Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Is The Glass Half Empty or Half Full???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

    Originally posted by hamzad View Post
    ager to garmi ka mosam he or mujeh shadid piyas lagi he to me kahon gi ye to half glass he,pura glass pani ka lao:slap:or ager sardi ka mosam he to mujeh piyas nahi lagti sardion me to me kahon gi adha glass bhara hua ye to:taubadepends on situtaion na:lpop:
    yeni keh mustiqal mizaj nahi hain aap:khi:,
    mausam ki tarah badalti rehti ho:comfort:

    Comment


    • #77
      Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

      Originally posted by hamzad View Post
      ye to me dr se bhi mosam dekh kar hi baat karon gi:khi:mujh se esa sawal kar ke bohat pachtaey ga:khi:
      inna maan,:comfort:,or ager tumhara jawab sun keh uss ne kuch aisa kaha keh phir tumhain pachtana per jae to, iss liye jaise tum mausam dekh keh chalti ho, jab tak woh situation na aa jae aise nahi kehta, aewen phir....:khi:

      Comment


      • #78
        Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

        Originally posted by Pakiza View Post
        Assalam alikum sab log

        ho haey ya main kia dekh rahi hoon Masood bhai physciatrist ke pass....:cc:
        khiar tu hai.............tabhi inney din se ghayab thy


        ab kesey hain Masood bhai............:)
        ab mazeed zaroorat hia:khi:

        Comment


        • #79
          Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

          ek cheez yaad rakhain, aage berhane keh liya hamesha apne se aage waloon ko dekha jata hai,ager aap back ki taraf dekhian ge or kahain ge keh main ne already itni progress ker li hai to wahin aap de-motivate hoon ge, i believe in it, or yeh fact bhi hia, keh aage berhana keh liya hamesha aage ki taraf dekha jata hia, back ki taraf sirf apni woh shortcomings jin ko aap ne qabu kerna hia uss keh lia dekhian,
          same case yahan hai keh ager sirf filled part ko hi dekh keh khush hota rahain ge to empty ko kon bhara ga, it's just like efforts, :comfort:, kuch clear hua,
          or Musharaf ne jo baat ki thi woh criticism ki taraf ki thi, development keh liye us sne bhi kaha tah keh we have a long way to go still now...

          Comment


          • #80
            Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

            Originally posted by Yaaram View Post
            kadi kadi akal wakhani chaee di aa:kr:
            te aqal dikha, naqal te na dikha:khi:

            Comment


            • #81
              Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

              Originally posted by Masood View Post
              Bohat dino baad aaya hoon, kuchh din pehley meri aik psychiatrist sey baat hui.....
              purana hogaya hai baba je , wesay glass aadha khali hai kehnay wala yeh bhi to keh sakta hai kay isay mukammal karna chaheay :lpop:
              That's Enough...!!

              Comment


              • #82
                Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                :cc: :cc: :cc:

                Comment


                • #83
                  Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  purana hogaya hai baba je , wesay glass aadha khali hai kehnay wala yeh bhi to keh sakta hai kay isay mukammal karna chaheay :lpop:
                  oper say khali hissa toor doo pher mukamal hoo jaye ga bhara howa glass
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #84
                    Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                    Originally posted by Masood View Post
                    Assalamo allaikum

                    Bohat dino baad aaya hoon, kuchh din pehley meri aik psychiatrist sey baat hui.....

                    Is image ko dekhein:



                    Kya yeh glass aadha khali hai? ya
                    Yeh glass aadha bhara huwa hai?

                    Kehney waley kahein gey keh kaan ko aik tarf sey pakro ya doosri taraf sey, baat aik hi hai!

                    Kya sach mein yeh baat aik hi hai?

                    Dekhein, agar ham yeh kehtey hain keh "the glass is half empty" to yeh sentence bhi drust hai...

                    agar ham yeh kahein keh "the glass is half full" to yeh statement bhi ghalt nahin... to phir farq kya hai?

                    Bohat barra farq hai!

                    "The glass is half empty" glass mein pani ki kami ko biyan karta hai, aur kami hamesha mehroomi ka saboot deti hai, mehroomi pessimism ko janam deti hai, pessimism tension ki taraf ley jati hai...

                    "The glass is half full" fullness ki janib ishara karta hai, yani iska matlab hai keh glass mein abhi tak kuchh paani mojood hai beshak woh kam hai - kuchh hasil ho to ussey wussat dena aasan hota hai, agar kuchh na ho to ussey wussat dena mushkil amal hai...

                    ... pas alfaaz ka chunao is baat ki gamazi karta hai keh insaan optimist hai ya pessimist :)
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #85
                      Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                      wow Munda ji...zabardas viewpoint..:clap:

                      app ne tu pura upside down kar dia Masood bhai ki baat ko

                      but all in all nice thought

                      Comment


                      • #86
                        Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        wow Munda ji...zabardas viewpoint..:clap:

                        app ne tu pura upside down kar dia Masood bhai ki baat ko

                        but all in all nice thought
                        Thanks dear :)
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #87
                          Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          yeni keh mustiqal mizaj nahi hain aap:khi:,
                          mausam ki tarah badalti rehti ho:comfort:
                          ab sardion me piyas na lage or garmion me lage to is me gher mustakil mizaj hona kese sabit??:blush:me bohat mustakil mizaj hon

                          Comment


                          • #88
                            Re: Is The Glass Half Empty or Half Full???

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            inna maan,:comfort:,or ager tumhara jawab sun keh uss ne kuch aisa kaha keh phir tumhain pachtana per jae to, iss liye jaise tum mausam dekh keh chalti ho, jab tak woh situation na aa jae aise nahi kehta, aewen phir....:khi:
                            nahi mujhe pachtana nahi pare ga:blush:aik dafa mujhe eye speacilist ne danta tha me ne bhi use daant dia..hisab braber:khi:

                            Comment

                            Working...
                            X