Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

    Dostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain pls

  • #2
    Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

    waalaykum salam....:)
    kaafi achay topic per baat chairi ha aap nay ...hmmm..assal main yay sab depend kerta ha taaleem kay trends per ..kay hum taaleem ya education ko kiss dagar ya kiss trend per lay ker jana chahtay hain...pakistan main to be very frank .main yay kahon ga kay hum log paisa kamaanay kay liay aor achi jobs hasil kernay kay liay sirf education hasill kertay hain....aik teraf say yay baat billkul jaai bhi hai..per apni education kay trend ko totally money making side per lay ker chalna buhat ghalat baat ha...so agar hamaari education ka trend aik sab say pehlay aik acha insaan aor society kay liay useful person bann'na ho to yakeenan 100% hamaari education crimes main kami ka baais ban sakti ha...hum sab daikhtay aor jaaantay hain kay pakistan main buhat say perhay likhay log baray baray crimes main involve hotay ha ..wajjah ooper bayaan ker cuhkka hoon.....bas yahi kahoon ga kay taaleem sab say pehlay aik acha insaan bann'na sikhaaye aor society main positive intentions ki taraf raghib honay ka dars day...

    Comment

    • #3

      Originally posted by Sher Ali View Post

      totally ture:thmbup:

      Sher Ali ki hi baat ko aagey barhaon gi
      ke hamarey taleemi nizam main aik bahut bara draw back ye bhi hia ke choti classes se hi bachon ko book feeding ki jati hai
      students ko topics ko explore karney ka moqa nahi hiya jata..libraries hain par wahan jata koi nahi...bachon ko pata hi nahi ke agar kisi topic ko explore karna ho tu kis tarhan matter jama karna hai
      aik aur masla ye bhi hai ke physical activities kafi kaam hain...asi activities jin se students ki apni creativity ujagar ho... students ko apney future field ko decide karna main bhi help milti hai inn activities
      there r so many thing

      jab students ko ye idea hota hai ke wo kia kaam behter kar saktey haini tu ussi cheez ki taraf raghib hotey hian aur apna future plan khud banatey hian...apney lein goals set kartey hian...magar har qadam par guidence ki zarorat hoti hia jo sadly hamarei iss fast pase life style main nazar nahi aati
      jab tak students ko ye hi nahi pata hoga ke future main kia karna hai..tu aur kis baat ki ummid ki ja sakti hia
      aur iss ke saath saath hamarey education system main ye masla bhi hai ke

      Comment

      • #4

        Education konsi wali??:donno:
        ager to wo jo aaj ham hasil kar rahe hen to har giz nahi.
        jab tak hamari education wesi nahi ho gi jesa hamara deen hamen taleem deta he to tab tak kuch nahi ho sakta.ager ye higher education jo aj log hasil karte hen crimes se rok sakti to ye bare bare log jo oxfered uni jese idaron se parh kar aey hote hen bare bare crimes na karte:khi:shouket aziz jese log bohat parhe likhe ho kar bhi crime karte hen fer bhaag jate hen...ye wali education crime kar k bhagne ka tareka bhi sikhati he:khi:

        Comment

        • #5

          education se crime mein farak zaroor perta he, kese perta he, tu mujay phone kerna wahan bata doon ga
          :thmbup:

          Comment

          • #6

            sirf taleem say nahi sath tarbeyat bhi ho to tab crime ko khutem karnay main help mill sakti hai...
            wesay jab khanay ko porra na hoo or beerzogari hoo education chaye phd bhi ho to crime kam nahi kar sakti ...:donno:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

              Originally posted by musaddaq View Post
              Dostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain pls

              Jee haan bilkul khatam ho sakata hai

              laiken jo band crime karta hai lazmi nehi ke wo educated ho ya ke un educated
              "Do Not Wish For Less Problems, Always Wish For More Skills"

              Comment

              • #8
                Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                Originally posted by Aanchal View Post
                sirf taleem say nahi sath tarbeyat bhi ho to tab crime ko khutem karnay main help mill sakti hai...
                wesay jab khanay ko porra na hoo or beerzogari hoo education chaye phd bhi ho to crime kam nahi kar sakti ...:donno:
                tumhari aisi he seyaani baaton ki waja se loog tumhein Aanchal kuri se Khala kehtay hein :khi:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                  Originally posted by Sher Ali View Post
                  waalaykum salam....:)
                  kaafi achay topic per baat chairi ha aap nay ...hmmm..assal main yay sab depend kerta ha taaleem kay trends per ..kay hum taaleem ya education ko kiss dagar ya kiss trend per lay ker jana chahtay hain...pakistan main to be very frank .main yay kahon ga kay hum log paisa kamaanay kay liay aor achi jobs hasil kernay kay liay sirf education hasill kertay hain....aik teraf say yay baat billkul jaai bhi hai..per apni education kay trend ko totally money making side per lay ker chalna buhat ghalat baat ha...so agar hamaari education ka trend aik sab say pehlay aik acha insaan aor society kay liay useful person bann'na ho to yakeenan 100% hamaari education crimes main kami ka baais ban sakti ha...hum sab daikhtay aor jaaantay hain kay pakistan main buhat say perhay likhay log baray baray crimes main involve hotay ha ..wajjah ooper bayaan ker cuhkka hoon.....bas yahi kahoon ga kay taaleem sab say pehlay aik acha insaan bann'na sikhaaye aor society main positive intentions ki taraf raghib honay ka dars day...
                  very nice comments by you, lakin mera khayal mian bijae iss keh k hum in dono cheezoon ko alag alag le keh chalain ager hum ek positive soch ekh sath chalain to hum yeh dono kaam at the same time bhi to hasil ker sakta hain,kion keh tareekh gawah ahi keh dunia mian hamesha uni nations ne taraki ki hai jo keh education keh maam'le mian bohat acha raha hain,kabhi muslims iss cheez main sab se aage tha to woh dunia ki best nation tha, to mera khayal mian education ko dunia or deen dono ko le keh chalna chahia,iss tarah hum ek better insaan or ek best society bana sakte hain

