Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dil ya Dimagh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Dil ya Dimagh

    Originally posted by Yaaram View Post
    Physically to dharakta hi hay - lekan spirtualy nai :)
    hmm agreed sahi kaha app ne
    spiritually hum dil ke correct order se bahut dour hian

    Comment


    • #17
      Re: Dil ya Dimagh

      Originally posted by Pakiza View Post
      hmm agreed sahi kaha app ne
      spiritually hum dil ke correct order se bahut dour hian
      Jab dharkta hi nai to order aur disorder ki to baat hi nai rahi - Dimagh na ho insaan ke paas to dil kya kare ga?
      Last edited by Yaaram; 14 February 2008, 09:24.
      Allah

      Comment


      • #18
        Re: Dil ya Dimagh

        dil ke saath kuch hain jo baghair demahg ke bhi zinda hain...bas unke dil dharak rahey hain aur kuch nahi

        Comment


        • #19
          Re: Dil ya Dimagh

          Originally posted by Pakiza View Post
          dil ke saath kuch hain jo baghair demahg ke bhi zinda hain...bas unke dil dharak rahey hain aur kuch nahi
          Un ke paas dimagh hota to kya kar sakte thay :rose??
          Allah

          Comment


          • #20
            Re: Dil ya Dimagh

            Originally posted by Yaaram View Post
            Un ke paas dimagh hota to kya kar sakte thay :rose??
            bahut kuch
            demahg dil ko ehsas deta hai
            dil ko khushi ka matlab batata hai
            dil ko gham se ashna karta hai

            tanha dil bas ik body part hai
            dil+ demagh is a complete package

            alag alag dono na kara hian:)

            Comment


            • #21
              Re: Dil ya Dimagh

              kabhi tu mein na dil se na dimaag balkay jo ata hai vohi karta hoon..... :)

              Comment


              • #22
                Re: Dil ya Dimagh

                Originally posted by Pakiza View Post
                bahut kuch
                demahg dil ko ehsas deta hai
                dil ko khushi ka matlab batata hai
                dil ko gham se ashna karta hai

                tanha dil bas ik body part hai
                dil+ demagh is a complete package

                alag alag dono na kara hian:)
                i think we should face the reality - dil ka to role hi koi nai - sochne samjhne ki salahyat dimagh ke paas hoti hay - jo woh sochta hay wahi hum per asar hota hay aur hum dil ko kasoorwar thehrate haiN:rose
                Allah

                Comment


                • #23
                  Re: Dil ya Dimagh

                  Originally posted by raafi View Post
                  kabhi tu mein na dil se na dimaag balkay jo ata hai vohi karta hoon..... :)
                  na dil se aur na demahg se
                  tu phir kan se aata hoga jo app kartey hain:khi:
                  rite?

                  Comment


                  • #24
                    Re: Dil ya Dimagh

                    Originally posted by Yaaram View Post
                    i think we should face the reality - dil ka to role hi koi nai - sochne samjhne ki salahyat dimagh ke paas hoti hay - jo woh sochta hay wahi hum per asar hota hay aur hum dil ko kasoorwar thehrate haiN:rose
                    kia asa nahi hota ke jab koi khushi milti hai tu dil ki dhankaney tez hojati hain
                    aur jab koi bara ghum milta hai tu dil pe asar hota hai aur reality main dil main dard hota hai.......main app se disagree nahi kar rahi

                    Comment


                    • #25
                      Re: Dil ya Dimagh

                      Main Kaho'n gi Dena hai tu Dono Do Warna Aik bhi na Do [-( :p
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Dil ya Dimagh

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        As Salam o Alaikum,


                        aik sawal aaya hai "dimagh" maiN :blush: to "dil" nay kaha poch dalo

                        agar aap ko "dil" ya "dimagh" maiN say aik cheez di jati aur aap kay pass choice hoti to aap kia letay :cc:


                        Dil ya Dimagh :lpop:

                        :tauba tum bhi ajeeb dushman ho merey - jo baat main ney aik do saal pehley poochhi thi woh tum aaj poochh rahey ho - ghalban main bhi is per aik thread daagh chuka hoon ...

                        Dil auraton ka aur dimagh mardon ka :kr::kr::kr:


                        Mazzaq bartaraf.... Jahan dil aur dimagh dono Allah Tala ney aisey bnaaey hain keh aik doosrey key liyey laazam-o-mazloom hain. Dil na ho to dimagh ki zaroorat nahin aur dimagh na ho to dil key dharrakney ka faidah nahin. Jahan dimagh soch mein parr jata hai, wahan dil khud'ba'khud jawab ban jata hai aur jahan dil kamzor parr jaey wahan dimagh sabit qadam rehta hai. At the end of the day i'll prefer DIL kyun keh is mein Allah bhi basta hai aur woh bhi jin sey aap k uns hota hai - dil woh ghar hai jiski hifazat ki jaey to is sey muqaddas aur pur'aman ghar koi nahin :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: Dil ya Dimagh

                          mini golf khail khail k ye apko kia ho gia hai ..:hehe:

                          Dill ko prefer kareyn gey ...dukh aur khushi dono ka merkiz hai ...her ehsaas yahin se ubherta hai..
                          damagh k through bhi kuch bura ho insaan k sath tou yehi kaha jata hai k "Dill hi toot gia" ...Dill udass hai"....dil nahin ker raha"....aisa hi buhat kuch..Soch tou dimagh se hi ati hai lekin dill karey tou amal hota hai werna nahin...
                          dill ki dherkan zindagi ka ehsaas dilati hai ..

                          Comment


                          • #28
                            Re: Dil ya Dimagh

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            As Salam o Alaikum,


                            aik sawal aaya hai "dimagh" maiN :blush: to "dil" nay kaha poch dalo

                            agar aap ko "dil" ya "dimagh" maiN say aik cheez di jati aur aap kay pass choice hoti to aap kia letay :cc:


                            Dil ya Dimagh :lpop:
                            me dimagh hi lena pasand karon gi kion k ye dil bohat bura hota he is ki waja se bohat dukh uthane parte hen,har thori der bad to ye toot jata heesa hi nazuk hota he to ham ko nahi zarurat is ki

                            Comment


                            • #29
                              Re: Dil ya Dimagh

                              Originally posted by hamzad View Post
                              me dimagh hi lena pasand karon gi kion k ye dil bohat bura hota he is ki waja se bohat dukh uthane parte hen,har thori der bad to ye toot jata heesa hi nazuk hota he to ham ko nahi zarurat is ki
                              To ALFIE kis liyey ejaad hui hai? :khi:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Dil ya Dimagh

                                wah wah wah Masood bhai
                                kia solution bataya hai

                                iss azeem solution pe app ko anda inaam main diya jata hai
                                :D

                                Comment

                                Working...
                                X