Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

(*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap apni elehda soocha keejiye, hamari nakal kerne ki koi zaroorat nahi :na:

    :zuban: :zuban:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
      :zuban: :zuban:
      Zuban ke rang se to lagta he ke aap ka dimaag bohat garam he :khi:
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Zuban ke rang se to lagta he ke aap ka dimaag bohat garam he :khi:

        chup chap baithey raho, mei ne kuch kaha to roney baith jao gai :zuban:
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          chup chap baithey raho, mei ne kuch kaha to roney baith jao gai :zuban:
          Me ub nahi roota :blush:

          bara jo ho gaya hoon :lpop:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Me ub nahi roota :blush:

            bara jo ho gaya hoon :lpop:

            issi liyeh to bharosa nahi ..... bacho ka phir bhi bhrosa to hota hai :lo:
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              This is human instict that he likes appreciation but hates to be criticized. no matter how much modest one is, unconciously, much attention is paid to appreciation. so it's natural. constructive criticism
              please es kee bee urdu ker dain:comfort:

              Comment


              • #22
                Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                Originally posted by Khalil View Post
                please es kee bee urdu ker dain:comfort:

                :kr: tum nahi sudhro gai
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  Depend kerta hai dear ke kisi ki khoobi yaan khami, kis niyat aur kis andaz se bayan ki ja rahi hai.........

                  kuch log tareef chahey jhooti hi ho sun'na chahtey ahin aur sun ker khush hotey hain. Aisey logo'n ko ager oun ki koi kotahi btayi jayeh to kisi soorat bardasht nahi kertey.

                  Kuch log apni tareef sun ker khushi ka izhar nahi kertey kiu ke wo bakhoobi jantey ahin ke kon oun ki tareef sahi mano'n main ker raha hai aur kon sirf "buttering" . Aisey logo'n ko ager oun ki khami se aagah kiya jayeh to wo ous ki qadar kertey ahin aur khudh ko sudharne ki koshish kertey hain.

                  Sab se ehma baat yeh hai dear ek hum kisi ki tareef ousi waqt karein jab koi sach main ous ka haqdar hai, aur ager kisi main koi khami ho bhi to ousey akeley main is tarah btaya jayeh ke dosra ousey samjhey bhi, na ke sab ek samney kisi ki insult ki jayeh.
                  nice soch................:lpop:

                  Comment


                  • #24
                    Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    wahi to mei soch rahi thiek ab issey parhoo yaan kya kerun :mm:
                    hahaha.. hume pata tha koi nahi parega:tauba ..... infact humare pass 10 mints free the tu hum ne itna likh diya.. phir class chalegaye is yaqeen ke saath ke waapis aa ker jub check kareinge tu aise hi shandaar reply mileinge....:kr: :kr:
                    sorry aap ko takleef di..

                    Comment


                    • #25
                      Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                      Originally posted by Masood View Post
                      Logon ko achha lagta hai keh doosrey un key liye aisey alfaaz istimaal karein jo bohat khoobsurat hon, unko doosron sey mumtaaz samjhein aur iska izhaar tareefon mein karein. Lekin khami ko bardasht karna har kisi key bas mein nahin hota. Sabhi sar-e-aam yeh to sun saktey hain keh aap jaisa koi nahin, magar yeh har koi nahin sun sakta keh aap ki tabiyyat mein yeh buraee hai, is tarha insaan khud ki toheen samajhta hai.
                      tussi bary hee changy oo

