Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap kitne safai pasand hen???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: aap kitne safai pasand hen???

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    PC , Marriot , Awarii , aur canada England k kaeey restaurants mein khana khany k bawajood jo maza ghar k khanay mein mila wo kaheei'N nahin

    n :alhamd:I'm very happy with that at least u ki terha thehelon , rerhiyo'N se tikkay manga k khanay se behter me ghar k khanay ko samjhty hun:lpop:
    England aur canada ke restaurants ke ilawa mein ne bhi sabi achay achay restaurants se khana khaya hua he :na: lekin jo maza achay achay restaurants mein khanay ka he wo ghar ka nahi :kr:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: aap kitne safai pasand hen???

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Wa Alaikum Aslam



      Mein us farash pe airhiyoon ke bul chalta hoon jahan mujay thoori si bhi mitti ya rait ka khatra ho, aur ager wahan pe rait ya mitti ho wahan mein nangay paon chal he nahi sakta :pagal:

      mere haath pe koi bhi cheez lag jaye, chahay bilkul thori si quantity mein, me forun haath donay chalaa jata hoon:pagal:

      me kisi doosray ke glass mein paani nahi pee sakta Bahir se kabi lassi peenay jaoon to wo bartan khud dhoo ke deta hoon :khi:
      Aisay kaam sirf wehmi insan hi kerte hain ... un ko safai pasand nahien kehte bal k vehmi kehtay hain
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: aap kitne safai pasand hen???

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        ager eward ki bajaye award diya jata to me bohat khush ho sakta tha
        nahi me ne to eward hi dena he apkoaik adad jharoo n wiper apka hua:khi:

        Comment


        • #34
          Re: aap kitne safai pasand hen???

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          Wa Alaikum Assalam ,

          Safaeey pasand to shukar hay ALLAH ka bht hoon sath mein organised bhi hoon .......kitchen mein kaam kartay sath sab kuch samet k usee jagah per rakhna pasand hay , aur jis jagah ki cheez ho wahan na milay to para bht high hota hay k is ko misplace kis nay kiya :fuming:

          Bed ki chadar per silwatein na pasand hain ...washroom ka floor geela ho to na pasand hai ...bhai shower lay k aen jab to unka haal hota hay bath tub ki sides per pani ..shampoo ki bottle kahein hoty hay to soap kahei'N

          baqi rahee khany peenaymein safaeyy to hoteling is liey pasand anhin k na janay safaey se bana bhi hoga k nahin
          same here eshaa:embarassepar ghar me jab tak sab safai ka khiyal na rakhen to gar bar hoti rehti he khas kar ye larke
          or me bhi jab bahir khana khan aho to bohat zeada khyal karti hon k wahan ki safai ka mayar kia he warna khana nahi khati

          Comment


          • #35
            Re: aap kitne safai pasand hen???

            Originally posted by ASK View Post
            koi achi si baat karo safaaie tou hum jaante thak nahi....
            jante tak nahi to yahan kion tashreef laey

            Comment


            • #36
              Re: aap kitne safai pasand hen???

              Originally posted by senorita View Post
              Aslamoalikum
              ye baat to ap sab ko maloom he na k safai nisaf eeman he.ap bataen k ap is baat par kitna amal karte hen??apne ghar ko apne room ko kitna saaf rakhte hen??or khas kar mujhe aik baat bohat bohat buri lagti he k aksar log nahane k baad washroom me pani farsh par phela kar hashar kharab kar dete hen.wiper tak lagane ki tofeek nahi karte:fuming:or geele towels ko bhi bahir dhoop me nahi phelate.ye kaam apni mother, bhen ya mulazim k leay chor dete hen:pagal:kuch log kehte hen k ye apni apni tabeyat me baat hoti he,ab tell me apni apni tabeyat:lpop:

              Mujhe gandagi bilkul bhi pasand nahin hai , ganda karne walon par bahut :fuming: aata hai aur unka yeh hashr :hathora hota hai. Mera yeh manna hai cheezen is tarah rakhein ki andhere mein dhoondne par bhi milna chahiye.
              Ek hafte se main beemaar thi par aaj thoda theekh laga toh pehle poore ghar ki safaai ki. Main khud saare kaam karti hoon mujhe kisi aur ke haath ka kaam pasand nahin hai.
              :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

              Comment


              • #37
                Re: aap kitne safai pasand hen???

