Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawish!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khawish!



    Assalam-o-ALikum!!

    AP ko batana ha kah


    AP jenay kay liya khawish kartay ha
    ya
    Ap khawish kay liya jeetay ha?


  • #2
    Re: Khawish!

    Originally posted by Fari View Post

    Assalam-o-ALikum!!

    AP ko batana ha kah


    AP jenay kay liya khawish kartay ha
    ya

    Ap khawish kay liya jeetay ha?
    Walaykumsalam
    Sahi word Khawahish hota hai ,
    aur mein en donoon mein se koi bi nahi karta :d
    Khawahish kisi larki ka naam tu nahi hai na ???
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment


    • #3
      Re: Khawish!

      na jeenay k liye khuwahish
      na khuwahish k liye jeena

      bus jab tak jeena hai khuwahishat khatm nahin hongi
      sochtay hain tujhay wazoo ker k
      yun tera ehtaram kertay hain:)

      Comment


      • #4
        Re: Khawish!

        Originally posted by GumShuda View Post
        Walaykumsalam
        Sahi word Khawahish hota hai ,
        aur mein en donoon mein se koi bi nahi karta :d
        Khawahish kisi larki ka naam tu nahi hai na ???

        :khi:ap ko smajh agi na :lpop:phir asya ho ya wasay

        ap ko khawish koi larki lagti ha tu larki samjh kar reply kar dian:khi:

        Comment


        • #5
          Re: Khawish!

          Originally posted by Fari View Post

          Assalam-o-ALikum!!

          AP ko batana ha kah


          AP jenay kay liya khawish kartay ha
          ya

          Ap khawish kay liya jeetay ha?
          KAASH HAMARI BE KOI KHAWAHISH HOTI JIS K LIYE HUM BE JEETAY:khi:

          Comment


          • #6
            Re: Khawish!

            Walekam-Aslam, good question Fari ji:). I am agree with Nisha ji's point. Allah(SWT) ne hamein Zindagi di hai, aur saath mein dil aur demag bhi diya hai. Dil say hum Khawaish kertey hein aur Demag hamein batata hai ke agey kon sa qadam uthana hai. So, zindagi ke saath saath Khawaishat ka amal bhi jari rehta hai, jab Zindagi mein koi maqsad na ho, tou Zindagi bey-mayni hoti hai. Haan koshish yeh he honi chaiye ke Khawaishat achi hon, apney liye bhi aur dosron ke liye bhi.

            Comment


            • #7
              Re: Khawish!

              Originally posted by BUS U HE View Post
              KAASH HAMARI BE KOI KHAWAHISH HOTI JIS K LIYE HUM BE JEETAY:khi:
              umer hum hian na:tasali:

              Comment


              • #8
                Re: Khawish!

                Originally posted by sher ali View Post
                umer hum hian na:tasali:
                apka main achar daloo ga.:khi:.me ko khawahish chahiye bus

                Comment


                • #9
                  Re: Khawish!

                  Originally posted by **NISHA** View Post
                  na jeenay k liye khuwahish
                  na khuwahish k liye jeena

                  bus jab tak jeena hai khuwahishat khatm nahin hongi
                  khabi khabi ao ki jenay ki khawish khatam ho jati ha kesi khawish kay pechay aur khabi khabi kesi khawish ko poray karnay kay liya ap jeetay ho ?ap kiya kahti ho:donno:

                  Originally posted by BUS U HE View Post
                  KAASH HAMARI BE KOI KHAWAHISH HOTI JIS K LIYE HUM BE JEETAY:khi:
                  :kr:bohat ha dhondo ja kar:khi:

                  Originally posted by Sadia View Post
                  Walekam-Aslam, good question Fari ji:). I am agree with Nisha ji's point. Allah(SWT) ne hamein Zindagi di hai, aur saath mein dil aur demag bhi diya hai. Dil say hum Khawaish kertey hein aur Demag hamein batata hai ke agey kon sa qadam uthana hai. So, zindagi ke saath saath Khawaishat ka amal bhi jari rehta hai, jab Zindagi mein koi maqsad na ho, tou Zindagi bey-mayni hoti hai. Haan koshish yeh he honi chaiye ke Khawaishat achi hon, apney liye bhi aur dosron ke liye bhi.
                  ap se bhi wohi sawal jo Nisha se kiya ha:khi:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khawish!

                    me bas jeenay ki khawahish kerti hoon...or i think sab yahi kertay hain....

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khawish!

                      Originally posted by BUS U HE View Post
                      apka main achar daloo ga.:khi:.me ko khawahish chahiye bus

                      :kr:u achar dalo jab tak khawahish nahi milti:khi:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khawish!

                        Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                        me bas jeenay ki khawahish kerti hoon...or i think sab yahi kertay hain....

                        sahi :thmbup: jeenay ki khawish kar kay hi insaan dosri khawishat kar sakta ha aur unko pora kar skta ha

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khawish!

                          Ji Fari ji, aap ne theek kaha, ke kabhi kabhi kise Khwaish ke hasool ke liye hum jeetey hein, aur kabhi kabhi kise Khwaish ke na pora honey per hum jeeney ki Khwaish chour detey hein! Well, Allah(SWT) ka shukar hai ke abhi tak Zindagi mein aise koi situation nahi aye ke jeeney ki Khawaish chour di ho, ya kise Khawaish ke Hasool ke liye JEE rahey Hon:). Agar apney aas pass nazar doraye jayey, tou kafi had tak hum mukhtalif Khawaishat ke hasool ke liye bhag dour ker rahey hein, lekin Zindagi itni fazzol shay nahi hai ke Kuch Khawishat ke hasool ki bhent chara di jayey.

                          I will sum up my idea, ke Zindagi jeeney ki Khawaish honi chaiye, aur achey Mawasad ke liye, lekin yeh bhi manna chaiye ke Allah(SWT) jo kerety hein achey ke liye kerety hein, so, jo cheez aap ko nahi milti, it means ke woh aap ke liye nahi thi:), so apne aap ko halkan nahi kerna chaiye. Zindagi ko guzariye, achi Khawaishat ke liye, aur dosron ke liye:)

                          LEKIN KHAWAISHAT KE LIYE JEENA AUR JEENEY KE LIYE KHAWAISHAT KERNA, I AM NOT REALLY SURE, KE IS BAREY MEIN MERA KIA JAWAB HAI:)

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khawish!

                            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                            me bas jeenay ki khawahish kerti hoon...or i think sab yahi kertay hain....
                            ..nalai panda he rehna u.:khi:ap ka jawab ghalat hai..is liye 1 :slap:free

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khawish!

                              Originally posted by BUS U HE View Post
                              apka main achar daloo ga.:khi:.me ko khawahish chahiye bus
                              daaal lo ..khawish nai tu achaar hi sahi..:kr:

                              Comment

                              Working...
                              X