Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushya'N

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khushya'N

    Originally posted by Xenya View Post
    aur Ainda sab ney jahaz deykh ker zaroor khush hona hai.....atleast aik smile hi sahih
    Haan haan kyoon nahi, me kul he jahaz se beth ke pakistan aaya hoon, flight 2:30 hrs. late ho gai thi, is liye jahaz ko dekh ker meri to khushi ki koi inthaa he nahi rahi thi :khi:
    :thmbup:

    Comment

    • #17

      zarrrrrrrrooooooooooor sis zarrrrrrrrrrooooooooooor
      Allah

      Comment

      • #18
        Re: Khushya'N

        Originally posted by Xenya View Post

        khawish bohot cute baat ki hai..... insaan hai hi itna na-shukra...choti choti khushyaN mil ker hi bohot saari khushiyaN aur bohot saari khushiyaN itself

        Main Kafi Sari Baatein Achi Karti hoon na Xenya :p
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment

        • #19
          Re: Khushya'N

          Originally posted by Xenya View Post
          Asalam alaikum

          Kal mey ney aasman mey do jahaz deykhey aik landing ker raha tha iss liye wo kafi neechey tha aur uss sey aik kafi upoor perwaz ker raha tha aur dono jahaz hi do mukhtalif simmat mey they. BadloN mey aur halki halki sham ho rahi thi uss time wo itney payarey lagey key bey-ikhteyaar meyra dil chaha key her aik ko wo jahaz deykhaouN :$ leykin mey ney aeysa nahi kiya :D shayad iss liye key doosroN key liye ye itni khushi ka ba'iss na hoti.....jitni khushi mujhey hui waisey hi jaisey jab ham bachpan mey jahaz deykhtey to her aik ko deykhatey aur khush bhi hotey :D

          Leykin ab ham jahaz deykh ker itney khush kyun nahi hotey :donno:, Bachpan mey her choti si choti baat pey ham khush ho jatey they aur ab wo saari cheezeiN aeysi lagti heiN key ....bhala ye bhi koi khush honey wali baat thi :D

          Aap logoN ko nahi lagta hai key kabhi kabhi baRi baRi khushy'oN key hasool ya inteyzaar mey ham kitni hi choti choti khush'yaN nazar andaaz ker jatey heiN......
          aj mujhy har tarf udas ker denay wali batain hi q nazar aa rehi hain:(:(:(:(

          is bat per comments bad me..abhi i'm too sad

          Comment

          • #20
            Re: Khushya'N

            Originally posted by Xenya View Post
            fantastic yara...ye to kafi mazzey ka kaam hai

            lol ummid how cute....iss liye mey kehti huN key tum apney taur ki hi aik inssan ho :P

            khawish bohot cute baat ki hai..... insaan hai hi itna na-shukra...choti choti khushyaN mil ker hi bohot saari khushiyaN aur bohot saari khushiyaN itself baRi khushi hoti hai

            phir kam sey kam kaghaz key jahaz uRa ker khush ho saktey heiN.....wo building lag bhi jayein to unheiN kuch nahi ho ga :P

            Ameen aur apney views hamarey share kerney key liye thanks :rose

            bilkul .... aur ye chaar lafz bohot cute heiN ...."happiness is our birthright"

            Aap ko bachpan mey jahaz deykh ker kya lagta tha :P
            uff waqai??? ho sakta hai wo koi siyasi game kheyl rahey hoN :d

            wow .... bhanji key sath kheylney ka apna mazza hota hai

            khush raho

            good points sialkoty ..... aur aap sahih sochtey heiN :thmbup:

            Xena siso,ap bhi kia mere tarf BLUE k character ki dewani hain:eye::eye::eye:

            bole tu fosters home for imaginary friends??i am talking about cartoons ofcourse:wk

            Comment

            • #21
              Re: Khushya'N

              Originally posted by Xenya View Post
              aur Ainda sab ney jahaz deykh ker zaroor khush hona hai.....atleast aik smile hi sahih
              haan theek he boss esa hi ho ga next:Dwese ab sach me jahaz dekh kar u bhi yaad ao gi or u ki ye baat bhi or khud bakhud hi smile:D:

              Comment

              • #22
                Re: Khushya'N

                Originally posted by Xenya View Post
                Asalam alaikum

                Kal mey ney aasman mey do jahaz deykhey aik landing ker raha tha iss liye wo kafi neechey tha aur uss sey aik kafi upoor perwaz ker raha tha aur dono jahaz hi do mukhtalif simmat mey they. BadloN mey aur halki halki sham ho rahi thi uss time wo itney payarey lagey key bey-ikhteyaar meyra dil chaha key her aik ko wo jahaz deykhaouN :$ leykin mey ney aeysa nahi kiya :D shayad iss liye key doosroN key liye ye itni khushi ka ba'iss na hoti.....jitni khushi mujhey hui waisey hi jaisey jab ham bachpan mey jahaz deykhtey to her aik ko deykhatey aur khush bhi hotey :D

                Leykin ab ham jahaz deykh ker itney khush kyun nahi hotey :donno:, Bachpan mey her choti si choti baat pey ham khush ho jatey they aur ab wo saari cheezeiN aeysi lagti heiN key ....bhala ye bhi koi khush honey wali baat thi :D

                Aap logoN ko nahi lagta hai key kabhi kabhi baRi baRi khushy'oN key hasool ya inteyzaar mey ham kitni hi choti choti khush'yaN nazar andaaz ker jatey heiN......
                Wa Alaikum assalam ,

                Sahee kaaha Xeni dear

                Bachapn may khushyon k atalluq bhi chhoti chhoti cheezon se hota tha Like Mom nay favt color frock pehgna dee to khushi hueey , koi favt: cartoon der tak chalay to us ki khushi.......kahein ghoomnay ice creme khanay ka mood to us ki khushi:lpop:......Ye sab batein misal de k keh rahay hain hum k itni chhoti chhoti baaton per khushiyaan munhasir hoty hain .......
                Lekin baray hotay hee insaan ka meyar badal jata hay k bare khushyon k intezar may chund chhotay chhotay lamhaat ki masoom see khushyon ko bhi bhula baythh'tay hain ..>........WO kya kisi nay khoob kaha hay k Zindagee ki khoobsoorty aur khushi ko mehsoos kerna ho to Kisi chhotay bachay ko ice creme khatay dekh lijieey ....:eye:

                Asal baat ye hay k khushyaN her daur , her waqt her umr may aik see hoty hain Bas Insaan ki apni soch ka Meyaar , priorities berh jatee hain in other words as sialkoti said materialist ho jatay hain .......
                Last edited by Eshaa Chaudhry; 4 February 2008, 02:29.
                sigpic

                Comment

                • #23

                  Assalam O Alaikum,
                  kesi ho ??? me fine too ........ kafi din baad aayi GS mei aatey hi tumhari posts dekhi ....... your posts always worht reading and replying ........ :p :D

                  Well dear yeh bhi hai ke akser log bari bari khusion ke peechey poori jaan laga detey hain ke aas pass ki choti choti hazar khishian bhi oun keliyeh maney nahi rakhti ..... aur dosri taraf ek point yeh bhi hai ke aaj kal log buhut zada masroof ho gayeh buhut zada practicle ho gayeh hain aur ounhein fursat hai hi nahi ke wo apney gird-o-nawah mei aisi choti choti khusian rnjoy karein ....
                  yesterday while having our lunch during a discussion my collegue said "shit, its been three yrs since I'm here" I said "wht's so shity about it ?? "
                  she said , time is flying ....
                  I said, fly with it but not so high so that u loose ur touch with ground.....
                  she didn't follow wht I meant ..... but it quite obvious ... hum waqt ke sath chal rahey hain magar humein khudh nahi pata hum kaha ja rahey hain kiu ke apney aas pass dekhney ki fursat hi nahi yaan perwa hi nahi .........
                  But for me even if working next to the airport aaj bhi mujhe asman per jahaz dekhna acha lagta hai :p subah office jatey waqt khuley asman per kabootron ke khol ikathey ourtey huwey dekh ker acha lagta hai :D:.......... subah subah sooraj ki jhalki aur narm kirnein chehrey per perti achi lagti hai :)......... after office UNI ja ker itni thand mei bacho ki tarah hot chocolate donuts khana acha lagta hai :D.....
                  there's lot of fun around us .. we just have to bother ourselves to enjoy it .........
                  Last edited by 'SamRazi'; 5 February 2008, 06:35.
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Khushya'N

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Ager aap samajti hein ke me sahi soochta hoon to phir me kahon ga ke aap mere baray mein kitna sahi soochti hein....lolz
                    lol good for you :P

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Haan haan kyoon nahi, me kul he jahaz se beth ke pakistan aaya hoon, flight 2:30 hrs. late ho gai thi, is liye jahaz ko dekh ker meri to khushi ki koi inthaa he nahi rahi thi :khi:
                    LOL ... PIA thi :P
                    Originally posted by Yaaram View Post
                    zarrrrrrrrooooooooooor sis zarrrrrrrrrrooooooooooor

