Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

    Originally posted by Afroze View Post
    Dunya ki nazar main kia cheez aham ha sab janty hain ..per ap khud kia passand karin gy...........ya jan k khusi hoi

    wasy socha jay to Actor. Actress..Cricketers.en sab ka pass bhi bhot ha to kia ap ya kahna chay gy k en sab ka pass izat bhi ha
    Kyun nahin hai. Aap dekhein Cricketers hamarey heros hotey hain, lakhon logon key dilon mein rehtey hain, isi tarha film actors hotey hain, log unkey peechhey deewaney hotey hain - to kya yeh izzat nahin hoti?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #32
      Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      iss main samjhnnayy aoor naa samjhnnay walee baat koii bhee naheee haiiii.........
      simple see baat haii agar Doolat Zarooree nahee to aaj sabb Doolat kay peechayy kuun bhagg rahhay hainnnn....kunkehh aaj kayy door main jeenay kay lieyy doolat sab see important haiii jabkehh Baqee saree cheezain Sanwii haisiet rakhtee haiiiiii...........
      joo aap Izzat yaa mohhabbat kee batt kar rahee hainn yehh sabb sirf kitaboon main kahanion main yaa pherr afsanoo kee hadd takk to sahee haii jabkehh haqeeqat iss see mukhtalff aoor talkhh haii
      k chaly ager ap ki bat man bhi ly to ak bat bain ap ..
      ap kain job kerty hain ..salary ap ki bhot hi hight class ha per ap ka boss ap ki recpecet ni kerta...to kia ap job jari rakin gay ya phir chor day gain..

      Comment


      • #33
        Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

        Originally posted by SANA NAZ View Post
        lol aap ki baat fact hai but 100 % nahi aaj bhi khalis muhabbat ka apna wajood kayem hai dunya me aap real muhabbat dekh saktai ho maa ki aankhon me apne bachon k liye.behen ki aankhon me apne bhai k liye :) and nanhe munne bachon ki ankhon me apne ane wale kal k liye.actually sachi muhabbat har kisi ko nahi milti kyun nhi milti wo isliye k wo Haqeeqi muhabbat ko jaan nahi paye abhi tak aur Haqeeqi Muhabbat hai Apne Allah aur Hazrat Muhammad (S.W.T) sai Muhabbat karna !

        wo shair tha naa

        Ki Muhabbat S.W.T sai wafa tunay to hum tere hain
        Ye Jahan Cheez kia ye Luhe kalam tere hain !

        ye hoti hai haqeeqi muhababt jis se aaj hum buhat dur hain :) aur dolat ki muhabbat ki piche bhagte hain jis ka koi wajood nhi sab be mayine hain

        well its my thinking ..........

        and sab ki apni apni thinking hoti hai :) me kisi ki soch ko nahi
        badal sakti :) and yea koi baat buri lagi ho to us k liye sorry dear :) but mare thinking to kal bhi ye thi aaj bhi ye hai aur INSHA ALLAH hamesha ye hi rahegi :)
        Mohabat kay hawallay see u nay joo kuch likhaa haii yehh just parhhany kee hadd takee to theek hain but Haqeeqat kuch aoor hee haiiiii aorr wohh yehh haiiii baqool shairrrrrrrrrrr

        Yehh Ishq o Mohabbar mehr o wafa yehh sab rasmee batain hainn
        Har shakhssh khudee kee mastee main bass apnee khatir jeetaa haii

        aaj kay door main sab see pehllay joo cheezee dekhee jatee haii wohh haii status and uss kay badd kuch aoorrrrrrr
        so impt is Paissaaaaaaaaaa
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #34
          Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

          Nahin Dost Mujhe Sirf Izzat Chahiye

          Daulat To Aane Jaane Waali Cheez Hai

          Comment


          • #35
            Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

            Originally posted by Silent.Tears View Post
            Daulat To Aane Jaane Waali Cheez Hai
            Chalein dolat aap key paas aaey to ussey FORWARD per click kar key merey INBOX mein pohanchaa dena :khi:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

              Originally posted by Lagan View Post
              hmmm beshak zindgai guzarne ke liye dollat ki or muhabbat ki bhi zaorat hoti hai..perrr

              per ap yeh sochain..ager ap ki izat nahi hogi..tu ap ki shohrat kaise hogi...ager ap ki izat nahi hogi..tu log ap se muhabbat keiase kerain gay..ager ap ki izat nahi hogii tu ap ko dollat tu miljay gi perrr wohi baat hai jo barra logo ne kahi..dollat ati hai jatii haiii...
              log yeh bhi kehte hain ke...dollat hai tu ap ki izat hai..per aisi izaat ka kiya faidaa ke jab ap ke pass dolat na ho tu wo izat bhi chali jay...

              Meri nazaer main izaat sab se bher ker haiii....:)
              khatin hain k asi izat ka kia kerna jab khany ko pasy na hon......
              what u think .........

