Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Time: Is it the healer of one's pains?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Time: Is it the healer of one's pains?

    Asslamo ALikum
    Kese hain aap sab?:eye:
    Insaan ko zindagi main bohat se dukhoN aur pains ka samna karna parta hay. Aap ke nazdeek kya waqt guzarne ke sath sath yeh gham mundamil ho jate haiN? Kya waqt insaani dukhoN ka madawa kar pata hay? Kya Yeh aik marham hay? is it the healer?

    Aap sab ki aar'aa ka intezar rahe ga
    wasalm
    Allah

  • #2
    Re: Time: Is it the healer of one's pains?

    Hmmmmm Mundamil Ho Jatay hain Kyun Kay Kaha Jata hai ahista Ahista Sabar tu Aa hi jata hai Maghar Yeh nahin kaha ja Sakhta kay Insaan Puraney Dukh Bilkul Bhool Jay :)
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment

    • #3

      Originally posted by Yaaram View Post

      yaaram bhai nice topic...... . lakin jahan tak madway ka taluk hai k waqt ke saath nahi insaan apni planning, apnay iraday aur apni hikmat e amali se zakham ka madwa karta hai...... apnay zakhmo ko bhulana parta hai..... zakhmo ko jitna yaad karo gay aur aggressive raho gay vo zakham nahi bholtay......

      Comment

      • #4
        Re: Time: Is it the healer of one's pains?

        Originally posted by La'hasil View Post
        Hmmmmm Mundamil Ho Jatay hain Kyun Kay Kaha Jata hai ahista Ahista Sabar tu Aa hi jata hai Maghar Yeh nahin kaha ja Sakhta kay Insaan Puraney Dukh Bilkul Bhool Jay :)
        puranay dukhon ko jitna yaad karein gay vo tu khud ko takleef denay kay mutradif hoga...... yeh gham yeh khushi yeh tu zindgi ka hissa hain..... zindgi mein khushi milay ussay banto aur ghum milain ussay bhool jao......

        Comment

        • #5

          Kia Aap Bhool Sakhte hain ?

          Chalein Is ko BHi Chorein Yeh Baatain Zindagi Main Choti Se bhi Kamyaabi Ya koi Khushi Mili ho Kia Aap Kabhi Usay Bhoolay ? Nahin Bhoolein hon gay Jab Khushiyo'n ko Nahin Bhultay tu Ghum Main tu Hum nay Buhat khush khoya Hota hai Usay kaise Bhool Sakhtay hain ? Nahin Rafi Kehnay ki Baatein Hain Sab Kay Bhool Jao Hum Bhool Jatay hain Hum Kabhi Nahin Bhooltay Hamesha Inhi Ghumo'n ki Waja Se Hamari Khushiyan Aksar Kharab ho jati hian Hamain Apney Dukh Yaad Atey hain Tab Chehray Pae Muskan Sajana tu Asaan hai Apna Asnoo'n ko Peena Be'Had Mushkil :)
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #6

            Sab Maya Hai ... !!

            ap ka jawab donga yeh...

            Comment

            • #7

              Aik baar insaan jahan se kuch paa leta hay chahe woh aik gham ki shakal ho chahe khushi ki - he never forgets - kabhi nai - yeh sab kehne ki batein ke hum bhool gaye yeh ho gaya woh ho gaya - gham halka ho jaye ga by the passage of time lekan dard barqarar rahe ga - agar khushi mili hay to insaan usay bhi yaad rakhe ga lekan gham s kisi hadh tak kam
              Allah

              Comment

              • #8

                Originally posted by Khalil View Post
                Sab Maya Hai ... !!

                ap ka jawab donga yeh...
                sab yahi kehte hain ke sab maya hay - lekan hum sabar bhi nai kar pate haiN
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                  Originally posted by raafi View Post
                  puranay dukhon ko jitna yaad karein gay vo tu khud ko takleef denay kay mutradif hoga...... yeh gham yeh khushi yeh tu zindgi ka hissa hain..... zindgi mein khushi milay ussay banto aur ghum milain ussay bhool jao......
                  Raafi aap yeh batain ke yeh sab insaan ke ikhtiar main hay ?? agay hay to kese?
                  Allah

                  Comment

                  • #10
                    Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                    Originally posted by Yaaram View Post
                    Aik baar insaan jahan se kuch paa leta hay chahe woh aik gham ki shakal ho chahe khushi ki - he never forgets - kabhi nai - yeh sab kehne ki batein ke hum bhool gaye yeh ho gaya woh ho gaya - gham halka ho jaye ga by the passage of time lekan dard barqarar rahe ga - agar khushi mili hay to insaan usay bhi yaad rakhe ga lekan gham s kisi hadh tak kam
                    Jee Bilkul Yaraam Yahi tu Main bhi Keh Rahi hoooN :S :p
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                      Originally posted by La'hasil View Post
                      Kia Aap Bhool Sakhte hain ?

