Re: . Doosti

                Originally posted by WASI ANJUM View Post

                ap khushkismat ho bhai jo ap ko etnay achay aur sachay dost milay

                warna aj kal to maine dukha hi khaaya jis ko b dost bnaya

                is liye ab dar sa laga rahta hia dost bnanay me b

                u knw bro

                har koe yaha apna faeda sochta hai aur apna matlib dekhta hai

                jab us ka matlib nikal jaata hai to dosti ka koe moqaaam hi nai rahta

                esi liye maine pocha

                agar sacha doost doondna ho to kaisay doone :)

                Comment

                • #9

                  par u knw LUCKY ( I DNT KNW UR REAL NAME )

                  kay jab insan akela hota hia to wo bas esi lagan me rahta hia kay koe to ho jis ko apna dukh dard sonaye koe to ho jisay wo sab kuch btaye

                  apni khushi shair kare

                  par jab wo insan us kay jazbaat say khailta hia to bohat dukh hota hia

                  dil chakna choor ho jaata hia

                  tab jo dard hota hai usay byana karna muskil hai

                  Comment

                  • #10

                    jaisa dor chal raha hai achy dost ko pehchaanna mushkil kaam hai ye to hmaari qismat ahai agr achi hogi to acha dost mily ga agr buri hogi to bura dost mily ga:)
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment

                    • #11
                      Re: . Doosti

                      Originally posted by WASI ANJUM View Post
                      Hamein net bahot kam dost milay hain lekin bahot achhay dost milay hain
                      aur mujhe apnay doston per fakhar hai
                      mene un se hamesha kuch paya hai kuch seekha hai khoya kuch bhi nahi
                      jahan tak jaan qurbaan karne ki baat hai to kuch special frndz hotay hain jin k liye
                      hum sab kuch karne ko tayar ho jate hain
                      hum agar sincer hain to dost bhi sincer aur caring milengay
                      Yaar tum mujay puray ke puray masood lagtay ho :lahoul
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: . Doosti

                        Originally posted by Kh@w@r View Post
                        par u knw LUCKY ( I DNT KNW UR REAL NAME )

                        kay jab insan akela hota hia to wo bas esi lagan me rahta hia kay koe to ho jis ko apna dukh dard sonaye koe to ho jisay wo sab kuch btaye

                        apni khushi shair kare

                        par jab wo insan us kay jazbaat say khailta hia to bohat dukh hota hia

                        dil chakna choor ho jaata hia

                        tab jo dard hota hai usay byana karna muskil hai
                        g haan bilkul theek kaha...i dont know k log aisa kion krty hain...halan k aisa krny say koi faida to hota nahi ulta nuqsaan hi hota hai pata ni log aisi hrkaton say kb baaz aayen gy...
                        agr kisi ko dukh dety hain to khud b khush nahi rehty:)
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment

                        • #13
                          Re: . Doosti

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Yaar tum mujay puray ke puray masood lagtay ho :lahoul
                          ary wo kaisy:o
                          Masood bhai to aisi achi achi baaten krty hi nahi:P
                          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                          Comment

                          • #14
                            Re: . Doosti

                            Aye buniyaan shirt ke ouper pehnanay walay, kaanon mein bibiyoon ki tarah baaliyaan pehnanay walay aur apnay aap ko hero samajnay ki nakaam kooshish kerne walay aur musalsal surma baichnay walay Khawar bohat acha topic he yeh

                            Net ne jahan mujay bohat achay achay doost diye hein aur dooston aur dushmanon mein faraq bhi sikha diya he. waise mein to doosti ko bari he sanjeedgi se leeta hoon, aur apni doosti ki khaatir apnay saaray dooston ko bhi kurbaan ker sakta hoon teddy
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: . Doosti

                              Originally posted by lucky View Post
                              ary wo kaisy:o
                              Masood bhai to aisi achi achi baaten krty hi nahi:P
                              Toon inni seyaani v ho sakni wein, mein te kadi soocheya v nai si Lasooriyee 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X