                    Originally posted by La'hasil View Post
                    Main Kafi Sari Baatein Achi Karti hoon na Xenya :p
                    yep :D
                    Originally posted by Subas.Gul View Post
                    aj mujhy har tarf udas ker denay wali batain hi q nazar aa rehi hain:(:(:(:(

                    is bat per comments bad me..abhi i'm too sad
                    :comfort:
                    Originally posted by Subas.Gul View Post
                    Xena siso,ap bhi kia mere tarf BLUE k character ki dewani hain:eye::eye::eye:

                    bole tu fosters home for imaginary friends??i am talking about cartoons ofcourse:wk
                    lol
                    haan ye bohot cute hai aur at times bohot mean bhi lol
                    Originally posted by hamzad View Post
                    haan theek he boss esa hi ho ga next:Dwese ab sach me jahaz dekh kar u bhi yaad ao gi or u ki ye baat bhi or khud bakhud hi smile:D:

                    khush raho larki
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: Khushya'N

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Wa Alaikum assalam ,

                      Sahee kaaha Xeni dear

                      Bachapn may khushyon k atalluq bhi chhoti chhoti cheezon se hota tha Like Mom nay favt color frock pehgna dee to khushi hueey , koi favt: cartoon der tak chalay to us ki khushi.......kahein ghoomnay ice creme khanay ka mood to us ki khushi:lpop:......Ye sab batein misal de k keh rahay hain hum k itni chhoti chhoti baaton per khushiyaan munhasir hoty hain .......
                      Lekin baray hotay hee insaan ka meyar badal jata hay k bare khushyon k intezar may chund chhotay chhotay lamhaat ki masoom see khushyon ko bhi bhula baythh'tay hain ..>........WO kya kisi nay khoob kaha hay k Zindagee ki khoobsoorty aur khushi ko mehsoos kerna ho to Kisi chhotay bachay ko ice creme khatay dekh lijieey ....:eye:

                      Asal baat ye hay k khushyaN her daur , her waqt her umr may aik see hoty hain Bas Insaan ki apni soch ka Meyaar , priorities berh jatee hain in other words as sialkoti said materialist ho jatay hain .......
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #26
                        Re: Khushya'N

                        Originally posted by 'SamRazi' View Post
                        Assalam O Alaikum,
                        kesi ho ??? me fine too ........ kafi din baad aayi GS mei aatey hi tumhari posts dekhi ....... your posts always worht reading and replying ........ :p :D

                        Well dear yeh bhi hai ke akser log bari bari khusion ke peechey poori jaan laga detey hain ke aas pass ki choti choti hazar khishian bhi oun keliyeh maney nahi rakhti ..... aur dosri taraf ek point yeh bhi hai ke aaj kal log buhut zada masroof ho gayeh buhut zada practicle ho gayeh hain aur ounhein fursat hai hi nahi ke wo apney gird-o-nawah mei aisi choti choti khusian rnjoy karein ....
                        yesterday while having our lunch during a discussion my collegue said "shit, its been three yrs since I'm here" I said "wht's so shity about it ?? "
                        she said , time is flying ....
                        I said, fly with it but not so high so that u loose ur touch with ground.....
                        she didn't follow wht I meant ..... but it quite obvious ... hum waqt ke sath chal rahey hain magar humein khudh nahi pata hum kaha ja rahey hain kiu ke apney aas pass dekhney ki fursat hi nahi yaan perwa hi nahi .........
                        But for me even if working next to the airport aaj bhi mujhe asman per jahaz dekhna acha lagta hai :p subah office jatey waqt khuley asman per kabootron ke khol ikathey ourtey huwey dekh ker acha lagta hai :D:.......... subah subah sooraj ki jhalki aur narm kirnein chehrey per perti achi lagti hai :)......... after office UNI ja ker itni thand mei bacho ki tarah hot chocolate donuts khana acha lagta hai :D.....
                        there's lot of fun around us .. we just have to bother ourselves to enjoy it .........
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #27

                          Welcome back saima, mujay dekh ke tumhein bohat khushi hui ho gi waise tum ne Uni kub se join ker li, acha acha school baad mein perh lo gi ok ok :kr::kr:

                          Its really good to see you in this forum. Aaya karo na
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Khushya'N

                            Originally posted by Xenya View Post
                            lol good for you :P

                            LOL ... PIA thi :P
                            Air Blue :tauba
                            :thmbup:

                            Comment

                            Working...
                            X