Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap kitne safai pasand hen???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aap kitne safai pasand hen???

    Originally posted by MSA View Post
    app ne jo bate likhi he....
    agur safai pasand aisai kam kurte hein to mien nahi ho :(

    lekin ....
    me kisi aur k glas me pani nahi pita...
    halka sa bhi ganda ho to khud dho leta ho ...

    lekin sirf khane peene mein he yeh bat.... :)
    yani ap wiper se pani saaf nahi karte?geela towel bhi bahir nahi phelate?apne joote bhi side par nahi rakhte:lahoulto ye kese safai pasand huey ap?:mm:

    Comment


    • #17
      Re: aap kitne safai pasand hen???

      Originally posted by senorita View Post
      yani ap wiper se pani saaf nahi karte?geela towel bhi bahir nahi phelate?apne joote bhi side par nahi rakhte:lahoulto ye kese safai pasand huey ap?:mm:

      to me ne kab kaha k mein ho....
      wiper se kurne ki kia zarurt he..khud ho jata he...aisa system hi nahi k wiper ki zarurut pere :)
      geela towel phela deta ho....kabhi
      joote ka likha tha app na??
      waise side pe hi rakhta ho...:donno:

      Comment


      • #18
        Re: aap kitne safai pasand hen???

        Originally posted by MSA View Post
        nahi faida to he...
        been bajani ajay gi :)
        nahi sara kaam karna ajaey ga

        Comment


        • #19
          Re: aap kitne safai pasand hen???

          Originally posted by MSA View Post
          to me ne kab kaha k mein ho....
          wiper se kurne ki kia zarurt he..khud ho jata he...aisa system hi nahi k wiper ki zarurut pere :)
          geela towel phela deta ho....kabhi
          joote ka likha tha app na??
          waise side pe hi rakhta ho...:donno:
          achaa esa kia system he apke pas k wiper k bina hi pani saaf ho jata he?:mm:

          Comment


          • #20
            Re: aap kitne safai pasand hen???

            yeh recently import kurwaya he....:)


            waisi wo to mazak tha...
            aik general bat he....agur app thora sa inclined bana dein...surface ko..to pani automatically apni manzil pe chala jay ga...
            kia nahi jay ga..???

            Comment


            • #21
              Re: aap kitne safai pasand hen???

              Originally posted by MSA View Post
              yeh recently import kurwaya he....:)


              waisi wo to mazak tha...
              aik general bat he....agur app thora sa inclined bana dein...surface ko..to pani automatically apni manzil pe chala jay ga...
              kia nahi jay ga..???
              nahi wiper lagaey bagher to bilkul neat clean nahi ho sakta na

              Comment


              • #22
                Re: aap kitne safai pasand hen???

                Originally posted by senorita View Post
                nahi wiper lagaey bagher to bilkul neat clean nahi ho sakta na
                hmmm....
                iss pe bhi socha ja sakta he...

                kher filhal to mein chala...
                khuwabo mein..nazara karne...

                Shab-ba-kher.
                Allah Hafiz

                Comment


                • #23
                  Re: aap kitne safai pasand hen???

                  Originally posted by senorita View Post
                  yani bhens k agey been bajane ka koi faeda nahi:lahoul
                  Haan tu Aur kia :S
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: aap kitne safai pasand hen???

                    Originally posted by senorita View Post
                    Aslamoalikum
                    ye baat to ap sab ko maloom he na k safai nisaf eeman he.ap bataen k ap is baat par kitna amal karte hen??apne ghar ko apne room ko kitna saaf rakhte hen??or khas kar mujhe aik baat bohat bohat buri lagti he k aksar log nahane k baad washroom me pani farsh par phela kar hashar kharab kar dete hen.wiper tak lagane ki tofeek nahi karte:fuming:or geele towels ko bhi bahir dhoop me nahi phelate.ye kaam apni mother, bhen ya mulazim k leay chor dete hen:pagal:kuch log kehte hen k ye apni apni tabeyat me baat hoti he,ab tell me apni apni tabeyat:lpop:
                    Wa Alaikum Assalam ,

                    Safaeey pasand to shukar hay ALLAH ka bht hoon sath mein organised bhi hoon .......kitchen mein kaam kartay sath sab kuch samet k usee jagah per rakhna pasand hay , aur jis jagah ki cheez ho wahan na milay to para bht high hota hay k is ko misplace kis nay kiya :fuming:

                    Bed ki chadar per silwatein na pasand hain ...washroom ka floor geela ho to na pasand hai ...bhai shower lay k aen jab to unka haal hota hay bath tub ki sides per pani ..shampoo ki bottle kahein hoty hay to soap kahei'N


                    baqi rahee khany peenaymein safaeyy to hoteling is liey pasand anhin k na janay safaey se bana bhi hoga k nahin
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: aap kitne safai pasand hen???

