Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Haq ya Farz?~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Haq ya Farz?~*~

    Originally posted by Masood View Post
    Malsan? Koi roz'marrah ki zindagi ki misaal dijiyey aur phir yeh btaiyey keh aap us mein kya kartey hain?
    hmmm,... :p
    rozmarra main ki aik choti si misaal dayta hoon main,,.. as a student aap per studies kerna aik terha say ferz ho jatihain ..aor jab aap iss ferz ko ahsan tareek say serinjaam daytay hian tu apnay haq .yaani reward kay baaray mainbay fikar ho jaaye.kiun kay ap nay apna ferz yaani assignment ..quizez..midtermss aor sessionals achay tareekay say kiay..jo kay aik obligation tha....so jab aap study nahi kertay to aap phir bhi kehtay hian yaar pass hona to main deserve kerta tha naa..yaaar mera C grade to aana banta tha na..teacher nay yay kia ..teacher nay wo kia.:p...aor asi hi batain....main asi situation main Allah malik keh dayta hoon:p:p...wasay aaj tak kabhi aai nahi yay situation :..lakin apnay ird gird buhat say llogo ko asa kehaty suna kay perho bhi na aor number bhi aa jaain...:p
    Last edited by Capt.Abdur Rehman; 25 June 2008, 18:13.

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Haq ya Farz?~*~

      Originally posted by Masood View Post
      Assalamo allaikum

      Ham hamesha aik baat per larrtey jhagarrtey hain keh HAMEIN HAMARA HAQ DIYA JAEY!

      Haqooq key barey mein to sabhi jantey hain.. kabhi aap ney socha hai keh duniya mein 1000ron na'chakiyaan khatam ho jaein agar ham sirf aik baat ko poora karney ki koshish karein? APNEY FARZ ko!

      Agar har insaan apney faraiiz ehsan tareeqey sey poorey karney ka aadi ho jaey to mera nahin khiyaal kisi ko apney haqooq key liyey larrna parrey...

      aap kya kehtey hain?
      Masood Bahi kiya baat kerte hain.....agar yahan her koi apna farz poora kerna shuroo ker day tu yeh duniya janat na ban jaaaey
      sigpic

      Comment

      Working...
      X