                Originally posted by astrofreak1234 View Post
                Mujhe gandagi bilkul bhi pasand nahin hai , ganda karne walon par bahut :fuming: aata hai aur unka yeh hashr :hathora hota hai. Mera yeh manna hai cheezen is tarah rakhein ki andhere mein dhoondne par bhi milna chahiye.
                Ek hafte se main beemaar thi par aaj thoda theekh laga toh pehle poore ghar ki safaai ki. Main khud saare kaam karti hoon mujhe kisi aur ke haath ka kaam pasand nahin hai.
                aik or safai pasand se mil kar behad khushi hui:)me khud apni cheezen ese rakhti hon k ankh band kar ke bhi mil sakti he lekin ager wahan se koi hata de to mera ghusa hota he bas:fuming:

                Comment


                • #38
                  Re: aap kitne safai pasand hen???

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  PIIK kia hota he

                  aur me bhai behan ka jhoota bhi nahi pita aur na mere behan bhai me ka peetay hein :kr:hum behan bhai is moamlay mein puray khandan mein mashoor hein :pagal: aur meri ammi bhi apnay buchon mein se kisi ka jhoota nahi khaatein aur na he apna jhota kisi ko khanay deti hein, but for sure mein apni ammi ka jhoota khaa sakta hoon lekin kabi mooka nahi mila :kr:

                  waise hum behan bhai aik doosray ka towel bhi use nahi kerte :khi:sabun bhi 3, 4 hotay hein, ammi ka alag, behnon ke alaq aur bhaiyon ke alaq just like tooth brush :kr:
                  Itni raam kahani likhi hay u nay ...
                  Seedha seedha aik sentence mein likh detay k Ye khandani bimaree hay :lpop:
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: aap kitne safai pasand hen???

                    Originally posted by senorita View Post
                    aik or safai pasand se mil kar behad khushi hui:)me khud apni cheezen ese rakhti hon k ankh band kar ke bhi mil sakti he lekin ager wahan se koi hata de to mera ghusa hota he bas:fuming:
                    :rose Mujhe bhi :rose
                    :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

                    Comment


                    • #40
                      Re: aap kitne safai pasand hen???

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Aisay kaam sirf wehmi insan hi kerte hain ... un ko safai pasand nahien kehte bal k vehmi kehtay hain
                      Chal rein de :na:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: aap kitne safai pasand hen???

                        Originally posted by senorita View Post
                        nahi me ne to eward hi dena he apkoaik adad jharoo n wiper apka hua:khi:
                        Eward dena he to pyaar se do na :embarasse
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: aap kitne safai pasand hen???

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Itni raam kahani likhi hay u nay ...
                          Seedha seedha aik sentence mein likh detay k Ye khandani bimaree hay :lpop:
                          Mein tumhari tarah apnay khandan ke baray mein badtameezi to nahi ker sakta na :lpop:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: aap kitne safai pasand hen???

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Eward dena he to pyaar se do na :embarasse
                            nahi me ese hi doon gi

                            Comment


                            • #44
                              Re: aap kitne safai pasand hen???

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Chal rein de :na:
                              nahi rein na day...is ka ilaj kerwa nahien tu apni Bivi se bhot maar khaiey ga
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: aap kitne safai pasand hen???

                                Originally posted by senorita View Post
                                nahi me ese hi doon gi
                                Yeh to tumhari zara nawazi to na hui :na:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X