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam


                      me kisi doosray ke glass mein paani nahi pee sakta Bahir se kabi lassi peenay jaoon to wo bartan khud dhoo ke deta hoon :khi:
                      isko zehni beemaree kehtay hain :lpop:safaeey pasandi nahin , iska jitni jaldee ho sakay elaaj kerwao


                      u nay kabhi piik dekha nahin na isi lieey

                      kabhi behan bhai k piey huey pani mein se bacha hua pii k dekho..ya phir specially jam amma chaey pii rahee hun to un k cup mein se last sip chaey ka lay k dekho u ki bimaree sahee ho jaey gee :lpop:
                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 15 June 2008, 21:51.
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: aap kitne safai pasand hen???

                        koi achi si baat karo safaaie tou hum jaante thak nahi....

                        Comment


                        • #27
                          Re: aap kitne safai pasand hen???

                          Originally posted by senorita View Post
                          is baat pr aap ko eward dia jaey ga:comfort:
                          ager eward ki bajaye award diya jata to me bohat khush ho sakta tha
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: aap kitne safai pasand hen???

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Wa Alaikum Assalam ,

                            Safaeey pasand to shukar hay ALLAH ka bht hoon sath mein organised bhi hoon .......kitchen mein kaam kartay sath sab kuch samet k usee jagah per rakhna pasand hay , aur jis jagah ki cheez ho wahan na milay to para bht high hota hay k is ko misplace kis nay kiya :fuming:

                            Bed ki chadar per silwatein na pasand hain ...washroom ka floor geela ho to na pasand hai ...bhai shower lay k aen jab to unka haal hota hay bath tub ki sides per pani ..shampoo ki bottle kahein hoty hay to soap kahei'N


                            baqi rahee khany peenaymein safaeyy to hoteling is liey pasand anhin k na janay safaey se bana bhi hoga k nahin
                            Yeh to tumhari zehni beemari he, kabi kisi achay hotel mein khana khanay jaoo to pata chalay na ke wo kitnay hygienic tareekay se banatay hein :dance:lekin tum jub thuray pe beth ke gandi plates mein haleemein khaao gi to phir to tum ko me gandi he kahon ga na :khi:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: aap kitne safai pasand hen???

                              Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                              isko zehni beemaree kehtay hain :lpop:safaeey pasandi nahin , iska jitni jaldee ho sakay elaaj kerwao


                              u nay kabhi piik dekha nahin na isi lieey

                              kabhi behan bhai k piey huey pani mein se bacha hua pii k dekho..ya phir specially jam amma chaey pii rahee hun to un k cup mein se last sip chaey ka lay k dekho u ki bimaree sahee ho jaey gee :lpop:
                              PIIK kia hota he

                              aur me bhai behan ka jhoota bhi nahi pita aur na mere behan bhai me ka peetay hein :kr:hum behan bhai is moamlay mein puray khandan mein mashoor hein :pagal: aur meri ammi bhi apnay buchon mein se kisi ka jhoota nahi khaatein aur na he apna jhota kisi ko khanay deti hein, but for sure mein apni ammi ka jhoota khaa sakta hoon lekin kabi mooka nahi mila :kr:

                              waise hum behan bhai aik doosray ka towel bhi use nahi kerte :khi:sabun bhi 3, 4 hotay hein, ammi ka alag, behnon ke alaq aur bhaiyon ke alaq just like tooth brush :kr:

                              waise yeh aadatein me ki ammi ki daali hui hein, is mein mera koi kasoor nahi he :khi:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: aap kitne safai pasand hen???

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yeh to tumhari zehni beemari he, kabi kisi achay hotel mein khana khanay jaoo to pata chalay na ke wo kitnay hygienic tareekay se banatay hein :dance:lekin tum jub thuray pe beth ke gandi plates mein haleemein khaao gi to phir to tum ko me gandi he kahon ga na :khi:
                                PC , Marriot , Awarii , aur canada England k kaeey restaurants mein khana khany k bawajood jo maza ghar k khanay mein mila wo kaheei'N nahin

                                n :alhamd:I'm very happy with that at least u ki terha thehelon , rerhiyo'N se tikkay manga k khanay se behter me ghar k khanay ko samjhty hun:lpop:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X