Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

(*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

    :phool: :rose
    Attached Files

  • #2
    Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

    mein tu aiisii nahi hoon...................:donno:
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment

    • #3
      Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

      Logon ko achha lagta hai keh doosrey un key liye aisey alfaaz istimaal karein jo bohat khoobsurat hon, unko doosron sey mumtaaz samjhein aur iska izhaar tareefon mein karein. Lekin khami ko bardasht karna har kisi key bas mein nahin hota. Sabhi sar-e-aam yeh to sun saktey hain keh aap jaisa koi nahin, magar yeh har koi nahin sun sakta keh aap ki tabiyyat mein yeh buraee hai, is tarha insaan khud ki toheen samajhta hai.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

        Depend kerta hai dear ke kisi ki khoobi yaan khami, kis niyat aur kis andaz se bayan ki ja rahi hai.........

        kuch log tareef chahey jhooti hi ho sun'na chahtey ahin aur sun ker khush hotey hain. Aisey logo'n ko ager oun ki koi kotahi btayi jayeh to kisi soorat bardasht nahi kertey.

        Kuch log apni tareef sun ker khushi ka izhar nahi kertey kiu ke wo bakhoobi jantey ahin ke kon oun ki tareef sahi mano'n main ker raha hai aur kon sirf "buttering" . Aisey logo'n ko ager oun ki khami se aagah kiya jayeh to wo ous ki qadar kertey ahin aur khudh ko sudharne ki koshish kertey hain.

        Sab se ehma baat yeh hai dear ek hum kisi ki tareef ousi waqt karein jab koi sach main ous ka haqdar hai, aur ager kisi main koi khami ho bhi to ousey akeley main is tarah btaya jayeh ke dosra ousey samjhey bhi, na ke sab ek samney kisi ki insult ki jayeh.
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

          apne bare me ache ilfaz sunna insani fitrat he,tabhi to quran me kaha gya he ke aik dusre ko ache namon se pukaro.or jahan tak baat he khamiyan btane ki to aik ache tareeke se ager ksi ko us ki khami btai jaey jis me toheen ka pehloo na nikalta ho to koi harj nahi :)

          Comment

          • #6
            Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

            jee mari ker lay burayi may to sun lo gi mazy say

            kamzkam pata to lagy ga kiya kiya buraya hay ho sakta hay pata lagny kay baad may usy acchyion may badal loon;;)

            Comment

            • #7
              Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

              Assalaam o alekum,

              Kyoon ke such kerwaa hootaa hai

              waise bhi ager koee kisi ki tareef munh per kare to samjh lien ke wo buttering ker rahaa hai :) taareef nahin
              :tang: RISK IS MY BUSINESS

              DANGER IS MY GAME

              DONT PLAY WITH ME
              BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

              Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

              Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

              Comment

              • #8
                Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                Agar koi mujh main khamyaN nikalta hay to main acha samjhta hoon aur apne mian wo khami dor karne ki koshish karta hoOn
                aik nazar se dekha jaye to khami nikale koi to yeh aap ke lye faeda mand lekan isi soorat main agar aap apni us khami ko sudharney ki koshish karien :
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                  akser loog apni tareef sunena ziada pasand kerte hein, lekin khamiyaan sunana baraashat nahi kerte...khair mein bhi kuch kuch aisa hoon, aur kuch kuch nahi bhi...baaz aukaat mujay meri khami batai jaye to mein khush hota hoon aur realize kerne ki kooshish kerta hoon ke mere ander yeh khami kyoon he.
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                    yeh to natural cheez hai :lpop:

                    agar cheez achi laagay to tareef ki jaye or agar bori lagay to us pay tanqeed positive andaaz main karain....
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                      This is human instict that he likes appreciation but hates to be criticized. no matter how much modest one is, unconciously, much attention is paid to appreciation. so it's natural. han ye hai k aik insan ko itna sensible hona chahye k woh tanqeed ko apni islah k liye estmaal karey aur ye bhi k tanqeed kerney waley ko bhi es andaz mein tanqeed kerni chahye k woh kisi ko degrade na karey. yani constructive criticism
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."