                      Comment


                      • #26
                        Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                        Originally posted by ummid View Post
                        yeh tu human factor hai.. fitrat ka taqaza....
                        waise hum personaly hum tu kisi ki sunnte hi nahi....:lpop:
                        na tareef na burai:na: ... aik baat jo kisi aik ko acchi lagti hai wahi baat kisi aur ko buri... kis ki sunneinge aur khud ko change kareinge... isi liye jo marzi woh karna chahiye.. khoobiyan aur khamiyan ginwane mein sub expert hote hain.. per berh ker islah karane ko jaldi koi tyaar nahi hota... :)
                        when i was small humare nanu jaan aik kahani sunnate the jis mein aik musawir saalon ki anthak mehnat ke baad aik nihayat hi khoobsurat tasweer banata hai aur usey chorahe per le jaa ker rakh deta hai ... us ke saath wahan aik chiiti likh deta hai ke "hazraat is tasweer mein ager koi khami ho tu us ki nishan dahi ker dijye":comfort: shaam ko jub woh lot'ta hai tu us ki saalon ki mehnat se tyaar kardah tasweer per aik nahi, do nahi... itne nishanat hote hain ke asal tasweer hi chup jaati hai .... bechaara bauaht udas hota hai aur rone lagta hai tubhi wahan se aik buzurg ka guzar hota hai woh usey is tarah udass aur pareshaan dekh ker rone ka sabab poochte hain jis per woh sara qissa un ke goosh-e-guzar karta hai:tasali: .. woh muskuraate hain aur usey taslai dete hoye us ke gher le jaate hain aur kaihte hain "bilkul waisi hi tasweer aik baar phir bano"..woh musaweer paihle tu inkaar ker deta hai ke main accha mosaweer nahi ho'n per buzurg hazrat ke israr per woh aakhir kaar tyaar ho jaata hai aur bilkul waisi hi tasweer bana ke woh un ke pass jata hai woh tasweer ko daikhte hain muskuraate hain phir aik chitthi per likhte hain ke "hazarat is tasweer emin ager koi khami nazar aati ho tu azrah-e-mehrbaani us ki ISLAH ker dijye"..phir woh musaweer us tasweer ko aur chitthi ko aik baar phir usi jagah per rakh aata hai aur saara din hi bechain rehta hai...shaam ko jub lot'ta hai tu usey yeh daikh ker hairat hoti hai ke us ki hu bahu banai hoi us tasweer per aik bhi nishaan nahi rehta.. woh khushi se dorta hoa un buzarg hazrat ke pass jata hai aur unhe sara qissa kaih sunata hai jis per woh us musweer ko sumjhate hain ke yeh duniya aisi hi hai beta khamiyaan ginwaane aur un ki nishandahi karne se nahi chookti. lakeen jahan islah karne ka maqsad ho wahan koi jaldi aage nahi berhta"..... :rose
                        storry kaisi lagi????? ..lolzz
                        bus yahi baat hai hum mein jo bhi buraiyan hai aur jo bhi khoobiyaan hai woh humari hai ager hum bazat-e-khud, khud ka rozana musahiba kare tu hume kisi ki na tareef ki zarorat hai aur na tanqeed ki siwaye un ke jo islah ka maqsad rakhte hain jaise aap ke parents, teacher aur humare liye humare nanu jaan...:phool:

                        :) .......... I dont know what to say ......... tumharey nanu yaqeenan buhut azeem insan hain aur oun ka samjhaney ka tareeqa bhi :)

                        you are luck dear , khush raho :)
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                          Originally posted by ummid View Post
                          hahaha.. hume pata tha koi nahi parega:tauba ..... infact humare pass 10 mints free the tu hum ne itna likh diya.. phir class chalegaye is yaqeen ke saath ke waapis aa ker jub check kareinge tu aise hi shandaar reply mileinge....:kr: :kr:
                          sorry aap ko takleef di..

                          aisi choti choti baton per serious nahi hotey :na: na dil per letey hain :comfort:
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                            Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                            :) .......... I dont know what to say ......... tumharey nanu yaqeenan buhut azeem insan hain aur oun ka samjhaney ka tareeqa bhi :)

                            you are luck dear , khush raho :)
                            shukriya saima ji...:)
                            kaihte hain "kuch log nigahon ki tarah hote hain jo saath rahe tu andhre mein bhi raste mil jaate hain".. humare nanu jaan unhi mein se aik the humare liye:) .. aaj un ka inteqaal hoye 5 saal ho gaye per aaj bhi un ki sikhaiye aur sumjhaiy hoi baatein humare liye mashal hai..Allah unhe janat-ul-firdos mein uncha maqam naseeb akre aur un ki qaber mein thandak utaare(aamen-sum aameen)
                            love you saima ji..:rose

                            Comment


                            • #29
                              Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                              aisi choti choti baton per serious nahi hotey :na: na dil per letey hain :comfort:
                              hum kahan serious hoye hain .. infact hume tu bara maza aa gaya ke khaw-m-khaw mein sub ko itna sub kuch perhawa diya:D .... ab jo hum se muhabbat karte hain woh tu ise parheinge hi:blush: .. hai na??????? jaise aap ne perha aur itna accha reply diya.. :hug:
                              khush rahiye..

                              Comment


                              • #30
                                Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                                Originally posted by ummid View Post
                                shukriya saima ji...:)
                                kaihte hain "kuch log nigahon ki tarah hote hain jo saath rahe tu andhre mein bhi raste mil jaate hain".. humare nanu jaan unhi mein se aik the humare liye:) .. aaj un ka inteqaal hoye 5 saal ho gaye per aaj bhi un ki sikhaiye aur sumjhaiy hoi baatein humare liye mashal hai..Allah unhe janat-ul-firdos mein uncha maqam naseeb akre aur un ki qaber mein thandak utaare(aamen-sum aameen)
                                love you saima ji..:rose
                                Ameen Suma Ameen :)
                                aur tum ne sahi kaha ......... bazurgo ki naseehatein umer bhar mash'al-e-raah hoti hain, ager hum ounhein samjhein aur yaad rakhein to :)
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X