Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

larkoun say sawaal....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • larkoun say sawaal....

    Assalamalikum
    yeh sawaal saray larkoo say hia ..sab nay is ka jawaab deena hai
    sawal to buhat hain aik aik kar kay pouchoun gee

    mere aik jannay wali ki shadi the kuch din pehlay ...woh apni shopping say zaida apnay susraal waloo ki shopping main busy the...saas ko soonay kay kangan(omer hai yeh sonna pehnay ki :tauba) , susar ko qeemti ghari ..or jitnay bhi dewaar, nanand or un kay bachay or peda honay walye hian un ki bhi cheezian in ko deeni parti hian RASM hai:tauba

    sawal yeh kay kay aisay moukay pay dulhay sahab koi chup hotay hian ?
    woh mana nahi kar saktay kay yeh fazool rasmian ab khutem honi chaian ?

    kuch familes main aisa nahi hota ...aisa is leye nahi kay woh is cheez ko acha nahi samjhtay balkay is leye nahi kartay kay un kay baap, dada aisa nahi kartay they....
    kafi sari families main aisa hota hai ...
    yeh kab khutem hoo ga sab?
    jawaab doo saray larkoun serious hoo kay.....
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: larkoun say sawaal....

    Originally posted by Aanchal View Post

    WS
    aap ka question bilkul genuine hai, lakin iss ka jawab i think aap ko bhi pata ho ga, keh in general mian ne aisi koi larkoon ki taraf se family nahi dekhi jo keh iss kisam ki demands kerta hain ya expect kerta hain, lakin hamari society main larki wale samjhte hain keh aise na kerna se shaid un ki beti ko baad mian taa'ne parain ge, halankeh aisa nahi hota kuch bhi, or ager larka wale mana kerain to larki waloon ki taraf se yeh jawab milta hai keh g hum to apni beti keh liya yeh sab ker raha hai, or larki walon ka haq hai yeh, ab batain ke yahan koi kya kaha?

    Comment

    • #3
      Re: larkoun say sawaal....

      Walaykumsalam

      lolsss Dulhay ki kaun sunta hai ???
      Bas osko kaha jata hai tum apnay kaam se kaam rakho.
      Yeh achi baat nahi hai lekin Karna parta hai :d , Cities mein tu itna nahi hota , kabhi ap kisi village mein jaa kar daikhna larki walay larkay kay susral kay jitnay loog hotay hain sab kuch hi banatay hain, kah banda paraishaan ho jata hai , Lekin Humari aurtein hi hain wohi sab kuch karti hain koi banda apni ghar ki aurtoon se larayee tu moo'l nai lai sakta na jab oski shadi ho rahi ho :kr::kr::kr:
      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
      Sadly, common sense is not very common..!!

      Comment

      • #4
        Re: larkoun say sawaal....

        Shadi to wese hi sadgi se honi chaye - kuch mehman - balkeh apne hi gher ke log jayiN aur dulhan ko bayaH ke le aayiN - koi kharcha nai hona chahye - koi shopping nai - keu larkey wale ke gher kisi cheez ki kami hoti hay - bus avaeiN fazool rasmeiN chali hoi haiN - mere nazdeek yeh sab kuch nai hona chahye - yeh aik mazhabi fareeza hay - isay sadgi se poora karna chaye :)
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: larkoun say sawaal....

          Originally posted by Yaaram View Post

          agreed wid yaaram..

          Comment

          • #6

            haan bhaag kay jitni bhi shadiyaan hoti suni hein wo sadgii se hi hoti hain :kr::kr::kr:

            Sachii :$
            bas dulah dulhen aur chaar gawah tu phir kia khayal hai aisay karain ?
            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
            Sadly, common sense is not very common..!!

            Comment

            • #7
              Re: larkoun say sawaal....

              Originally posted by GumShuda View Post

              wasya yay khayal bhi bura nai hai:khi:

              Comment

              • #8
                Re: larkoun say sawaal....

