Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Rainbow
Collapse
X
-
Re: Rainbow
Originally posted by astrofreak1234 View PostHar rang juda hokar itna pyaara nahin lagta jitne sab saath hokar lagte hai, waise mujhe rainbow bahut pasand hai, dekhne ke baad Khud ki Kudrat par yakeen aur bhi bad jata hai
mashallah bahut sweet jawab diya app ne
:)
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Pakiza View PostAssalam alikum
kesey hain sab
app sab ko qos-e-qazah ka tu pata hi hoga arey wohi RAINBOW
tu me ko ye pata karna hai ke jab app qos-e-qazah dekhtey/dekhti hain tu kia khayal aata hai
:)
chalin sab se pehley main hi batati hoon
mujhey ye khayal aata hai ke muskurahat serf phoolon aur insaano main hi nahi khud ki qudrat main bhi hai :eye:
chalin ab app batain sab jaldi jaldi
Yehi keh kisi ney itni colorful line marney key liyey kitney markers istimaal kiyey hongey :khi:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Masood View PostWa salaam
Yehi keh kisi ney itni colorful line marney key liyey kitney markers istimaal kiyey hongey :khi:
jo sochin aur chahin
haqeeqt na sahi khawab main zarour mil jata hia
:_
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Pakiza View PostALLAH ji ke karkhaney main kisi cheez ki kami nahi hai janab
jo sochin aur chahin
haqeeqt na sahi khawab main zarour mil jata hia
:_
Allah key karkhaney mein kami to nahin per duniya ney na'insafiyaan aisi pedah kar di hain keh Allah key diyey per saanp ban ker baith gaey hain...tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Masood View Posthaaaa kya baat kar di PakDaman sahiba...
Allah key karkhaney mein kami to nahin per duniya ney na'insafiyaan aisi pedah kar di hain keh Allah key diyey per saanp ban ker baith gaey hain...
app mang kar tu dekhin
kabhi na kabhi tu mil hi jaey ga(jo chahtey hian)
aur main ney issi lein kaha ke khawab main tu mil hi jata hai sab kuch:_
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Pakiza View Posthmm tu iss ka solution bhi tu ALLAH ke hi paas hai
app mang kar tu dekhin
kabhi na kabhi tu mil hi jaey ga(jo chahtey hian)
aur main ney issi lein kaha ke khawab main tu mil hi jata hai sab kuch:_
Lo jo khawab mein to main ney duniya ko kaii baar fatah kar key wapis kar diya hai :lol aur khawab mein kaii aik Taj Mahal banwaa diyey hain (ab yeh na samajh lena keh meri itniiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii Mumtazein hain :lol :lol)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Masood View PostLo jo khawab mein to main ney duniya ko kaii baar fatah kar key wapis kar diya hai :lol aur khawab mein kaii aik Taj Mahal banwaa diyey hain (ab yeh na samajh lena keh meri itniiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii Mumtazein hain :lol :lol)
main tu nahi poch rahi
albata app ki beghm zaror pochin gi ke itney TAJ kis kis ke lein banway hain
rahi baat khawabon ki tu meri tarhan ke log iss main bhi bahut khush hojatey hain...ke atleast khawab tu merey hi hian na
app ka main kia keh sakti hoon:)
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Pakiza View Post:hehe:
main tu nahi poch rahi
albata app ki beghm zaror pochin gi ke itney TAJ kis kis ke lein banway hain
rahi baat khawabon ki tu meri tarhan ke log iss main bhi bahut khush hojatey hain...ke atleast khawab tu merey hi hian na
app ka main kia keh sakti hoon:)Khawab bhi kabhi kisi key huwey hain? Khawab to sirf us aik lamhey ki be'khudi hoti hai jab insaan nahin uski rooh parwaz karti hai :)
tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Pakiza View Postrooh parwaz karti hai
matlab:donno:tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Rainbow
Originally posted by Masood View PostDekho bacha... Khawabon per jo research ki gaii hai uskey mutabiq insaani rooh badan key qafas sey nikal ker aazad ghoomna chahti hai. Khawab rooh key isi safar ka naam hai. Aap ney kabhi ghaur farmaya hai keh khawabon mein aap ajeeb ajeeb jaghon per hotey hain, aisi jaggon per jahan aap kabhi nahin jaa saktey/sakey? To woh rooh safar per hoti hai, magar is parwaz mein rooh ka dimagh sey interlink rehta hai, apney safar mein ajeeb ajeeb mushahidey karti hai, aur un mushahidon ka Pegham dimagh ko deti hai, jo hamein khawab ban ker nazar aata hai.
magar kabhi kabhi asa bhi tu hota hai ke hum future dekhtey hain
asa kesey ho sakta hai:donno:
Comment
Comment