Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dil ya Dimagh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Dil ya Dimagh

    Originally posted by Masood View Post
    :slap::slap: aur naqal'khana jab tumhein ilm tha keh ma'badolat ney yeh likhna hai to tum apni aqal'dani ko adjust nahin karwa saktey hain - waisey tumhein dekh ker mujhey ajeeb lagta hai, kahin main apney aap sey to baat nahin karta?

    lolz@apney aap sey:khi:
    aur vo bachpan se hee aisa hai
    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

    Happy moments, praise Allah.
    Difficult moments, seek Allah.
    Quiet moments, worship Allah.
    Painful moments, trust Allah.
    Every moment, thank Allah.

    Comment

    • #77
      Re: Dil ya Dimagh

      Originally posted by NaQsh View Post
      lolz@apney aap sey:khi:
      aur vo bachpan se hee aisa hai

      Hans lo hans lo - yeh saboot hai keh merey jaisey achhey khasey suljhey muljhey bandey ka dimagh bhi kisi waqt bhi kharab ho sakt hai keh woh Mazahir jaisey bandey sey aisi baat kah dey :kr:
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #78
        Re: Dil ya Dimagh

        Originally posted by Subas.Gul View Post
        DIL :).............
        inta ZOR sey dil na pukarein, sara muhalla peechhey parr jaey ga :tauba :khi:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #79
          Re: Dil ya Dimagh

          Originally posted by Masood View Post
          Hans lo hans lo - yeh saboot hai keh merey jaisey achhey khasey suljhey muljhey bandey ka dimagh bhi kisi waqt bhi kharab ho sakt hai keh woh Mazahir jaisey bandey sey aisi baat kah dey :kr:

          haan kyun nahin zaroor zaroor tum par nahin balke tumhare saath :khi:
          aur waki mein tum achey khasey aik hee piece ho
          jo aisee baat karsakta hai :kr:
          If Allah brings you to it, He will bring you through it.

          Happy moments, praise Allah.
          Difficult moments, seek Allah.
          Quiet moments, worship Allah.
          Painful moments, trust Allah.
          Every moment, thank Allah.

          Comment

          • #80
            Re: Dil ya Dimagh

            Originally posted by Masood View Post
            inta ZOR sey dil na pukarein, sara muhalla peechhey parr jaey ga :tauba :khi:
            kyun kia experience hai
            issi liye kehrahe ho :lpop::tomato:

            :khi:
            If Allah brings you to it, He will bring you through it.

            Happy moments, praise Allah.
            Difficult moments, seek Allah.
            Quiet moments, worship Allah.
            Painful moments, trust Allah.
            Every moment, thank Allah.

            Comment

            • #81
              Re: Dil ya Dimagh

              Originally posted by NaQsh View Post
              haan kyun nahin zaroor zaroor tum par nahin balke tumhare saath :khi:
              aur waki mein tum achey khasey aik hee piece ho
              jo aisee baat karsakta hai :kr:
              saath deney ki batein na karo ji - duniya bewafa hai koi kisi ka saath nahin deta... lehaza tum apna hanso main apna hansta hoon :khi:

              bas dekh lo isko kehtey hain HOSLA
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #82
                Re: Dil ya Dimagh

                Originally posted by NaQsh View Post
                kyun kia experience hai
                issi liye kehrahe ho :lpop::tomato:

                :khi:
                Tajarbaat ki bhatti mein jal ker hi to bandah insaan banta hai larki :p
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #83
                  Re: Dil ya Dimagh

                  Originally posted by Masood View Post
                  saath deney ki batein na karo ji - duniya bewafa hai koi kisi ka saath nahin deta... lehaza tum apna hanso main apna hansta hoon :khi:

                  bas dekh lo isko kehtey hain HOSLA

                  acha baba tumhara to hai hee matha kharab iss par mein aur kia kahon
                  aur issey kehte hein ye hosla
                  wah kia gana hai
                  kabhi suna hai ?
                  kabhi uske lyrics sunna
                  If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                  Happy moments, praise Allah.
                  Difficult moments, seek Allah.
                  Quiet moments, worship Allah.
                  Painful moments, trust Allah.
                  Every moment, thank Allah.

