Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sigrate Cigrate................./

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sigrate Cigrate................./

    Originally posted by CHAMPION_PAKISTANI View Post
    اسلام وعلیکم[/CENTER]
    w/salam

    yaar smoking to maiN bhi karta tha, phir achanak say choR bhi di aur aisi choRi kay aaj tak samajh nahe aai kay aisa howa kesay :cc:
    That's Enough...!!

    Comment


    • #17
      Re: Sigrate Cigrate................./

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      w/salam

      yaar smoking to maiN bhi karta tha, phir achanak say choR bhi di aur aisi choRi kay aaj tak samajh nahe aai kay aisa howa kesay :cc:
      MISS MAIN DASSSOOON??? :p

      aisa meri muhabbat mein huwa hai - tum hamesha merey bin soota lagatey they na main ney jhooli utha ker dua ki keh aisa dushman sab ko miley - bas yeh hai raaaaaaj ki baat :D
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Sigrate Cigrate................./

        mein ye kahoonga k cigrate peenay walay ko
        sirf ek baar kisi hospital k cancer ward mein le
        ja kar cancer k mareez dikhai jain jo mout apnay
        he paisoon se khareed kar us ka intazzar kar rahe hain
        cigrate peenay wala un se ibrat hasil karega
        agar phir bhi cigrate nahi chhorta to kuch nahi kiya
        ja sakta...........
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Sigrate Cigrate................./

          Originally posted by CHAMPION_PAKISTANI View Post
          اسلام وعلیکم

          سگریٹ نوشی کے بارے میں ہم سب کو پتا ہے کہ یہ مضر صحت ہے لیکن پھر بھی بہت سارے لوگ اس عادت میں مبتلا ہیں اور یہ بھی دیکھنے میں آیا ہے کہ ایک دفعہ اگر اسکی عادت پڑ جائے تو چھوڑنا بہت مشکل ہوتا ہے- اسلئے میرے خیال سے اسکی عادت ہی نہیں پڑنے دینی چاہئے- اور ان وجوہات کو بھی سمجھنا چاہئے جن کی وجہ سے یہ عادت اپنائ جا سکتی ہے-جیسے
          - دوستوں کی دیکھا دیکھی
          - کسی فلمی ہیرو کی نقل
          - لڑکیوں کے سامنے سٹائل بنانے کے لئے
          - خود کو جینیئس دکھانے کے لئے
          -پریشانی کے موقع پر
          وغیرہ وغیرہ-
          اگر ہم لوگ اپنے ذاتی مشاھدے یا تجربے کی بنیاد پر اس مسئلے پر روشنی ڈال سکیں تو ہو سکتا ہے کہ کوئ اس بری عادت سے بچ جائے-

          شکریہ
          ciggrete noshi kai nuqsan ka andaza mugh sai ziada koi nahi laga sakta
          Dunya fani hai

          Comment


          • #20
            Re: Sigrate Cigrate................./

            Originally posted by arshii4u View Post
            ciggrete noshi kai nuqsan ka andaza mugh sai ziada koi nahi laga sakta
            lols yaar kuyn dil jalanay ki batain kartay ho, tum sab loog aisi batain na karo , mujhe bara shooq hai :d
            Mein jab bara hoo jaon ga tu mein ne bi sig. peeni shero karni hai .

            Mein jab chotha sa hota tha shyed 2nd class mein tha tu meray Abbu Embassy ki cig. peetay thay jab kahain atay jatay thay coz ghar mein tu Huqa hi peetay hain :d , Mein ne ek baar apnay Abbu ki cig. choori ki aur phir mujhe koi jagah nai mil rahi thi kah kahaN piyooN , tu mein Garage mein chup kar peenay laga lolsss lekin abi shero hi howi thi kah humari kaam karnay wali Khala aa gayein unhoon ne daikha garage se dhuwaN nikal raha hai aag na lag gai ho lolsss wahan aa kar daikha tu meray haath mein cig. thi lolsss
            meri tu jaan hi nikal gai :s , phir os ne mujhe samjhaya beta jab tum baray ho jao gai na tab peena lols mein bohat dar gaya mein ne kaha Abbu ko nahi batana , os ne wada kar lia aur kisi ko nahi bataya :d.

            Phir ek baar meiN apnay ghar kay bahir baitha tha Huqa tu har waqat hi para rahta hai wahaN Dada abbu waghaira peetay hain tu ek din Khayal aya kah taste karooN kaisa hota hai :d
            kahtay hain na banday ki qismat buri ho tu jitna bi chuph lay mein ne jaldi se ek kash lainay ki koshish ki abbu ne osi waqat abbu aa gaye :S
            phir bari dant pari mujhe :( .
            Tu mein ne yahi soocha jab bara hoo jaon ga tab piyooN ga ap loog ajeeb batain kar kay dara rahay ho :S.
            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
            Sadly, common sense is not very common..!!

            Comment


            • #21
              Re: Sigrate Cigrate................./

              Originally posted by arshii4u View Post
              ciggrete noshi kai nuqsan ka andaza mugh sai ziada koi nahi laga sakta
              q aasa kia hoa tha?:cc:

              I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


              Comment


              • #22
                Re: Sigrate Cigrate................./

                jo bhi cigrate piye ga me usay gooli mar doon ga...ub khush :blush:
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Sigrate Cigrate................./

                  haan jee zaber10

                  I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                  Comment


                  • #24
                    Re: Sigrate Cigrate................./

                    mein tu sig peeta hon g
                    ab kiya kiya jaye...

                    Comment


                    • #25
                      Re: Sigrate Cigrate................./

                      c di c baat hai chor do or kia

                      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                      Comment


                      • #26
                        Re: Sigrate Cigrate................./

                        yahi tu nahin ho sakta na

                        Comment


                        • #27
                          Re: Sigrate Cigrate................./

                          hmm buri adat hai
                          Lekin kabe kabe insan shoqia start kerta hai
                          phir wo zarurat ban jati hair
                          aur kuch arse baad majburi
                          aur phir is ko chorna bohat mushkil


                          Comment


                          • #28
                            Re: Sigrate Cigrate................./

                            mein yeh nahin kahon ga k muskil
                            ha insan chor sakta ha

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sigrate Cigrate................./

                              Bilkul Sahi kaha ap ne
                              buhat umdah sharing hai

                              Comment


                              • #30
                                Re: Sigrate Cigrate................./

                                :)
                                Originally posted by Super Cop View Post
                                Bilkul Sahi kaha ap ne
                                buhat umdah sharing hai
                                :)

                                Comment

                                Working...
                                X