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                    Originally posted by Pakiza View Post
                    totally ture:thmbup:

                    Sher Ali ki hi baat ko aagey barhaon gi
                    ke hamarey taleemi nizam main aik bahut bara draw back ye bhi hia ke choti classes se hi bachon ko book feeding ki jati hai
                    students ko topics ko explore karney ka moqa nahi hiya jata..libraries hain par wahan jata koi nahi...bachon ko pata hi nahi ke agar kisi topic ko explore karna ho tu kis tarhan matter jama karna hai
                    aik aur masla ye bhi hai ke physical activities kafi kaam hain...asi activities jin se students ki apni creativity ujagar ho... students ko apney future field ko decide karna main bhi help milti hai inn activities
                    there r so many thing

                    jab students ko ye idea hota hai ke wo kia kaam behter kar saktey haini tu ussi cheez ki taraf raghib hotey hian aur apna future plan khud banatey hian...apney lein goals set kartey hian...magar har qadam par guidence ki zarorat hoti hia jo sadly hamarei iss fast pase life style main nazar nahi aati
                    jab tak students ko ye hi nahi pata hoga ke future main kia karna hai..tu aur kis baat ki ummid ki ja sakti hia
                    aur iss ke saath saath hamarey education system main ye masla bhi hai ke
                    very nice and positive comments have been given by you,
                    or jo issue aap ne highlight kia hian woh waqi sahi hain, humain apne students ko ek acha insaan educaiton wise banana chahia,to baki cheezian like character, career, goals acheievements un mian khud hi aa jain gi

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                      Originally posted by senorita View Post
                      Education konsi wali??:donno:
                      ager to wo jo aaj ham hasil kar rahe hen to har giz nahi.
                      jab tak hamari education wesi nahi ho gi jesa hamara deen hamen taleem deta he to tab tak kuch nahi ho sakta.ager ye higher education jo aj log hasil karte hen crimes se rok sakti to ye bare bare log jo oxfered uni jese idaron se parh kar aey hote hen bare bare crimes na karte:khi:shouket aziz jese log bohat parhe likhe ho kar bhi crime karte hen fer bhaag jate hen...ye wali education crime kar k bhagne ka tareka bhi sikhati he:khi:
                      dekhain hamiasha aisa hota hai keh her cheez keh do pehloo hote hain positve or negative,but hum cheezoon ko kaise le keh chalte hain yeh to hum pe depend kerta hai na,or deen or dunia alag nahi hai,humain sab kuch sath le keh hi chalna hota hai, or yeh to insaan pe depend kerta hai na keh woh kissi cheez ko kaise leta hai,:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        education se crime mein farak zaroor perta he, kese perta he, tu mujay phone kerna wahan bata doon ga
                        :lahoul jo pocha hai woh batao

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          sirf taleem say nahi sath tarbeyat bhi ho to tab crime ko khutem karnay main help mill sakti hai...
                          wesay jab khanay ko porra na hoo or beerzogari hoo education chaye phd bhi ho to crime kam nahi kar sakti ...:donno:
                          dekhain tarbiat or taleem ek hi sense mian aati hia na, ab insaan ka shao'uur to tab hi theek ho ga an jab woh kuch jaane ga to,werna to usse pata hi nahi ho ga keh kya ghalat hia kya sahi,kissi bhi cheez ka faisla kerne keh lia usse jaan'na bohat zaroori hia, or education se muraad sirf degrees hi nahi hai bulkeh jo bhi insaan seekhta hai woh education hi hoti hia,

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                            Originally posted by Aarzo View Post
                            Jee haan bilkul khatam ho sakata hai

                            laiken jo band crime karta hai lazmi nehi ke wo educated ho ya ke un educated
                            yehi to hum discuss kerna chaha raha hain keh kya woh tareeka ho sakte hain keh hamari education, career keh sath sath character building bhi kera

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              Dostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain pls
                              MashaAllah achha topic chuna hai aur bohat sajeedah bhi magar woh kya hai keh hamarey mulk mein taleem daku bnana sikhati hai - jo parha likha bandah hai woh isi tabqey sey munsalik hota jaa raha hai, koi roop aur dhoop key bhi daku hain aur koi niqaab daley huwey daku hain. Waisey Musaddaq taleem hai kya? :mm:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X