              Originally posted by Masood View Post
              Kyun nahin hai. Aap dekhein Cricketers hamarey heros hotey hain, lakhon logon key dilon mein rehtey hain, isi tarha film actors hotey hain, log unkey peechhey deewaney hotey hain - to kya yeh izzat nahin hoti?
              mari nazar main ya charhaty soraj ko salam ha "izat"ni... kia ap apny baho0 ko esa banana chay gy ........kia kesi lerki ko ya mashwara dain g k jao0 flim line join karo us main bhot payssa or izat ha...

              Comment


              • #37
                Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                Originally posted by Afroze View Post
                khatin hain k asi izat ka kia kerna jab khany ko pasy na hon......
                what u think .........

                mana zindgai guzarne ke liyee paise bhi hone chaiyee...per ap izat se kaam keroo wo bhi milain gay....ab yeh tu nahi na..ke ap kaam hi na keroo..izat se kaam keroo tu shohrat bhi milay gi...




                Comment


                • #38
                  Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                  Originally posted by Afroze View Post
                  k chaly ager ap ki bat man bhi ly to ak bat bain ap ..
                  ap kain job kerty hain ..salary ap ki bhot hi hight class ha per ap ka boss ap ki recpecet ni kerta...to kia ap job jari rakin gay ya phir chor day gain..
                  iss example kaa iss topic see koi khass link nahee bantaaaa.......
                  Boss see izzatt karwanaa eikk batt haii aoor moasharray main izzat hoonaa 2nd baatt haiii,,,,,,,so important yehh haii kehh moasharray main izzatt hooo aoor yehh Izzatt aatee Dollat see haiiiiiii,,,,,,,, :lpop:
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    Mohabat kay hawallay see u nay joo kuch likhaa haii yehh just parhhany kee hadd takee to theek hain but Haqeeqat kuch aoor hee haiiiii aorr wohh yehh haiiii baqool shairrrrrrrrrrr

                    Yehh Ishq o Mohabbar mehr o wafa yehh sab rasmee batain hainn
                    Har shakhssh khudee kee mastee main bass apnee khatir jeetaa haii

                    aaj kay door main sab see pehllay joo cheezee dekhee jatee haii wohh haii status and uss kay badd kuch aoorrrrrrr
                    so impt is Paissaaaaaaaaaa
                    ahannn soo aap k liye pesa hai ?

                    oki just imagine kal ko aap ki shaadi hoti hai aur aap k k bache parhne k liye bahar jatai hain aur wahin k hokar rehjatai hain just for money ! aur aap un ka wait karte rehjatai ho wo aap ko wahan se pesa doulat to bhejte rehtai hain ! but phr bhi yakenan aap apne ghar ko khali mehsus karo gai becauz wahan aap k bache nhi honge ! jab aap old hojao gai too aap ko saharai ki zaroorat paregi aur burhape ki lathi srif bachon ki muhabbat hoti hai wahi nahi hogi aap k paas to aap kia karogai aise doulat ka doulat se muhabbat to nahi khareed sakte na ! nokar rakhlo gai nokar nokri karengai muhabbat nahi !

                    its just a example aap ko samjhane k liye iknw buhat dur chali gayi :D but its my last try aap ko samjhane ki :) shayad aap samaj jao warna Haqeeqi ki muhabbat se bari koi ex nhi mare paas. lekin shyd aap dunyavi tariqe se hi samaj jao kiya pata :)

                    Allah na kare aap k saath yan kisi k saath kabhi aisa ho Allah aap ko hamesha khush rakhe Ameen.

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                      Originally posted by Masood View Post
                      Chalein ji aap ka bhi shukriyah keh aap ney bardasht kiya... to serious jawab yeh hai keh....

                      Duniya mein sab sey ziyada ahmiyat dolat ki hai. Dolat aik titli ki maanind hai, jo kabhi is phool per beth'ti hai to kabhi us phool per. Magar dolat hai to log aap ki izzat karein gey, dolat hai to muhabbat bhi mil jati hai, dolat hai to shohraat zaroor milti hai... yeh danist kehti hai.

                      Jazbaat yeh kehtey hain keh izzat ki zindagi ka aik pal, beghairati ki so sala dolat sey behtar hai :)
                      Masoood bhaii iss thraed main Doolat koo aissayy peshh kiaa jaa rahaa haii jaissayy kehh yehh koii Buree cheezzee hooooo agarr yehh itnaa hee buree haii too ham kuunn iss kayy peechhayy bhaag rahhay hainnnn......
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                        Originally posted by Afroze View Post
                        khatin hain k asi izat ka kia kerna jab khany ko pasy na hon......
                        what u think .........



                        mari nazar main ya charhaty soraj ko salam ha "izat"ni... kia ap apny baho0 ko esa banana chay gy ........kia kesi lerki ko ya mashwara dain g k jao0 flim line join karo us main bhot payssa or izat ha...
                        Izzat hamesha charhtey sooraj ki hoti hai. Jahan tak to cricketers ka ya sportsmen ka ta'aluq hai to duniya aaj bhi aik true sportsman ko izzat ki nigah sey dekhti hai, aaj bhi ham sab Muhammad Ali ko aik great boxer mantey hain aur uski izzat kartey hain. Don Bradman ko marey arsa huwa magar ussey cricket ki duniya mein aaj bhi izzat ki nigahon sey dekha jata hai, Javed Miandad, Imran Khan, Wasim Akram sabhi qabil-e-izzat hai....

