Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap kitne safai pasand hen???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aap kitne safai pasand hen???

    Originally posted by sccorpion81 View Post
    nahi rein na day...is ka ilaj kerwa nahien tu apni Bivi se bhot maar khaiey ga
    Apni bivi se he maar khaoon ga na, kisi ke baap ki bivi se to maar nahi khaon ga na :kr:
    :thmbup:

    Comment

    • #47
      Re: aap kitne safai pasand hen???

      Originally posted by senorita View Post
      jante tak nahi to yahan kion tashreef laey
      main tou samajh raha tha k aap ultha samajh jayen gi senorita ji.:comfort:

      Comment

      • #48
        Re: aap kitne safai pasand hen???

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Apni bivi se he maar khaoon ga na, kisi ke baap ki bivi se to maar nahi khaon ga na :kr:
        chup kar

        Comment

        • #49
          Re: aap kitne safai pasand hen???

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam

          mein bohat safai pasand hoon, bulke mein safai ke moaamlay mein kuch hyper hoon, is ki misaal mein kuch misaalein de ke bata sakta hoon :khi:

          Mein us farash pe airhiyoon ke bul chalta hoon jahan mujay thoori si bhi mitti ya rait ka khatra ho, aur ager wahan pe rait ya mitti ho wahan mein nangay paon chal he nahi sakta :pagal: (woh to tu nange paon is sliya nahi chal sakta keh tera khur tujeh iss baat ki ijazat nahi deta )

          mere haath pe koi bhi cheez lag jaye, chahay bilkul thori si quantity mein, me forun haath donay chalaa jata hoon:pagal:

          me kisi doosray ke glass mein paani nahi pee sakta Bahir se kabi lassi peenay jaoon to wo bartan khud dhoo ke deta hoon :khi: ( ek or jhoot, tu glass hamesha iss liye dhota hia takeh woh ek-do rs kam ker de original lassi ki price mai se, or yeh kion nahi bataya keh glass tu lassi peena se pehle nahi baad main dho keh deta hia, bcoz jiss glass mian tu pi le uss ko phir woh waise hi phaink deta hian:kr:)

          Jis bed pe soota hoon, us bed ki chadar pe bilkul salwat nahi hoti, jub uthta hoon tub bhi nahi hoti, tameez se haath baand ke soota hoon :khi:(uss bed pe chader ho gi to salwat aaye gi na, )

          mere kapray ganday nahi hotay, aur mein daily subhu uth ke nahata hoon aur germiyoon mein to sonay se pehlay bhi nahata hoon (tu khud itna ganda hai keh tujhe apne saamne sab cheezain saaf hi lagti hian, jaise woh kehta hain na keh sawan keh andhe ko hara hara hi nazar aata hai:kr:)

          Haan albata towel use ker ke latka deta hoon, na subhu dhoop hoti he aur na raat ko is liye wo khud he khushak ho jata he :khi:(uss towel ko ghusa hi itna aata hai keh hidat-e-ghusse se woh sookh jata hai or tu samjhta hai keh khud hi sookh jata hia )
          i hope keh tumhian mera tameez wale jawab pasand aaye hoon ge:lpop:

          Comment

          • #50
            Re: aap kitne safai pasand hen???

            waalaikumasalam

            hum safai pasnd bus itni had tak hai ke sarko'n per ya rasto'n per kachra nahi daalte... :lol..

            baaki baqool ammi tumhe apne bhaiyon se tameez or cheezein rakhne ka saleeqa sikhna chahiye..(:yy: coz un ke hisaab se humara room kisi larke ke room se bhi zyadah bikhra howa hota hai... books ka cabinet, computer table etc etc subhi kaafi messy hote hain... or papers tu saare room mein bikhre hote hain... khair.. humare hisaab se a clean room is a sign of wasted life. ..:lol

            Comment

            • #51
              Re: aap kitne safai pasand hen???

              Originally posted by ummid View Post

              very nice views:comfort:

              Comment

              • #52
                Re: aap kitne safai pasand hen???

                Originally posted by musaddaq View Post
                very nice views:comfort:
                pata hai... :D

                Comment

                • #53
                  Re: aap kitne safai pasand hen???

                  Originally posted by ummid View Post
                  pata hai... :D
                  yeh main ne tareef nahi ki:lahoul

                  Comment

                  • #54
                    Re: aap kitne safai pasand hen???

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    yeh main ne tareef nahi ki:lahoul
                    aap ko pata aap ne kya kaha..:D. hum ne tu isey tareef hi perceive kiya..

                    Comment

                    • #55
                      Re: aap kitne safai pasand hen???

                      Originally posted by ummid View Post
                      aap ko pata aap ne kya kaha..:D. hum ne tu isey tareef hi perceive kiya..
                      khud pasandi ki inteha hia

                      Comment

                      • #56
                        Re: aap kitne safai pasand hen???

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        khud pasandi ki inteha hia
                        "be-yaqeeen logo'n mein be-yaqeen hojaate..
                        hum ko khud parasti ne shaihar se bacha liya.."

                        Comment

                        • #57
                          Re: aap kitne safai pasand hen???

                          Originally posted by ASK View Post
                          chup kar
                          Tu bool
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #58
                            Re: aap kitne safai pasand hen???

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            i hope keh tumhian mera tameez wale jawab pasand aaye hoon ge:lpop:
                            :clap: tu itna akalmand he mujay nahi pata tha mein to tujay hameesha do dimaag wala he samajta raha
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #59
                              Re: aap kitne safai pasand hen???

                              Originally posted by ummid View Post
                              waalaikumasalam

                              hum safai pasnd bus itni had tak hai ke sarko'n per ya rasto'n per kachra nahi daalte... :lol..

                              baaki baqool ammi tumhe apne bhaiyon se tameez or cheezein rakhne ka saleeqa sikhna chahiye..(:yy: coz un ke hisaab se humara room kisi larke ke room se bhi zyadah bikhra howa hota hai... books ka cabinet, computer table etc etc subhi kaafi messy hote hain... or papers tu saare room mein bikhre hote hain... khair.. humare hisaab se a clean room is a sign of wasted life. ..:lol
                              Tum saleeka muj se seekho :khi:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #60
                                Re: aap kitne safai pasand hen???

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Tum saleeka muj se seekho :khi:
                                School kholi hai kya aapne :khi:
                                :insha:Saari Duniya Main Aman Ho

                                Comment

                                Working...
                                X