Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Teachers or Danda

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Teachers or Danda

    Assalamalikum
    aksar schools main teachers danday ka istamal kar kay beechray students pay tashadud kartay hian ..kia danday ka istamal zarori hai ?us kay bagheer koi teacher parha nahi sakta?:) ustadd insanoo kay bachay ko parha rehye hotay hain ya kisi or ko ?:mm:..kesay kesay waqeyaat sunnay main atay hain teacher nay danda maar kay kisi ka hath torr dia kisi ki taaang ..

    wesay aik danda teacher kay sar par bhi lagna chaye jo aisa kartay hain
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Teachers or Danda

    Originally posted by Aanchal View Post

    Aanchal ji .......yaha bhi ak teacher ha :wasi anjum" je so zara bach k rahy ga kahi ap ko hi na dandy per jain

    Wo kahty hain na k ustad ki maar bhi kesmat waly ko hi perti ha .......

    Comment

    • #3

      je aap nay bilkul theek kaha :eye:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #4
        Re: Teachers or Danda

        Originally posted by Afroze View Post

        Ustaad ki maar qismat waloo ko mitli hai ajeeb baat hai ji chaye bachoo ko mazoor kar daian :)
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #5
          Re: Teachers or Danda

          Originally posted by Afroze View Post
          Aanchal ji .......yaha bhi ak teacher ha :wasi anjum" je so zara bach k rahy ga kahi ap ko hi na dandy per jain

          Wo kahty hain na k ustad ki maar bhi kesmat waly ko hi perti ha .......
          kia bat hai aap ko bara pata hai.......:kr:

          Comment

          • #6
            Re: Teachers or Danda

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            je aap nay bilkul theek kaha :eye:
            to pher kia khayal hai ?:mm:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Teachers or Danda

              Originally posted by Aanchal View Post
              to pher kia khayal hai ?:mm:
              mera to yehikhail hy aapka?
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Teachers or Danda

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                aksar schools main teachers danday ka istamal kar kay beechray students pay tashadud kartay hian ..kia danday ka istamal zarori hai ?us kay bagheer koi teacher parha nahi sakta?:) ustadd insanoo kay bachay ko parha rehye hotay hain ya kisi or ko ?:mm:..kesay kesay waqeyaat sunnay main atay hain teacher nay danda maar kay kisi ka hath torr dia kisi ki taaang ..

                wesay aik danda teacher kay sar par bhi lagna chaye jo aisa kartay hain
                Janab aap kis sadi ( period ) ki baat kar rahi hain :mm:, aaj kal ulti ganga behna shru ho gaii hai :khi:, Hamare behis politicians ne school or college life me polictics ko involve kar ke in bachon ko itni shey de rakhi hai ke aaj kal k students na to teachers se darte hain or na hi unke dandon se, ulta unhi teachers ko dara dhamka dete hain ke agar teachers ne un per haath ya dadna uthaya to woh teacher ke liye acha nahi ho ga .

                Comment

                • #9
                  Re: Teachers or Danda

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  mera to yehikhail hy aapka?
                  yani kay aap bachoun ko danda marnay kay favour main hain ?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: Teachers or Danda

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Janab aap kis sadi ( period ) ki baat kar rahi hain :mm:, aaj kal ulti ganga behna shru ho gaii hai :khi:, Hamare behis politicians ne school or college life me polictics ko involve kar ke in bachon ko itni shey de rakhi hai ke aaj kal k students na to teachers se darte hain or na hi unke dandon se, ulta unhi teachers ko dara dhamka dete hain ke agar teachers ne un per haath ya dadna uthaya to woh teacher ke liye acha nahi ho ga .
                    ab zahir hai school main teachers danda uthian gay to college life main pounch kay students badla to laian gay na :kr:

                    khair mazak say hat kay baat karaian to aisa sahi nahi hai ...or aisa chotay chotay schools main aaj bhi hota hai ..TV pay aksar aisay bachoun ko deekhya jata hai jin kay jisem par maar kay nishanat hotay hain ....aisay teachers ko suspend kar deena chaye :) ...
                    college life kay to khair different maslaye hotay hain ..
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Teachers or Danda

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      yani kay aap bachoun ko danda marnay kay favour main hain ?
                      han , naheen ,, par kadi kadi serf dekhany ki had tak jaysay hamary pegham ka ye danda hy jo serf dekhaya jata hy lagaya naheen jata:khi:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Teachers or Danda

                        Aanchal sach to yeh hai keh jab sey teachers ki maar ka khof khatam huwa hai, talib'ilmon ki tarbiyat ka meyaar gir geya hai. Main un teachron ko janwar kahoon ga jo bachon per tashadud kartey hain, jiski misaal aap ney di hai, magar main is baat key bilkul haq mein hoon keh students per teacher ka itna khof zaroor hona chahiyey keh tarbiyat key awamil mein harj na ho.