                        Rahi baat actors ki to zaroori nahin jo hamein achha nahin lagta woh sab ko bura lagey... Izzat wahan aur uski ki jati hai jisney kisi field mein koi karha-e-numaya anjaam diya ho :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                          iss example kaa iss topic see koi khass link nahee bantaaaa.......
                          Boss see izzatt karwanaa eikk batt haii aoor moasharray main izzat hoonaa 2nd baatt haiii,,,,,,,so important yehh haii kehh moasharray main izzatt hooo aoor yehh Izzatt aatee Dollat see haiiiiiii,,,,,,,, :lpop:

                          ap ka matlab ya k ap ka boss jab chay ...sab k samny jo merzi khta rahy..........ap ki Moasharrati izat pa koi farak ni pary ga.....

                          wasy ak bat kaho ..ap jetna dollat k pechy bhago gy wo utna hi do0r ap sy jay gi......its just like a girl.....jetna chao0 gy utny nakry :khi:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                            Originally posted by SANA NAZ View Post
                            ahannn soo aap k liye pesa hai ?

                            oki just imagine kal ko aap ki shaadi hoti hai aur aap k k bache parhne k liye bahar jatai hain aur wahin k hokar rehjatai hain just for money ! aur aap un ka wait karte rehjatai ho wo aap ko wahan se pesa doulat to bhejte rehtai hain ! but phr bhi yakenan aap apne ghar ko khali mehsus karo gai becauz wahan aap k bache nhi honge ! jab aap old hojao gai too aap ko saharai ki zaroorat paregi aur burhape ki lathi srif bachon ki muhabbat hoti hai wahi nahi hogi aap k paas to aap kia karogai aise doulat ka doulat se muhabbat to nahi khareed sakte na ! nokar rakhlo gai nokar nokri karengai muhabbat nahi !

                            its just a example aap ko samjhane k liye iknw buhat dur chali gayi :D but its my last try aap ko samjhane ki :) shayad aap samaj jao warna Haqeeqi ki muhabbat se bari koi ex nhi mare paas. lekin shyd aap dunyavi tariqe se hi samaj jao kiya pata :)

                            Allah na kare aap k saath yan kisi k saath kabhi aisa ho Allah aap ko hamesha khush rakhe Ameen.
                            :D abb main itnaa ziadaa Farzzz nahee karr saktaaa.... aap kaa exaple hee ghallat haii jabb meree pass doollat hoo gee too kiaa zaoorat haii mujhayy main appny Bachhooo:D koo bahirr bhaijooooooooo......:kr:
                            aoor yehh joo Mohabbat kaa falsaffaa aap biian karr rahee haii main 2nd yehh kahhoon gaa yehh sabb Afsanooo yaa pheerr romantic stories main hee achaa lagtaa haiii jabkehh real zindgee iss see bohht Mukhtaliff haiiiiiiiiiiii..........:lpop:
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                              FIRAST 3 THINGS ..AUR 4TH WALI.......ITNE ZARORI NAHI HOTE..BT JO FIRST 3 HAIN YEH B NAHI K..TEENO PURI HOON

                              Comment


                              • #45
                                Re: Mohabat , Doalt..Izat , Shorat

                                Originally posted by Masood View Post
                                Izzat hamesha charhtey sooraj ki hoti hai. Jahan tak to cricketers ka ya sportsmen ka ta'aluq hai to duniya aaj bhi aik true sportsman ko izzat ki nigah sey dekhti hai, aaj bhi ham sab Muhammad Ali ko aik great boxer mantey hain aur uski izzat kartey hain. Don Bradman ko marey arsa huwa magar ussey cricket ki duniya mein aaj bhi izzat ki nigahon sey dekha jata hai, Javed Miandad, Imran Khan, Wasim Akram sabhi qabil-e-izzat hai....

                                Rahi baat actors ki to zaroori nahin jo hamein achha nahin lagta woh sab ko bura lagey... Izzat wahan aur uski ki jati hai jisney kisi field mein koi karha-e-numaya anjaam diya ho :)
                                Izat ager charhaty soraj ki hoti to aj en l0go ko koi bhi ni pouchta jo mar to chuky hain per phir bhi logo k dilo main zinda hian ya phir wo log jen k ap ny ley hain...........ap bhi jany hain k en ko ab bhi ketni asi offers hain jen k base pa y alog or paasy kama sakty hain per un ko Izat pyari ha ..es liy wo pechy hian .......
                                Izzat wahan aur uski ki jati hai jisney kisi field mein koi karha-e-numaya anjaam diya ho" main agree ni kerti.........nam kana hi izat ni hoti..

                                Comment

                                Working...
                                X