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                yeh sawaal saray larkoo say hia ..sab nay is ka jawaab deena hai
                sawal to buhat hain aik aik kar kay pouchoun gee

                mere aik jannay wali ki shadi the kuch din pehlay ...woh apni shopping say zaida apnay susraal waloo ki shopping main busy the...saas ko soonay kay kangan(omer hai yeh sonna pehnay ki :tauba) , susar ko qeemti ghari ..or jitnay bhi dewaar, nanand or un kay bachay or peda honay walye hian un ki bhi cheezian in ko deeni parti hian RASM hai:tauba

                sawal yeh kay kay aisay moukay pay dulhay sahab koi chup hotay hian ?
                woh mana nahi kar saktay kay yeh fazool rasmian ab khutem honi chaian ?

                kuch familes main aisa nahi hota ...aisa is leye nahi kay woh is cheez ko acha nahi samjhtay balkay is leye nahi kartay kay un kay baap, dada aisa nahi kartay they....
                kafi sari families main aisa hota hai ...
                yeh kab khutem hoo ga sab?
                jawaab doo saray larkoun serious hoo kay.....

                Comment

                • #9
                  Re: larkoun say sawaal....

                  kyun k sara maal ussi family k pass jo ja raha hotta hai

                  Comment

                  • #10
                    Re: larkoun say sawaal....

                    Originally posted by sher ali View Post
                    wasya yay khayal bhi bura nai hai:khi:
                    muje to koi khayal bi bura nahi lagtta gai :donno:

                    Comment

                    • #11
                      Re: larkoun say sawaal....

                      Kangan aur Gharri kaha hai.
                      Kangan ek cheez hoti hai, zewar bohat zayada sari chezein hoti hain lols
                      aur Gharhi = Watch
                      Not Car:kr::kr:
                      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                      Sadly, common sense is not very common..!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: larkoun say sawaal....

                        Originally posted by GumShuda View Post
                        Kangan aur Gharri kaha hai.
                        Kangan ek cheez hoti hai, zewar bohat zayada sari chezein hoti hain lols
                        aur Gharhi = Watch
                        Not Car:kr::kr:
                        mein khud bhi hairaan tha k susar ko ghaari (car).... chalein je iss ko ghari (watch) samajh leta hoon......

                        Comment

                        • #13
                          Re: larkoun say sawaal....

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          WS
                          aap ka question bilkul genuine hai, lakin iss ka jawab i think aap ko bhi pata ho ga, keh in general mian ne aisi koi larkoon ki taraf se family nahi dekhi jo keh iss kisam ki demands kerta hain ya expect kerta hain, lakin hamari society main larki wale samjhte hain keh aise na kerna se shaid un ki beti ko baad mian taa'ne parain ge, halankeh aisa nahi hota kuch bhi, or ager larka wale mana kerain to larki waloon ki taraf se yeh jawab milta hai keh g hum to apni beti keh liya yeh sab ker raha hai, or larki walon ka haq hai yeh, ab batain ke yahan koi kya kaha?
                          deekhian jo cheezian parents khud say apni beeti ko daian woh day saktay hian ..ab beeti ko khali hath to koi nahi ghar say nahi janay day ga na :)..apni heseyat kay hissab say sab daytay hian ...
                          lekan
                          yeh jo demand wali baat hai yeh kia hai ? ab saas, susar, nanad, dewaar, sab bachay in ko deenay ki kia tuk banti hai ? or larkay aisay moukay pay gongay banye kharay hotay hian
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: larkoun say sawaal....

                            Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                            kyun k sara maal ussi family k pass jo ja raha hotta hai
                            :)
                            biwi kay maal pay aish karna yeh kasi gheerayat hovi :)

                            jab tak larkay koi step nahi uthian gay yeh cheezian kabhi khutem nahi houn gee...................
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: larkoun say sawaal....

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              deekhian jo cheezian parents khud say apni beeti ko daian woh day saktay hian ..ab beeti ko khali hath to koi nahi ghar say nahi janay day ga na :)..apni heseyat kay hissab say sab daytay hian ...
                              lekan
                              yeh jo demand wali baat hai yeh kia hai ? ab saas, susar, nanad, dewaar, sab bachay in ko deenay ki kia tuk banti hai ? or larkay aisay moukay pay gongay banye kharay hotay hian
                              Aanchal,
                              larke goonge nahi bante lakin jo mian ne baat ki hai uss ki tasdeeq tum en khud hi ker di hai, or jahan tak yeh saas, susar nand waghaira ko dena ki baat hai,to iss keh baare mian bhi yehi jawab milta hai jo keh mian ne apni first post main diya hia,or demand means keh larke wale koi demand nahi kerta keh unhian yeh yeh cheez chahia...

                              Comment

                              Working...
                              X