                      Chalein Is ko BHi Chorein Yeh Baatain Zindagi Main Choti Se bhi Kamyaabi Ya koi Khushi Mili ho Kia Aap Kabhi Usay Bhoolay ? Nahin Bhoolein hon gay Jab Khushiyo'n ko Nahin Bhultay tu Ghum Main tu Hum nay Buhat khush khoya Hota hai Usay kaise Bhool Sakhtay hain ? Nahin Rafi Kehnay ki Baatein Hain Sab Kay Bhool Jao Hum Bhool Jatay hain Hum Kabhi Nahin Bhooltay Hamesha Inhi Ghumo'n ki Waja Se Hamari Khushiyan Aksar Kharab ho jati hian Hamain Apney Dukh Yaad Atey hain Tab Chehray Pae Muskan Sajana tu Asaan hai Apna Asnoo'n ko Peena Be'Had Mushkil :)
                      mein khushi kay her pal ko khoob enjoy karta hoon.... aur khushi kay lamhay aksar mujhe yaad rahti hain..... khushi cheez bhi aisi hoti hain jisay bhulaya na jai...... kisi nay kaha hai na k Bhula do bhula do vo baatein purani
                      Jo dil ko jalati rahin Vo yaadeinnn vo batainnnn Jo bijli ban kay dil pey girti hain ...... mein manta hoon kuch zindg mein ghum insaan ko aisay miltay hain jisay bhulana bhi chaho bhula nahi patay..... lakin phir bhi un ghamon ko yaad kar kay bhi hamein kiya milay ga??? aansoo tu apnay he niklay gay na.... dil tu apna jalay ga... bechain tu khud banay ga..... bus yahi kahon ga k hamein apnay dil mein khushi ko palna chahiye naa k ghamon ko......

                      Comment

                      • #12
                        Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                        Originally posted by raafi View Post
                        mein khushi kay her pal ko khoob enjoy karta hoon.... aur khushi kay lamhay aksar mujhe yaad rahti hain..... khushi cheez bhi aisi hoti hain jisay bhulaya na jai...... kisi nay kaha hai na k Bhula do bhula do vo baatein purani
                        Jo dil ko jalati rahin Vo yaadeinnn vo batainnnn Jo bijli ban kay dil pey girti hain ...... mein manta hoon kuch zindg mein ghum insaan ko aisay miltay hain jisay bhulana bhi chaho bhula nahi patay..... lakin phir bhi un ghamon ko yaad kar kay bhi hamein kiya milay ga??? aansoo tu apnay he niklay gay na.... dil tu apna jalay ga... bechain tu khud banay ga..... bus yahi kahon ga k hamein apnay dil mein khushi ko palna chahiye naa k ghamon ko......
                        Phir Wohi baat Rafi Hamaray Ikhtiyaar main khuch bh nahin hai Hamain Koi Shoq nahin Ghumo'n Ka Ishtiaar Ban kar Phirney ka Maghar Is Mamley main Jab Hum Be'Bas hain tu kia kar Sakhte hain ? Khuch bhi nahin Kar Sakhte Haan Bus Ithna hi kartay hian Rotay Dhotay Chehray Ley kar Duniya kay Samney nahin Atey :) Warna Abhi Jo Thora Buhat Log Hamain Bardasht kartey hai Yeh bhi na karay :)
                        Zindagi Thak Gaye ..!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                          Originally posted by Yaaram View Post
                          Raafi aap yeh batain ke yeh sab insaan ke ikhtiar main hay ?? agay hay to kese?
                          aap her cheez ko postive aspect mein dekhain..... gham yaa khushi ye inner feelings hain...... agar her waqt ghamon ko dukhon ko yaad karain gay tu hum ghamgeen rahin gay aur aggressive rahin gay..... bus khushi ko socho dukho ko bhula do......

                          Comment

                          • #14
                            Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                            Kuch dukh esay hotay hain jo waqt guzarna k sath sath barhty hain:)

                            Magr kuch dukh waqi bhol jaty hain insan..waqt ki gard jesy jesy parti jati hai oper:)

                            Comment

                            • #15
                              Re: Time: Is it the healer of one's pains?

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Hmmmmm Mundamil Ho Jatay hain Kyun Kay Kaha Jata hai ahista Ahista Sabar tu Aa hi jata hai Maghar Yeh nahin kaha ja Sakhta kay Insaan Puraney Dukh Bilkul Bhool Jay :)
                              sahe kaha
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X