Dostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain pls
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Collapse
X
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
waalaykum salam....:)
kaafi achay topic per baat chairi ha aap nay ...hmmm..assal main yay sab depend kerta ha taaleem kay trends per ..kay hum taaleem ya education ko kiss dagar ya kiss trend per lay ker jana chahtay hain...pakistan main to be very frank .main yay kahon ga kay hum log paisa kamaanay kay liay aor achi jobs hasil kernay kay liay sirf education hasill kertay hain....aik teraf say yay baat billkul jaai bhi hai..per apni education kay trend ko totally money making side per lay ker chalna buhat ghalat baat ha...so agar hamaari education ka trend aik sab say pehlay aik acha insaan aor society kay liay useful person bann'na ho to yakeenan 100% hamaari education crimes main kami ka baais ban sakti ha...hum sab daikhtay aor jaaantay hain kay pakistan main buhat say perhay likhay log baray baray crimes main involve hotay ha ..wajjah ooper bayaan ker cuhkka hoon.....bas yahi kahoon ga kay taaleem sab say pehlay aik acha insaan bann'na sikhaaye aor society main positive intentions ki taraf raghib honay ka dars day...
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by Sher Ali View Postwaalaykum salam....:)

Sher Ali ki hi baat ko aagey barhaon gi
ke hamarey taleemi nizam main aik bahut bara draw back ye bhi hia ke choti classes se hi bachon ko book feeding ki jati hai
students ko topics ko explore karney ka moqa nahi hiya jata..libraries hain par wahan jata koi nahi...bachon ko pata hi nahi ke agar kisi topic ko explore karna ho tu kis tarhan matter jama karna hai
aik aur masla ye bhi hai ke physical activities kafi kaam hain...asi activities jin se students ki apni creativity ujagar ho... students ko apney future field ko decide karna main bhi help milti hai inn activities
there r so many thing
jab students ko ye idea hota hai ke wo kia kaam behter kar saktey haini tu ussi cheez ki taraf raghib hotey hian aur apna future plan khud banatey hian...apney lein goals set kartey hian...magar har qadam par guidence ki zarorat hoti hia jo sadly hamarei iss fast pase life style main nazar nahi aati
jab tak students ko ye hi nahi pata hoga ke future main kia karna hai..tu aur kis baat ki ummid ki ja sakti hia
aur iss ke saath saath hamarey education system main ye masla bhi hai ke
Comment

Education konsi wali??:donno:
ager to wo jo aaj ham hasil kar rahe hen to har giz nahi.
jab tak hamari education wesi nahi ho gi jesa hamara deen hamen taleem deta he to tab tak kuch nahi ho sakta.ager ye higher education jo aj log hasil karte hen crimes se rok sakti to ye bare bare log jo oxfered uni jese idaron se parh kar aey hote hen bare bare crimes na karte:khi:shouket aziz jese log bohat parhe likhe ho kar bhi crime karte hen fer bhaag jate hen...ye wali education crime kar k bhagne ka tareka bhi sikhati he:khi:
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
sirf taleem say nahi sath tarbeyat bhi ho to tab crime ko khutem karnay main help mill sakti hai...
wesay jab khanay ko porra na hoo or beerzogari hoo education chaye phd bhi ho to crime kam nahi kar sakti ...:donno:اللھم صلی علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by musaddaq View PostDostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain pls
Jee haan bilkul khatam ho sakata hai
laiken jo band crime karta hai lazmi nehi ke wo educated ho ya ke un educated"Do Not Wish For Less Problems, Always Wish For More Skills"
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by Aanchal View Postsirf taleem say nahi sath tarbeyat bhi ho to tab crime ko khutem karnay main help mill sakti hai...
