Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ª!ª iqbal aur falsafa e khudi ª!ª

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Ki keh rai ein senoritiyeeeeee
    is waqt aap ki shakal kisi kadoo jesi lag rahi he

    Comment


    • #47
      Originally posted by senorita View Post
      is waqt aap ki shakal kisi kadoo jesi lag rahi he
      Kadu to gool hota he, aur gool to chand bhi hota he, is liye thank you
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Kadu to gool hota he, aur gool to chand bhi hota he, is liye thank you
        ager gol par jana he to tawa bhi gol hota he:khi:

        Comment


        • #49
          Originally posted by senorita View Post
          ager gol par jana he to tawa bhi gol hota he:khi:
          yahaan falsafa e khudi ko ashaar ki surat main bayan karna hay
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #50
            Originally posted by senorita View Post
            ager gol par jana he to tawa bhi gol hota he:khi:
            tumharay vichaar kitnay buray hein ritiye
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Originally posted by aabi2cool View Post
              yahaan falsafa e khudi ko ashaar ki surat main bayan karna hay
              Oh acha to yeh baat he

              chal yeh le

              Khudi ko ker buland itna ke darakht pe char bethay
              Khuda banday se poochay, ub neechay kese utro gay :na:
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                tumharay vichaar kitnay buray hein ritiye
                konsa achaar?mujhe kisi achaar ka nahi pata:khi:

                Comment


                • #53
                  Originally posted by senorita View Post
                  konsa achaar?mujhe kisi achaar ka nahi pata:khi:
                  :lahoul:lahoulkia dant khatay kerne wali baatein ker rahi ho
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    :lahoul:lahoulkia dant khatay kerne wali baatein ker rahi ho
                    aap kion pareshan hote hen,aap k konse daant hen jo khate hon ge:khi:

                    Comment


                    • #55
                      Originally posted by senorita View Post
                      aap kion pareshan hote hen,aap k konse daant hen jo khate hon ge:khi:
                      to kia mere khudanakhawasta mere moun mein dranti (sickle) he jo cheezon ko kuterti he
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        to kia mere khudanakhawasta mere moun mein dranti (sickle) he jo cheezon ko kuterti he
                        dranti to nahi albata nakli bateesi zarur he:khi:

                        Comment


                        • #57
                          Originally posted by senorita View Post
                          dranti to nahi albata nakli bateesi zarur he:khi:
                          Mere dikhanay walay dant aur hein aur khanay walay aur :kr:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Mere dikhanay walay dant aur hein aur khanay walay aur :kr:
                            yani aap hathi hen:khi:

                            Comment


                            • #59
                              Originally posted by senorita View Post
                              yani aap hathi hen:khi:
                              mein hathi nahi hoon, han albata hathi mera saathi he, ji haan aap sahi samjein, mera ishara eesha hi ki taraf he :kr::kr:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                mein hathi nahi hoon, han albata hathi mera saathi he, ji haan aap sahi samjein, mera ishara eesha hi ki taraf he :kr::kr:
                                daant ap k khane or dikhane ke or or hen to hathi aap huey na eesha ko beech me mat laein:na:

                                Comment

                                Working...
                                X