                      Comment

                      • #12
                        Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                        yeh tu human factor hai.. fitrat ka taqaza....
                        waise hum personaly hum tu kisi ki sunnte hi nahi....:lpop:
                        na tareef na burai:na: ... aik baat jo kisi aik ko acchi lagti hai wahi baat kisi aur ko buri... kis ki sunneinge aur khud ko change kareinge... isi liye jo marzi woh karna chahiye.. khoobiyan aur khamiyan ginwane mein sub expert hote hain.. per berh ker islah karane ko jaldi koi tyaar nahi hota... :)
                        when i was small humare nanu jaan aik kahani sunnate the jis mein aik musawir saalon ki anthak mehnat ke baad aik nihayat hi khoobsurat tasweer banata hai aur usey chorahe per le jaa ker rakh deta hai ... us ke saath wahan aik chiiti likh deta hai ke "hazraat is tasweer mein ager koi khami ho tu us ki nishan dahi ker dijye":comfort: shaam ko jub woh lot'ta hai tu us ki saalon ki mehnat se tyaar kardah tasweer per aik nahi, do nahi... itne nishanat hote hain ke asal tasweer hi chup jaati hai .... bechaara bauaht udas hota hai aur rone lagta hai tubhi wahan se aik buzurg ka guzar hota hai woh usey is tarah udass aur pareshaan dekh ker rone ka sabab poochte hain jis per woh sara qissa un ke goosh-e-guzar karta hai:tasali: .. woh muskuraate hain aur usey taslai dete hoye us ke gher le jaate hain aur kaihte hain "bilkul waisi hi tasweer aik baar phir bano"..woh musaweer paihle tu inkaar ker deta hai ke main accha mosaweer nahi ho'n per buzurg hazrat ke israr per woh aakhir kaar tyaar ho jaata hai aur bilkul waisi hi tasweer bana ke woh un ke pass jata hai woh tasweer ko daikhte hain muskuraate hain phir aik chitthi per likhte hain ke "hazarat is tasweer emin ager koi khami nazar aati ho tu azrah-e-mehrbaani us ki ISLAH ker dijye"..phir woh musaweer us tasweer ko aur chitthi ko aik baar phir usi jagah per rakh aata hai aur saara din hi bechain rehta hai...shaam ko jub lot'ta hai tu usey yeh daikh ker hairat hoti hai ke us ki hu bahu banai hoi us tasweer per aik bhi nishaan nahi rehta.. woh khushi se dorta hoa un buzarg hazrat ke pass jata hai aur unhe sara qissa kaih sunata hai jis per woh us musweer ko sumjhate hain ke yeh duniya aisi hi hai beta khamiyaan ginwaane aur un ki nishandahi karne se nahi chookti. lakeen jahan islah karne ka maqsad ho wahan koi jaldi aage nahi berhta"..... :rose
                        storry kaisi lagi????? ..lolzz
                        bus yahi baat hai hum mein jo bhi buraiyan hai aur jo bhi khoobiyaan hai woh humari hai ager hum bazat-e-khud, khud ka rozana musahiba kare tu hume kisi ki na tareef ki zarorat hai aur na tanqeed ki siwaye un ke jo islah ka maqsad rakhte hain jaise aap ke parents, teacher aur humare liye humare nanu jaan...:phool:
                        khush rahiye..:)
                        na kisi ki tareef karne per khush hoiye na kisi ke bura kaihne per.. kyun ke english mein aik famous quote hai jis ka urdu tarjumma hai yeh hai ke "aik ka khana kisi dosre ke liye zaiher".. .
                        so hum bhi na kisi ki tareef karne per khush hote hain aur na kisi ke burai karne per... only my parents and my nanujaan who mean lot to me..ager woh kaih de ke "tum ne yeh galat kiya" ya "yeh buri aadat kahan se sikkhi?" tub hume waqai bauhat takleef hoti hai kyun ke woh aisa kaihne aur sumjhane ke baad jub tak hum us aadat ko correct na kar le ya sorry na bol le baat hi nahi karte .....ab ager is baat per hum khush ho'n tu hum be hiss hi hoye na......:tauba
                        itna saara likh diya hum ne "SORRY"

                        Comment

                        • #13
                          Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                          Originally posted by ummid View Post

                          Yeh kuch ziada nahi ho gaya ummid ji :blush:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14

                            wahi to mei soch rahi thiek ab issey parhoo yaan kya kerun :mm:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: (*_*)Apni Khobian aur Khamian(*-*)

                              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                              wahi to mei soch rahi thiek ab issey parhoo yaan kya kerun :mm:
                              Aap apni elehda soocha keejiye, hamari nakal kerne ki koi zaroorat nahi :na:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X