Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sigrate Cigrate................./

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sigrate Cigrate................./

    اسلام وعلیکم
    سگریٹ نوشی کے بارے میں ہم سب کو پتا ہے کہ یہ مضر صحت ہے لیکن پھر بھی بہت سارے لوگ اس عادت میں مبتلا ہیں اور یہ بھی دیکھنے میں آیا ہے کہ ایک دفعہ اگر اسکی عادت پڑ جائے تو چھوڑنا بہت مشکل ہوتا ہے- اسلئے میرے خیال سے اسکی عادت ہی نہیں پڑنے دینی چاہئے- اور ان وجوہات کو بھی سمجھنا چاہئے جن کی وجہ سے یہ عادت اپنائ جا سکتی ہے-جیسے
    - دوستوں کی دیکھا دیکھی
    - کسی فلمی ہیرو کی نقل
    - لڑکیوں کے سامنے سٹائل بنانے کے لئے
    - خود کو جینیئس دکھانے کے لئے
    -پریشانی کے موقع پر
    وغیرہ وغیرہ-
    اگر ہم لوگ اپنے ذاتی مشاھدے یا تجربے کی بنیاد پر اس مسئلے پر روشنی ڈال سکیں تو ہو سکتا ہے کہ کوئ اس بری عادت سے بچ جائے-
    شکریہ

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani



  • #2
    Re: Sigrate Cigrate................./

    hamm likan muskil ha

    Comment


    • #3
      Re: Sigrate Cigrate................./

      sigret - aik to pese ka zaya - aik sehat ki tabahi - to lazmi hay peena kya
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Sigrate Cigrate................./

        kiss nayy kahaa Cigratee buree cheezeee haiiiiii
        aree babaaa cigrate peennayy see aadmee Boorhaa nahee hootaaa.......
        kunkehh Jawanee main hee marr jataa haiiii.........
        so enjoyyyyyy
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #5
          Re: Sigrate Cigrate................./

          sab batin theek ha likan ab tu kesay :lol

          Comment


          • #6
            Re: Sigrate Cigrate................./

            Originally posted by Yaaram View Post
            sigret - aik to pese ka zaya - aik sehat ki tabahi - to lazmi hay peena kya
            :thmbup: par in ko mana karna aasaan kam nahi

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #7
              Re: Sigrate Cigrate................./

              smoking sehat kayliye khatarnaak hai.... if you want to quit smoking, change your mind......coz there are many side effects that smokers can experience when they quit smoking...... dost nay sahi kaha k starting mein smoking se dooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooo ooooooor rahe tu bahut acha warna u can find it hard to quit smoking......

              Comment


              • #8
                Re: Sigrate Cigrate................./

                Originally posted by Yaaram View Post
                sigret - aik to pese ka zaya - aik sehat ki tabahi - to lazmi hay peena kya
                cig ki shaan mian gustakhi

                Comment


                • #9
                  Re: Sigrate Cigrate................./

                  Maghar Dear Chorrna Chahey tu phir na

                  Wo kia hia na "Chu'tti Nahin hai Kafir Muun Ko Lagi hoi" :D
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sigrate Cigrate................./

                    Originally posted by La'hasil View Post
                    Maghar Dear Chorrna Chahey tu phir na

                    Wo kia hia na "Chu'tti Nahin hai Kafir Muun Ko Lagi hoi" :D
                    wah wah:khi:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sigrate Cigrate................./

                      Originally posted by CHAMPION_PAKISTANI View Post
                      اسلام وعلیکم

                      سگریٹ نوشی کے بارے میں ہم سب کو پتا ہے کہ یہ مضر صحت ہے لیکن پھر بھی بہت سارے لوگ اس عادت میں مبتلا ہیں اور یہ بھی دیکھنے میں آیا ہے کہ ایک دفعہ اگر اسکی عادت پڑ جائے تو چھوڑنا بہت مشکل ہوتا ہے- اسلئے میرے خیال سے اسکی عادت ہی نہیں پڑنے دینی چاہئے- اور ان وجوہات کو بھی سمجھنا چاہئے جن کی وجہ سے یہ عادت اپنائ جا سکتی ہے-جیسے
                      - دوستوں کی دیکھا دیکھی
                      - کسی فلمی ہیرو کی نقل
                      - لڑکیوں کے سامنے سٹائل بنانے کے لئے
                      - خود کو جینیئس دکھانے کے لئے
                      -پریشانی کے موقع پر
                      وغیرہ وغیرہ-
                      اگر ہم لوگ اپنے ذاتی مشاھدے یا تجربے کی بنیاد پر اس مسئلے پر روشنی ڈال سکیں تو ہو سکتا ہے کہ کوئ اس بری عادت سے بچ جائے-

                      شکریہ
                      Waseem bachon ka ideal un key badey hotey hain, jab badey koi kaam kartey hain to bachon ko bhi woh kaam karney ki aarzu hoti hai. Mujhey yaad hai keh main ney jab apney Baba ko cigarette peetey dekha to mera bhi dil chaha, phir aik din - at the age of only 8-9 years main aur merey doston ney Embassy key cigarette ka kash lagaya tha - at that point and that age - main ney realise kar liya keh cigarette is NOTHING for me - us din sey lekar aaj tak main ney cigarette nahin piya... :alhamd:

                      Rahi baat lat parr janey ki to yeh bhi drust hai keh kuchh logon ko bohat buri lat parrti hai, magar phir jab unhein beemari ki lat (dulati :kr:) parti hai to naani amman yaad aa jati hai.

