Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    education se crime mein farak zaroor perta he, kese perta he, tu mujay phone kerna wahan bata doon ga
    aur hum baqiyon ko kesey pata lagey ga ke education se crime pe kese fark parta hai...

    Comment

    • #17
      Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

      Originally posted by musaddaq View Post
      very nice and positive comments have been given by you,
      or jo issue aap ne highlight kia hian woh waqi sahi hain, humain apne students ko ek acha insaan educaiton wise banana chahia,to baki cheezian like character, career, goals acheievements un mian khud hi aa jain gi
      magar iss sawal ka jawab dein na ke ye masla kesey haal ho sakta hai

      hum ko apney taaleemi nizam main aur kia kuch add karna chahiye jo inn masail ke haal main humari maddad karet

      Comment

      • #18
        Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

        Originally posted by Masood View Post
        MashaAllah achha topic chuna hai aur bohat sajeedah bhi magar woh kya hai keh hamarey mulk mein taleem daku bnana sikhati hai - jo parha likha bandah hai woh isi tabqey sey munsalik hota jaa raha hai, koi roop aur dhoop key bhi daku hain aur koi niqaab daley huwey daku hain. Waisey Musaddaq taleem hai kya? :mm:
        Thanks for ur valuable comments,
        Taleem se maqsad sirf yehi nahi hai keh hum badi badi degrees ko hi taleem ki category main lain, taleem ka matlab hai keh hum apni socity se, apne institutions se kya seekh raha hian,kya hamara maqsad sirf apne career path ko hi dhoondna hai as individual ya keh hamara education system humain woh soch woh fiker de raha hai jo keh ek civilization ka khaasa or nation building keh lia zaroori hia, ya phir hum sirf aisi education le raha hain jo keh hamare akaile keh lia hia or jiss ka maqsad sirf rizaq kamana hi hai, mera khayal mian yeh taleem hi hoti hai jo insaan ko ek soch ek vision deti hia,or taleem or ilm keh sath insaan ko apna charactor build kerna bilkul mushkil nahi hota sirf zaroorat iss baat ki hai keh hum khud mian se indidualism khatam ker keh collectiveness le aain,hum yeh sochain keh jo hum ker raha hian woh humain to hamesha hi faida de deta hai lakin hum iss amal ko kiss tarah aisa banain keh as whole bhi yeh sab keh faidamand ho,or yeh soch aap ko taleem hi deti hia,
        Jahan tak aap ne kaha keh taleem hamare moa'shre mian bada chor banati hia,yeh bhi theek hia,lakin hamari nation hi dunia ki ek best nation rahi hai or sirf ilam keh zor pe or aaj jo nations modern or civilized kehlati hian woh bhi sirf education keh ser pe hi.

        Comment

        • #19
          Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

          Originally posted by Pakiza View Post
          magar iss sawal ka jawab dein na ke ye masla kesey haal ho sakta hai

          hum ko apney taaleemi nizam main aur kia kuch add karna chahiye jo inn masail ke haal main humari maddad karet
          iss ka jawab main ne apni iss se ooper wali post mian dia hia

          Comment

          • #20
            Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

            Originally posted by musaddaq View Post
            iss ka jawab main ne apni iss se ooper wali post mian dia hia
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

              Originally posted by Pakiza View Post
              aur hum baqiyon ko kesey pata lagey ga ke education se crime pe kese fark parta hai...
              jis ne bhi pata kerna he wo 0321-6147050 pe phone ker ke pata ker sakta he :dance2:
              :thmbup:

              Comment

              • #22
                Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                jis ne bhi pata kerna he wo 0321-6147050 pe phone ker ke pata ker sakta he :dance2:
                Education agar banday per asar karty hoty to aaj Aamir aik insaan hota :kr::kr::kr:
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  Education agar banday per asar karty hoty to aaj Aamir aik insaan hota :kr::kr::kr:
                  Tum ne perh likh ker koon sa teer maar lia he, aakhir ko kerna to tum ne bhi rozana apna ghar he saaf he na
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    Dostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain pls
                    Assalam o allaikum musaddaq ji !
                    bohat acha Question kiya he :)
                    education crime ko khatam karne mein help kar sakti he Bsharat he k wo us meyar ki ho jesa k hona chahye , bad qismati se hamare han her koi apni zime darion se ghafil he soo teachers bhi apna roll play nahi kar rahe , to ham ye kahenge k mojuda taleem hargiz crimes ko khatam nahi kar sakti han crimes ko barrhane ka sabab zaroor ban rahi he :donno:

                    is waqt tarbiyet is mein zyda eham kirdaar ada kar sakti he :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                      Originally posted by wareesha View Post

                      very good
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        jis ne bhi pata kerna he wo 0321-6147050 pe phone ker ke pata ker sakta he :dance2:
                        hamesha chawlain na maara ker, number dena ak faida :slap:

                        Comment

                        • #27

                          yes u r right keh jaisi taleem aaj kal le raha hain woh shaid iss problem ko solve na ker saka,but iss ka matlab yeh to nahi hai keh humain kuch sochna nahi chahia,dekhain basically yeh taleem hi to hia na jo kissi bhi nation ko civilized banati hai,or doosre jab hum taleem le hi raha hian to buss zaroorat iss cheez ki hai keh hum usse proper tareeka se lain,sirf marks or profession selction ki had tak nahi,iss tarah humain koi extra mehnat bhi nahi kerni parre gi or jo education hum le raha hian ussi keh sath hi hum ek acha insaan bhi ban sakte hian,kion keh basic requirement to yehi hai keh we learn to woh to hum sab hi kerta hian,to jab basic cheez ker raha hian to jo cheez hum sath mian ker sakte hian, i mean character building to uss mian kia masla hia

                          Comment

                          • #28
                            Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            jis ne bhi pata kerna he wo 0321-6147050 pe phone ker ke pata ker sakta he :dance2:
                            koi haal nah hai
                            :lahoul

                            Comment

                            • #29
                              Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                              Originally posted by wareesha View Post
                              Assalam o allaikum musaddaq ji !
                              bohat acha Question kiya he :)
                              education crime ko khatam karne mein help kar sakti he Bsharat he k wo us meyar ki ho jesa k hona chahye , bad qismati se hamare han her koi apni zime darion se ghafil he soo teachers bhi apna roll play nahi kar rahe , to ham ye kahenge k mojuda taleem hargiz crimes ko khatam nahi kar sakti han crimes ko barrhane ka sabab zaroor ban rahi he :donno:

                              is waqt tarbiyet is mein zyda eham kirdaar ada kar sakti he :thmbup:
                              sahi kaha

                              Comment

                              • #30
                                Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                hamesha chawlain na maara ker, number dena ak faida :slap:
                                ye ye iska tareqa e waardaat hay :kr:

                                pehlay number deta hay aur phir Aashi Aashi karta hay ..aur aashi kho jatee hay :kr::kr::kr:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X