                        Main aap ko aik chhoti si misaal doon ga, meri mulaqat apney us teacher sey hui jisney mujhey 3. jumaat parhaii thi, Goverment Primary School Kharian No. 1 mein master Soobeydar they, woh aik roz sarrak per jaa rahey they, main pakistan mein tha, to meri nazar parr gaii, main unkey peechey geya, unhein yaad dilaya keh main wohi student hoon jissey aap MAQSOODEY kaha kartey they, unhein main itni izzat di keh unki aankhein purnam ho gaii, main ney un sey taleem key mojoodah meyaar ka poochha to woh aansu jo rukey huwey they, beh nikley aur kehney lagey jo ilm aap log hasil kar gaey ho, wohi ilm tha - aaj kal to sodabazi hai - teacher bhi waqt bech rahey hain, ilm nahin dey rahey.......

                        Hamein apney usatzaa ka khof tha aur jahan kisi baat ka khof ho wahin kuchh hasil bhi hota hai...
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: Teachers or Danda

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          to pher kia khayal hai ?:mm:
                          ab maiN kia keh sakta hoon :blush:

                          :kr:

                          mazaq bar'tarf, yaqini tour par yeh humaray muashray ka almiya hai khususan is dour maiN bhi aisay waqeyat ka ro'numa hona afsoos nak hai.

                          kuch teachers aisay hotay haiN jo paRhay likhay hotay haiN par koi job nahe millti jis ki wajah say woh teaching karnay lagtay hain, ab zahir si baat hai jo aisay halat maiN teaching karay ga aagay say woh aisi he kar'waiyaN karay ga
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: Teachers or Danda

                            Originally posted by Masood View Post
                            Aanchal sach to yeh hai keh jab sey teachers ki maar ka khof khatam huwa hai, talib'ilmon ki tarbiyat ka meyaar gir geya hai. Main un teachron ko janwar kahoon ga jo bachon per tashadud kartey hain, jiski misaal aap ney di hai, magar main is baat key bilkul haq mein hoon keh students per teacher ka itna khof zaroor hona chahiyey keh tarbiyat key awamil mein harj na ho.

                            Main aap ko aik chhoti si misaal doon ga, meri mulaqat apney us teacher sey hui jisney mujhey 3. jumaat parhaii thi, Goverment Primary School Kharian No. 1 mein master Soobeydar they, woh aik roz sarrak per jaa rahey they, main pakistan mein tha, to meri nazar parr gaii, main unkey peechey geya, unhein yaad dilaya keh main wohi student hoon jissey aap MAQSOODEY kaha kartey they, unhein main itni izzat di keh unki aankhein purnam ho gaii, main ney un sey taleem key mojoodah meyaar ka poochha to woh aansu jo rukey huwey they, beh nikley aur kehney lagey jo ilm aap log hasil kar gaey ho, wohi ilm tha - aaj kal to sodabazi hai - teacher bhi waqt bech rahey hain, ilm nahin dey rahey.......

                            Hamein apney usatzaa ka khof tha aur jahan kisi baat ka khof ho wahin kuchh hasil bhi hota hai...
                            danda sirf deekhian agar danday ka shook hai to :khi:lekan danda marian to na ..tashadud say bachye parhian gay thori ..aksar bachay usatiza kay khoof say school choor kay bhag jatay hain ...
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Teachers or Danda

                              Originally posted by Masood View Post
                              Aanchal sach to yeh hai keh jab sey teachers ki maar ka khof khatam huwa hai, talib'ilmon ki tarbiyat ka meyaar gir geya hai. Main un teachron ko janwar kahoon ga jo bachon per tashadud kartey hain, jiski misaal aap ney di hai, magar main is baat key bilkul haq mein hoon keh students per teacher ka itna khof zaroor hona chahiyey keh tarbiyat key awamil mein harj na ho.

                              Main aap ko aik chhoti si misaal doon ga, meri mulaqat apney us teacher sey hui jisney mujhey 3. jumaat parhaii thi, Goverment Primary School Kharian No. 1 mein master Soobeydar they, woh aik roz sarrak per jaa rahey they, main pakistan mein tha, to meri nazar parr gaii, main unkey peechey geya, unhein yaad dilaya keh main wohi student hoon jissey aap MAQSOODEY kaha kartey they, unhein main itni izzat di keh unki aankhein purnam ho gaii, main ney un sey taleem key mojoodah meyaar ka poochha to woh aansu jo rukey huwey they, beh nikley aur kehney lagey jo ilm aap log hasil kar gaey ho, wohi ilm tha - aaj kal to sodabazi hai - teacher bhi waqt bech rahey hain, ilm nahin dey rahey.......

                              Hamein apney usatzaa ka khof tha aur jahan kisi baat ka khof ho wahin kuchh hasil bhi hota hai...
                              :salam:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X