Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dil ya Dimagh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Dil ya Dimagh

    Nice thread ..buhat hee acha :) wesay saoch k jawab doon ge agar dil kiya tu :):)

    Comment


    • #47
      Re: Dil ya Dimagh

      sirf dimagh!
      Finding truth - Finding love
      These diamonds sparkle from lights above

      Lorraine Venner

      Comment


      • #48
        Re: Dil ya Dimagh

        Originally posted by NaQsh View Post
        :khi:bichoo itneY dinon kahan ghaib...??? wese tumhare paas to donon honay chahiye lekin shaid donon kaam nahin karte hoon:kr:
        kahaN ghaib theen tum :welcome:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #49
          Re: Dil ya Dimagh

          hmm, maiN aik ghalti kar gaya yahaN poll bhi lagana tha :donno: takay pata chal jata kitnay dil walay hain aur kitnay dimagh walay :khi:

          Originally posted by Silent.Tears View Post
          Agar Dil Bikhar Ke Sambhal Gaya Hota To Main Zaroor Choice Main ( Dil )
          Leta Lekin Afsos Dil Hi Insan Ko Sapne Dikhaata Hai Aur Dil Se Jub Apna Koyi
          Door Ho Jaaye To Dil Khoon Ke Aansoo Rota Hai Lekin Agar Bichar Jaane Waalon
          Ke Baad Bhi Agar Dil Sambhal Jaata Hai To Kahin Na Kahin Se Jaane Waalon
          Ki Yaadein Aaa Hi Jaati Hain Aur Dil Dukhaati Hain
          To Mujhe Aisa Dil Nahin Chahiye Nahin Chahiye Nahin Chahiye
          :comfort:

          Originally posted by Yaaram View Post
          Humara dimagh hi sab kuch hota hay - avain hi hum dil ko dosh dete haiN - hum sab hi dimag se mehsoos karte haiN kehte hain soch ke samjh ke - dil koi maani nai rakhta - yeh to bus muft main badnaam hay - :)
          Dimaagh :rose
          :cc: mery khayal maiN aik aayat bhi hai "aur on kay diloN par qufl paRay howay haiN"

          yara yaaram dil bhi kuch ma'ni rakhta hai :wk, dimagh rasta dikhata hai aur dil us par chalata hai, mean ishq-e-haqiqi :blush:

          Originally posted by Pakiza View Post
          me ke pass demahg hai
          dil bhi hai
          main kia loon:cc:
          filhaal mery pass stock maiN yahe haiN :kr:
          That's Enough...!!

          Comment


          • #50
            Re: Dil ya Dimagh

            Originally posted by Pakiza View Post
            alag alag dono na kara hian:)
            par jab yeh dono aik sath hotay hain to laR laR kar banday ko nakara kar detay hain

            Originally posted by raafi View Post
            kabhi tu mein na dil se na dimaag balkay jo ata hai vohi karta hoon..... :)
            jo aata hai wohi kartay ho, woh aata kahan hai :blush: ya to tum "jigri" banday ho :khi:

            Originally posted by La'hasil View Post
            Main Kaho'n gi Dena hai tu Dono Do Warna Aik bhi na Do [-( :p
            maino sochan day :cc:

            Originally posted by Masood View Post
            :tauba tum bhi ajeeb dushman ho merey - jo baat main ney aik do saal pehley poochhi thi woh tum aaj poochh rahey ho - ghalban main bhi is per aik thread daagh chuka hoon ...

            Dil auraton ka aur dimagh mardon ka :kr::kr::kr:

            Mazzaq bartaraf.... Jahan dil aur dimagh dono Allah Tala ney aisey bnaaey hain keh aik doosrey key liyey laazam-o-mazloom hain. Dil na ho to dimagh ki zaroorat nahin aur dimagh na ho to dil key dharrakney ka faidah nahin. Jahan dimagh soch mein parr jata hai, wahan dil khud'ba'khud jawab ban jata hai aur jahan dil kamzor parr jaey wahan dimagh sabit qadam rehta hai. At the end of the day i'll prefer DIL kyun keh is mein Allah bhi basta hai aur woh bhi jin sey aap k uns hota hai - dil woh ghar hai jiski hifazat ki jaey to is sey muqaddas aur pur'aman ghar koi nahin :)
            naqal chor :slap:, jab tumhaiN pata tha kay aik saal ba'd maiN nay yeh thread post karna hai to tum nay kioN post kia

            mujhay pehlay he shak tha kay tum dil walay ho :wk

            Originally posted by ahsaas View Post
            mini golf khail khail k ye apko kia ho gia hai ..:hehe:

            Dill ko prefer kareyn gey ...dukh aur khushi dono ka merkiz hai ...her ehsaas yahin se ubherta hai..
            damagh k through bhi kuch bura ho insaan k sath tou yehi kaha jata hai k "Dill hi toot gia" ...Dill udass hai"....dil nahin ker raha"....aisa hi buhat kuch..Soch tou dimagh se hi ati hai lekin dill karey tou amal hota hai werna nahin...
            dill ki dherkan zindagi ka ehsaas dilati hai ..
            mini golf khail khail kar mera hath chalnay laga hai :kr:

            ehsaas ki ahci defination ki hai :khi:, nice comments :rose

            Originally posted by hamzad View Post
            me dimagh hi lena pasand karon gi kion k ye dil bohat bura hota he is ki waja se bohat dukh uthane parte hen,har thori der bad to ye toot jata heesa hi nazuk hota he to ham ko nahi zarurat is ki
            nazuk kahaN hota hai :blush:, dil to bara lachkela, paidar aur mazbot hota hai :khi:, ab dekhaiN na har thori dair ba'd tot jata hai phir bhi kuch nahe hota :cc:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #51
              Re: Dil ya Dimagh

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              hmm, maiN aik ghalti kar gaya yahaN poll bhi lagana tha :donno: takay pata chal jata kitnay dil walay hain aur kitnay dimagh walay :khi:


              hmm ye good idea hai
              :comfort:



              :cc: mery khayal maiN aik aayat bhi hai "aur on kay diloN par qufl paRay howay haiN"

              haan ji bilkul hai
              yara yaaram dil bhi kuch ma'ni rakhta hai :wk, dimagh rasta dikhata hai aur dil us par chalata hai, mean ishq-e-haqiqi :blush:

              main bhi tu yehi keh rahi hoon

              filhaal mery pass stock maiN yahe haiN :kr:
              acha ji tu jab new stock aaey tu do tell:)

              Comment


              • #52
                Re: Dil ya Dimagh

                Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                Mujhayy 2nd main see kuch nahee chahieyy bcz meree pass already mojood hain 2nd.................
                albataa PG Mukhalif Group koo Dimagh ke ashad zaroorat haii ...... :kr:
                2nd matlab dimagh :blush:

                Originally posted by Sadia View Post
                Walekam-Aslam!
                yeh kafi explantions deney waley sawal hotey hein is type kay, and time ki kami ki wajh say I can't write much:)
                Xenya ne dil ki achi definition di hai:)
                lekin I think demag kay faislay he behtar hotey hein. Mein ney aik qoal para tha ke "agar aap do cheezon ke dermayan decide nahi ker paa rahey tou us cheez ko chour dou jo tumhari khawaihs ke ziada nazdeek hai". So, dil mein kuch had tak nafas ka bhi amal dakhal hota hai!
                Mein DEMAG choose karoon gi:)
                sho nice :)
                1 sawal hai, ba'd maiN pochonga :blush:

                Originally posted by Gul View Post
                Nice thread ..buhat hee acha :) wesay saoch k jawab doon ge agar dil kiya tu :):)
                okay :rose

                Originally posted by Almas View Post
                sirf dimagh!
                ashad zarorat hai na :blush:
                That's Enough...!!

                Comment


                • #53
                  Re: Dil ya Dimagh

                  Originally posted by Pakiza View Post
                  acha ji tu jab new stock aaey tu do tell:)
                  kahaN say aaiy ga new stock :(, loog itnay zakhera andoz haiN kay kuch bhi nahe bakhshtay

                  bohot gehri baat kar gaya maiN :kr:
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #54
                    Re: Dil ya Dimagh

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    kahaN say aaiy ga new stock :(, loog itnay zakhera andoz haiN kay kuch bhi nahe bakhshtay

                    bohot gehri baat kar gaya maiN :kr:
                    :mm:

                    tu app inni gehri baatin na kia karin na :)

                    Comment


                    • #55
                      Re: Dil ya Dimagh

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      :mm:

                      tu app inni gehri baatin na kia karin na :)
                      aap 2nd jumla na parhaiN to halki baat he ki hai :khi:
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #56
                        Re: Dil ya Dimagh

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        aap 2nd jumla na parhaiN to halki baat he ki hai :khi:

                        :D wo gehri wali baat pe abhi tak soch rahi hoon na

                        Comment


                        • #57
                          Re: Dil ya Dimagh

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                          sho nice :)
                          1 sawal hai, ba'd maiN pochonga :blush:
                          ji zaroor pouch lijeay ga..I will try to answer:)

                          Comment


                          • #58
                            Re: Dil ya Dimagh

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            As Salam o Alaikum,


                            aik sawal aaya hai "dimagh" maiN :blush: to "dil" nay kaha poch dalo

                            agar aap ko "dil" ya "dimagh" maiN say aik cheez di jati aur aap kay pass choice hoti to aap kia letay :cc:


                            Dil ya Dimagh :lpop:
                            wsalam!

                            mai dil dimag mai se dimagg ko choose karti ho:khi:
                            per ab u batao jan kar kiya`karo ggay ya?:tauba

                            Comment


                            • #59
                              Re: Dil ya Dimagh

                              Dil ya dimaag he kyoon hein selection ke liye
                              Kaleeji-pheephray kyoon nahi he, wo to mere fav. hein
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Dil ya Dimagh

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Dil ya dimaag he kyoon hein selection ke liye
                                Kaleeji-pheephray kyoon nahi he, wo to mere fav. hein
                                waqeye baat ko agay barhna, koi aap say seekhey:tauba

                                Comment

                                Working...
                                X