Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

! میرے والد رحمہ اللہ!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ! میرے والد رحمہ اللہ!

    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

  • #2
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #4
        Last edited by ChaMpioN PaKiStaNi; 31 January 2008, 13:21.

        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


        Comment


        • #5

          Comment


          • #6

            Comment


            • #7
              hmmmm...ap k walaad k baray main jaan ker buhat buhat acha laga..keh wo itnay naik insaan thay...Allah talha un k darjaat bulan fermiaye...or un ko Janat ul firdoos main Aala muqaam Ata fermaye..or ap ko saber ki tufeeq....Ameen...

              Comment


              • #8

                Comment


                • #9
                  Allah aap ke abba hazoor ki magferat kare.... aur uneh janat ul firdos mein jagah ata kare...aameen.. sum aameen..:rose

                  Comment


                  • #10

                    Comment


                    • #11
                      Allah

                      Comment


                      • #12

                        Comment


                        • #13

                          Comment


                          • #14
                            Originally posted by Sadia View Post
                            Walekam-Aslam, ALLAH(SWT) aap ke Walid Muhtram ko janat-ul-fardous mein aala maqamat say nawazey. Bohat sach kaha hai aap ne ke sab Waldain he apni Olad ke liye bohat ehmiyat rakhtey hein, lekin jo Waldain apni Olad ko Duniya ke saath saath Deen ki roshni say bhi mala maal kartey hein, un ka Maqam khas hota hai!
                            Bhai, aaj kal Hamarey mulk ke bohat say bhai, behn, shohar, baap, perdesi hein. Duniya ke bhag dour ne sach much mein he qadmon mein lagam band di hai. Be-shak yeh hamara aqeeda hai ke hum Muslims ne aik na aik din is jahan say jana he hai, lekin Ae Mere ALLAH bus itni Dua hai ke is akhri ghari mein hum apney peyaron ki ziarat tou ker sakein. ALLAH(SWT) aap ko sabar dey bhai, be-shak aap un ke bohat achey baitey hein, jo un ke janey ke baad bhi un ko itni achi taran yaad rakhey huey hein. Un ki di hue taleemat per amal karein INSHALLAH sarey faraiz ada ho jayen gey!
                            JAZAK ALLAH dear sister:rose
                            aap nay bilkul baja farmaya bayshuk un ki di hui taleemat par amal karnay se hi mery fraiz ada honagy aur main apnay ALLAH paak se dua go hon k wo mujhy un ki taleemat par amal pera honay kio taufeeq ata farmay aur sath sath istiqamat bhi ata farmay ameen.
                            aap k khubsurat khialaat ka bohat bohat shukriya:rose
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Originally posted by hamzad View Post
                              ap ki kefeyat me samjh sakti honmere father ko bhi ham se juda huey zeada arsa nahi guzra or same situation mere bhai ke sath bhi thi wo pakistan se bahir hen or us waqt wo pohanch nahi sake.or jab aey to yahan kuch bhi nahi tha,ham ne to unhen apne hathon rukhsat kia tha lekin un ko yakin nahi ata tha k wo kahan chale gaey.Allah pak aap ko dheron hosla or sabar de or aap ke piyare walid sahab ko janat me buland mukam ata farmaey.ameen
                              inna lilah wa inna alihe rajeoon .
                              bayshuk aap nay baja farmaya aur aap k bhai ko ALLAH paak sabre jamil ata farmay aur aap k wald e mohtram reh ko ALLAH PAAK khas apnay jawar e rehmat main jaga ata farmay aur kal qayamat k roz NABI E KAREEM SAW ki shifat se behramand farmay. ameen
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X