                  Comment

                  • #84
                    Re: Dil ya Dimagh

                    Originally posted by Masood View Post
                    Tajarbaat ki bhatti mein jal ker hi to bandah insaan banta hai larki :p

                    nahin agarbatti mein :p aur mein ne kab mana kia :tauba ke nahin banta :)
                    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                    Happy moments, praise Allah.
                    Difficult moments, seek Allah.
                    Quiet moments, worship Allah.
                    Painful moments, trust Allah.
                    Every moment, thank Allah.

                    Comment

                    • #85
                      Re: Dil ya Dimagh

                      Originally posted by NaQsh View Post
                      acha baba tumhara to hai hee matha kharab iss par mein aur kia kahon
                      aur issey kehte hein ye hosla
                      wah kia gana hai
                      kabhi suna hai ?
                      kabhi uske lyrics sunna

                      sunoo kaisey? aur kahan sey? tum ney gungunana hi chhorr diya hai to main kahan sey suno - pehley pehal kabhi tumharey chehkney ki aawaz aati thi to RUI BNANEY walon ka bhi kaam chalta raha hai (yani kano mein thoosney key liyey :lol)
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #86
                        Re: Dil ya Dimagh

                        Originally posted by NaQsh View Post
                        nahin agarbatti mein :p aur mein ne kab mana kia :tauba ke nahin banta :)

                        jitna matha tum peeti'ti ho na agar aik saal tak tumhara matha tawwey ka pichhla hissah na ban geya to kehna :p
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #87
                          Re: Dil ya Dimagh

                          Originally posted by Masood View Post
                          sunoo kaisey? aur kahan sey? tum ney gungunana hi chhorr diya hai to main kahan sey suno - pehley pehal kabhi tumharey chehkney ki aawaz aati thi to RUI BNANEY walon ka bhi kaam chalta raha hai (yani kano mein thoosney key liyey :lol)

                          haan bilkul abh gungunana shru karon to behre hojayein ge sabh ke sabh
                          you know sooo.......sabh ke kanon ka lehaz rakh kar na gana ka soch liya
                          If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                          Happy moments, praise Allah.
                          Difficult moments, seek Allah.
                          Quiet moments, worship Allah.
                          Painful moments, trust Allah.
                          Every moment, thank Allah.

                          Comment

                          • #88
                            Re: Dil ya Dimagh

                            Originally posted by Masood View Post
                            jitna matha tum peeti'ti ho na agar aik saal tak tumhara matha tawwey ka pichhla hissah na ban geya to kehna :p

                            haan waki mein :tauba:kr:
                            If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                            Happy moments, praise Allah.
                            Difficult moments, seek Allah.
                            Quiet moments, worship Allah.
                            Painful moments, trust Allah.
                            Every moment, thank Allah.

                            Comment

                            • #89
                              Re: Dil ya Dimagh

                              Originally posted by NaQsh View Post
                              agaye :tauba
                              ufff kahan ghaib huwe dubara :cc:

                              baaziichaa-e-atfaal hai duniyaa mere aage
                              hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mere aage
                              mera aana jana laga rehta hai, woh kia hai na maiN waqai bohot masroof banda hogaya hoon :lpop:

                              Originally posted by Subas.Gul View Post
                              DIL :).............
                              :ahhh:
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #90
                                Re: Dil ya Dimagh

                                [quote=ScorpioN_RulzZ;671053]mera aana jana laga rehta hai, woh kia hai na maiN waqai bohot masroof banda hogaya hoon :lpop:

                                haan chalo achee baat hai
                                its good to be busy :)
                                aur atey jatey raha karo

                                Working...
                                X