Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dil ya Dimagh

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Dil ya Dimagh

    Originally posted by Masood View Post
    To ALFIE kis liyey ejaad hui hai? :khi:
    elfi se aik adha tukra ho jaey to jur jata he jahan kirchiyan ban jaen wahan elfy koi kam nahi karti:khi:

    Comment


    • #32
      Re: Dil ya Dimagh

      Originally posted by hamzad View Post
      elfi se aik adha tukra ho jaey to jur jata he jahan kirchiyan ban jaen wahan elfy koi kam nahi karti:khi:
      to phir sari kirchiyon ko samet kar bahir phainkein aur aik neya dil ley aaein.... dil nahin to kuchh nahin :wk
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: Dil ya Dimagh

        Originally posted by Pakiza View Post
        wah wah wah Masood bhai
        kia solution bataya hai

        iss azeem solution pe app ko anda inaam main diya jata hai
        :D
        :kr:

        Comment


        • #34
          Re: Dil ya Dimagh

          Originally posted by Pakiza View Post
          wah wah wah Masood bhai
          kia solution bataya hai

          iss azeem solution pe app ko anda inaam main diya jata hai
          :D
          hehehehe yeh anda martey hain Hamzad key dimagh per - jis mein yeh baat bhi nahin aati keh waqt key saath har zakhm bhar jata hai .....
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: Dil ya Dimagh

            Originally posted by Masood View Post
            to phir sari kirchiyon ko samet kar bahir phainkein aur aik neya dil ley aaein.... dil nahin to kuchh nahin :wk
            nahi sab dil ese hi hote hen neay se kia ho ga:taubais leay dil hona hi nahi chaey:khi:

            Comment


            • #36
              Re: Dil ya Dimagh

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              As Salam o Alaikum,


              aik sawal aaya hai "dimagh" maiN :blush: to "dil" nay kaha poch dalo

              agar aap ko "dil" ya "dimagh" maiN say aik cheez di jati aur aap kay pass choice hoti to aap kia letay :cc:


              Dil ya Dimagh :lpop:
              Mujhayy 2nd main see kuch nahee chahieyy bcz meree pass already mojood hain 2nd.................
              albataa PG Mukhalif Group koo Dimagh ke ashad zaroorat haii ...... :kr:
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment


              • #37
                Re: Dil ya Dimagh

                Originally posted by Masood View Post
                hehehehe yeh anda martey hain Hamzad key dimagh per - jis mein yeh baat bhi nahin aati keh waqt key saath har zakhm bhar jata hai .....
                mere sir par na maren bulke is ko fry kar ke kha len:D

                Comment


                • #38
                  Re: Dil ya Dimagh

                  Originally posted by hamzad View Post
                  nahi sab dil ese hi hote hen neay se kia ho ga:taubais leay dil hona hi nahi chaey:khi:

                  ab tak kitney dil try kar chukey:khi:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Dil ya Dimagh

                    Originally posted by hamzad View Post
                    nahi sab dil ese hi hote hen neay se kia ho ga:taubais leay dil hona hi nahi chaey:khi:
                    to phir apna dil nikaal ker phaink do - areeeeeeey nahin phainkna nahin warna kaaley kalotey kawwey is per jhappat parrein gey - aisa karo aap apney ander machini dil nasb karwaa lo - na jazbaat hongey na museebat ho gi

                    Originally posted by hamzad View Post
                    mere sir par na maren bulke is ko fry kar ke kha len:D
                    Naaaa main ney kal andey ka omlet khaya tha - tabiyat kharab ho gaii :(
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: Dil ya Dimagh

                      Walekam-Aslam!
                      yeh kafi explantions deney waley sawal hotey hein is type kay, and time ki kami ki wajh say I can't write much:)
                      Xenya ne dil ki achi definition di hai:)
                      lekin I think demag kay faislay he behtar hotey hein. Mein ney aik qoal para tha ke "agar aap do cheezon ke dermayan decide nahi ker paa rahey tou us cheez ko chour dou jo tumhari khawaihs ke ziada nazdeek hai". So, dil mein kuch had tak nafas ka bhi amal dakhal hota hai!

                      Mein DEMAG choose karoon gi:)

                      Comment


                      • #41
                        Re: Dil ya Dimagh

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        kia asa nahi hota ke jab koi khushi milti hai tu dil ki dhankaney tez hojati hain
                        aur jab koi bara ghum milta hai tu dil pe asar hota hai aur reality main dil main dard hota hai.......main app se disagree nahi kar rahi
                        Arrey - Humare kHushyoN aur GhamoN ke ahsasat bhi to dimagh hi samjhta hay - agar banday ke paas dimagh na ho to kya samjhey ga kya karey ga - kuch bhi nai - us ke lye sab kuch aik hi jesay hay - lekan many aik pagal ko dekha tha - woh bilkul pagal tha - jab us ki Ammi ka inteqal hua to Bohat Roya tha - mujhey wahan apni baat ghalat mehsoos hoti dikhayi di
                        Allah

                        Comment


                        • #42
                          Re: Dil ya Dimagh

                          Jahan tak mera khayal hay dil humain reality se mun mor lene ko kehta hay aur dimagh reality ke tarf le jata hay
                          Allah

                          Comment


                          • #43
                            Re: Dil ya Dimagh

                            Originally posted by Pakiza View Post
                            me ke pass demahg hai

                            dil bhi hai

                            main kia loon:cc:
                            harayat ke bat ha kay ap ka pass damagh ha :tauba

                            Comment


                            • #44
                              Re: Dil ya Dimagh

                              Originally posted by ap ka khadim View Post
                              harayat ke bat ha kay ap ka pass damagh ha :tauba
                              hmmmmmmm under observation!
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: Dil ya Dimagh

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                As Salam o Alaikum,


                                aik sawal aaya hai "dimagh" maiN :blush: to "dil" nay kaha poch dalo

                                agar aap ko "dil" ya "dimagh" maiN say aik cheez di jati aur aap kay pass choice hoti to aap kia letay :cc:


                                Dil ya Dimagh :lpop:



                                :khi:bichoo itneY dinon kahan ghaib...??? wese tumhare paas to donon honay chahiye lekin shaid donon kaam nahin karte hoon:kr:
                                If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                                Happy moments, praise Allah.
                                Difficult moments, seek Allah.
                                Quiet moments, worship Allah.
                                Painful moments, trust Allah.
                                Every moment, thank Allah.



                                Comment

                                Working...
                                X