Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ª!ª iqbal aur falsafa e khudi ª!ª

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Originally posted by musaddaq View Post

    hamesha chiragh keh neecha hi andhera hota hai
    Yaani tere kehnay ka matlab yeh he ke jub tu warid ke khambay ke neechay khara hota he to khambay ke neechay andheera ho jata he
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Originally posted by senorita View Post
      pehli bari aqal ki baat karne par shabaashhh:hehe:
      chalo yeh bhi koi akal ki baat nahi ki is ne, is se is se apni shabaashi wapis lo :khi:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Originally posted by senorita View Post
        khudi ka nasheman tere dil me he
        falak jis tarah ankh ke til me he
        bohat khoob :phool:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Suno Rita, mein tumhari is tarah se ki gaye taareef ki taab na laa ker sharmaa bhi sakta hoon
          nahi plzz ap wo kaam na karen jo aap ko ata nahi:hehe:

          Comment


          • #35
            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            chalo yeh bhi koi akal ki baat nahi ki is ne, is se is se apni shabaashi wapis lo :khi:
            aik bari de kar ham koi cheez wapas nahi lia karte ye hamare rules k khilaf he

            Comment


            • #36
              Originally posted by senorita View Post
              aik bari de kar ham koi cheez wapas nahi lia karte ye hamare rules k khilaf he
              tu is ka matlab hay k hamara sath de kar bhi aap kabhi wapis na laien gi :wk. . . . . is thred main . . :khi:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #37
                Originally posted by aabi2cool View Post
                tu is ka matlab hay k hamara sath de kar bhi aap kabhi wapis na laien gi :wk. . . . . is thred main . . :khi:
                haan ji is thread me ham bulb ki roshni dalte rahen ge ager bijli ati rahi to:khi:

                Comment


                • #38
                  Originally posted by senorita View Post
                  haan ji is thread me ham bulb ki roshni dalte rahen ge ager bijli ati rahi to:khi:
                  shukar hay aap ko meri baat samjh main aagi:khi:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #39
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    shukar hay aap ko meri baat samjh main aagi:khi:
                    zaher he itni samdhaar hon me samjh kion na ati baat

                    Comment


                    • #40
                      Originally posted by senorita View Post
                      nahi plzz ap wo kaam na karen jo aap ko ata nahi:hehe:
                      Suno Rita kahin tum mere talent pe shak to nahi ker rahi
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Originally posted by senorita View Post
                        aik bari de kar ham koi cheez wapas nahi lia karte ye hamare rules k khilaf he
                        Dekho Rita, asool hotay he toornay ke liye hein, jese kisi sciencedaan ne kaha he

                        wo wada he kia jo wafa ho gaya

                        bilkul isi tarah
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
                          خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #43
                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
                            خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
                            Pa Irshad
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Dekho Rita, asool hotay he toornay ke liye hein, jese kisi sciencedaan ne kaha he

                              wo wada he kia jo wafa ho gaya

                              bilkul isi tarah
                              jin saron me rules torne ka khayal ata he wo sar bhi torne k leay hote hen:a stick:

                              Comment


                              • #45
                                Originally posted by senorita View Post
                                jin saron me rules torne ka khayal ata he wo sar bhi torne k leay hote hen:a stick:
                                Ki keh rai ein senoritiyeeeeee
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X