                      Cigarette'noshi ko chhorrna qatan mushkil nahin! Jo log yeh kehtey hain keh yeh mushkil hai, woh dil key khotey hotey hain - main ney apney office mein aik waqt mein 6 logon ko 6 hafton mein cigratte'noshi tark kartey dekha hai - aur to aur merey walid sahib ney bhi tark kar di!!
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sigrate Cigrate................./

                        Originally posted by La'hasil View Post
                        Maghar Dear Chorrna Chahey tu phir na

                        Wo kia hia na "Chu'tti Nahin hai Kafir Muun Ko Lagi hoi" :D
                        wese ab takreeban sub log smoking ko dislike karte hain aur society mein acha bhi nahi samjha jata even I strongly dislike being near people who are smoking........ wese meri dado yeh mahawray kahan se laati ho???

                        Comment


                        • #13
                          Re: Sigrate Cigrate................./

                          Originally posted by raafi View Post
                          wese ab takreeban sub log smoking ko dislike karte hain aur society mein acha bhi nahi samjha jata even I strongly dislike being near people who are smoking........ wese meri dado yeh mahawray kahan se laati ho???

                          LoLzzzzzz Lo Laney kahan Se hain :D :p
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Sigrate Cigrate................./

                            Originally posted by Masood View Post
                            Waseem bachon ka ideal un key badey hotey hain, jab badey koi kaam kartey hain to bachon ko bhi woh kaam karney ki aarzu hoti hai. Mujhey yaad hai keh main ney jab apney Baba ko cigarette peetey dekha to mera bhi dil chaha, phir aik din - at the age of only 8-9 years main aur merey doston ney Embassy key cigarette ka kash lagaya tha - at that point and that age - main ney realise kar liya keh cigarette is NOTHING for me - us din sey lekar aaj tak main ney cigarette nahin piya... :alhamd:

                            Rahi baat lat parr janey ki to yeh bhi drust hai keh kuchh logon ko bohat buri lat parrti hai, magar phir jab unhein beemari ki lat (dulati :kr:) parti hai to naani amman yaad aa jati hai.

                            Cigarette'noshi ko chhorrna qatan mushkil nahin! Jo log yeh kehtey hain keh yeh mushkil hai, woh dil key khotey hotey hain - main ney apney office mein aik waqt mein 6 logon ko 6 hafton mein cigratte'noshi tark kartey dekha hai - aur to aur merey walid sahib ney bhi tark kar di!!
                            Ma ShahAllah .....Allah hum sub k iss bori chiz say bacha Ameen:rose

                            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                            Comment


                            • #15
                              Re: Sigrate Cigrate................./

                              Walaikumsalam !

                              Humara almia yeh hai kah hum sab kaam kartay hain lekin dosrooN se expect kartay hain wo loog wo kaam na karain lols
                              Agar kisi kay father cig. peetay hain tu wo chahain gai kah unka bacha cig. na piye , lekin aisa nai hota wo bachay zabardasti chuph kar peetay hain ya wo kaam kartay hain jinse unko mana kia jayee...

                              Mera ek dost tha oskay Father businessman hain aur wo meray saath hostel mein rahta tha oskay abbu sakhat bi bohat thay lekin meray samnay osko kahtay thay beta cig. peena hai tu pee loo agar peetay ho tu piyoo koi kaam meray se chuph kar ya dar kar nahi karna , chahay jaisa bi hoo......
                              Mujhe wo cheez pasand aye kah ap banday ko mauqa dain osko oskay zameer par chorh dain unless koi bohat bara crime na ho ap osko karnay dain wo kaam..... Phir daikhain kah halaat change hotay hain ya nahi...

                              Cig. loog kuch wajoohat se peetay hain , bachay parents se inspire hotay hain , lekin dar ki waja se peetay nai , baray hotay hain tu movies mein daikhtay hain HERO ne haath cig. hi pakra hota hai mostly... phir bahir jab college waghaira mein ja kar koi na koi ek larka aisa group mein ya koi aisa dost zaroor ban jata hai jo cig. peeta ho , oskay saath mil kay pee lia...

                              Pahlay shughal aur fun mein pia , phir addat bana laitay hian loog. aur phir choor bi dain tu stress mein ya kisi paraishani mein aa kar peena shero kar daita hain ... ab yeh banday ki willing power per bi depend karta hia kah oskay andar kitni Willing Power hai.

                              Rahi baat , tu cig. ko bura bhala kah kar ya dara dhamka kar nai churwana chahiye... Humaray Qaid peetay rahay , Allama Iqbal peetay rahay... ab humaray 2 Real Hero peetay thay ? Phir bura kuyn kahtay hain ?

                              Har banday ko khud realise karnay doo... Jo peeta hai osko sakhti se mat rooko osko bi pata hai kah ghalat hai. Payar se samjhao ya aisa mahool create karo kah wo khud ba-khud samajh jai, kahna hi na paray.

                              Hum sab ko chahiye kah bas aisa mahool hi na creat ho jis se bachay inspire hoon aisi chezoN se, khaas taur per Parents ko chahiye kah apnay bachooN hi nahi dosrooN kay bachoo'N ka bi khayal karain aur sab kay samnay cig. noshi se parhaiz karain.



                              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                              Sadly, common sense is not very common..!!

                              Comment

                              Working...
                              X