wesay jab khanay ko porra na hoo or beerzogari hoo education chaye phd bhi ho to crime kam nahi kar sakti ...:donno::thmbup:
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by Sher Ali View Postwaalaykum salam....:)
kaafi achay topic per baat chairi ha aap nay ...hmmm..assal main yay sab depend kerta ha taaleem kay trends per ..kay hum taaleem ya education ko kiss dagar ya kiss trend per lay ker jana chahtay hain...pakistan main to be very frank .main yay kahon ga kay hum log paisa kamaanay kay liay aor achi jobs hasil kernay kay liay sirf education hasill kertay hain....aik teraf say yay baat billkul jaai bhi hai..per apni education kay trend ko totally money making side per lay ker chalna buhat ghalat baat ha...so agar hamaari education ka trend aik sab say pehlay aik acha insaan aor society kay liay useful person bann'na ho to yakeenan 100% hamaari education crimes main kami ka baais ban sakti ha...hum sab daikhtay aor jaaantay hain kay pakistan main buhat say perhay likhay log baray baray crimes main involve hotay ha ..wajjah ooper bayaan ker cuhkka hoon.....bas yahi kahoon ga kay taaleem sab say pehlay aik acha insaan bann'na sikhaaye aor society main positive intentions ki taraf raghib honay ka dars day...
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by Pakiza View Posttotally ture:thmbup:
Sher Ali ki hi baat ko aagey barhaon gi
ke hamarey taleemi nizam main aik bahut bara draw back ye bhi hia ke choti classes se hi bachon ko book feeding ki jati hai
students ko topics ko explore karney ka moqa nahi hiya jata..libraries hain par wahan jata koi nahi...bachon ko pata hi nahi ke agar kisi topic ko explore karna ho tu kis tarhan matter jama karna hai
aik aur masla ye bhi hai ke physical activities kafi kaam hain...asi activities jin se students ki apni creativity ujagar ho... students ko apney future field ko decide karna main bhi help milti hai inn activities
there r so many thing
jab students ko ye idea hota hai ke wo kia kaam behter kar saktey haini tu ussi cheez ki taraf raghib hotey hian aur apna future plan khud banatey hian...apney lein goals set kartey hian...magar har qadam par guidence ki zarorat hoti hia jo sadly hamarei iss fast pase life style main nazar nahi aati
jab tak students ko ye hi nahi pata hoga ke future main kia karna hai..tu aur kis baat ki ummid ki ja sakti hia
aur iss ke saath saath hamarey education system main ye masla bhi hai ke
or jo issue aap ne highlight kia hian woh waqi sahi hain, humain apne students ko ek acha insaan educaiton wise banana chahia,to baki cheezian like character, career, goals acheievements un mian khud hi aa jain gi
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by senorita View PostEducation konsi wali??:donno:
ager to wo jo aaj ham hasil kar rahe hen to har giz nahi.
jab tak hamari education wesi nahi ho gi jesa hamara deen hamen taleem deta he to tab tak kuch nahi ho sakta.ager ye higher education jo aj log hasil karte hen crimes se rok sakti to ye bare bare log jo oxfered uni jese idaron se parh kar aey hote hen bare bare crimes na karte:khi:shouket aziz jese log bohat parhe likhe ho kar bhi crime karte hen fer bhaag jate hen...ye wali education crime kar k bhagne ka tareka bhi sikhati he:khi:
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by Aanchal View Postsirf taleem say nahi sath tarbeyat bhi ho to tab crime ko khutem karnay main help mill sakti hai...
wesay jab khanay ko porra na hoo or beerzogari hoo education chaye phd bhi ho to crime kam nahi kar sakti ...:donno:
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by Aarzo View PostJee haan bilkul khatam ho sakata hai
laiken jo band crime karta hai lazmi nehi ke wo educated ho ya ke un educated
Comment
-
Re: Kya Education Crime ko khatam kerna mian help ker sakti hai?
Originally posted by musaddaq View PostDostoo, to jaisa keh hamare mulk keh halat hian, to ek discussion kerta hian yahan keh kya education crimes ko kam kerna main hamari help ker sakti hia? aap sab apne apne views share kerain plstumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
Comment