Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawish!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khawish!

    Originally posted by Fari View Post
    :kr:u achar dalo jab tak khawahish nahi milti:khi:
    achar tou daal lia bibi:khi:.ab khawahish ko kaho k a ker kha lay:khi:

    Comment

    • #17
      Re: Khawish!

      Originally posted by Fari View Post
      :kr:u achar dalo jab tak khawahish nahi milti:khi:
      :kr::kr:

      Comment

      • #18
        Re: Khawish!

        Originally posted by Sadia View Post
        Ji Fari ji, aap ne theek kaha, ke kabhi kabhi kise Khwaish ke hasool ke liye hum jeetey hein, aur kabhi kabhi kise Khwaish ke na pora honey per hum jeeney ki Khwaish chour detey hein! Well, Allah(SWT) ka shukar hai ke abhi tak Zindagi mein aise koi situation nahi aye ke jeeney ki Khawaish chour di ho, ya kise Khawaish ke Hasool ke liye JEE rahey Hon:). Agar apney aas pass nazar doraye jayey, tou kafi had tak hum mukhtalif Khawaishat ke hasool ke liye bhag dour ker rahey hein, lekin Zindagi itni fazzol shay nahi hai ke Kuch Khawishat ke hasool ki bhent chara di jayey.

        I will sum up my idea, ke Zindagi jeeney ki Khawaish honi chaiye, aur achey Mawasad ke liye, lekin yeh bhi manna chaiye ke Allah(SWT) jo kerety hein achey ke liye kerety hein, so, jo cheez aap ko nahi milti, it means ke woh aap ke liye nahi thi:), so apne aap ko halkan nahi kerna chaiye. Zindagi ko guzariye, achi Khawaishat ke liye, aur dosron ke liye:)

        LEKIN KHAWAISHAT KE LIYE JEENA AUR JEENEY KE LIYE KHAWAISHAT KERNA, I AM NOT REALLY SURE, KE IS BAREY MEIN MERA KIA JAWAB HAI:)

        :thmbup:nice
        sahi kaha ap nay ma ap se agree karti ho Sadia :phool:

        Comment

        • #19
          Re: Khawish!

          Originally posted by sher ali View Post
          daaal lo ..khawish nai tu achaar hi sahi..:kr:
          .............waise me ki aik he khawahish hai lakin me ne nahi dasna

          Comment

          • #20
            Re: Khawish!

            Originally posted by Sadia View Post
            Ji Fari ji, aap ne theek kaha, ke kabhi kabhi kise Khwaish ke hasool ke liye hum jeetey hein, aur kabhi kabhi kise Khwaish ke na pora honey per hum jeeney ki Khwaish chour detey hein! Well, Allah(SWT) ka shukar hai ke abhi tak Zindagi mein aise koi situation nahi aye ke jeeney ki Khawaish chour di ho, ya kise Khawaish ke Hasool ke liye JEE rahey Hon:). Agar apney aas pass nazar doraye jayey, tou kafi had tak hum mukhtalif Khawaishat ke hasool ke liye bhag dour ker rahey hein, lekin Zindagi itni fazzol shay nahi hai ke Kuch Khawishat ke hasool ki bhent chara di jayey.

            I will sum up my idea, ke Zindagi jeeney ki Khawaish honi chaiye, aur achey Mawasad ke liye, lekin yeh bhi manna chaiye ke Allah(SWT) jo kerety hein achey ke liye kerety hein, so, jo cheez aap ko nahi milti, it means ke woh aap ke liye nahi thi:), so apne aap ko halkan nahi kerna chaiye. Zindagi ko guzariye, achi Khawaishat ke liye, aur dosron ke liye:)

            LEKIN KHAWAISHAT KE LIYE JEENA AUR JEENEY KE LIYE KHAWAISHAT KERNA, I AM NOT REALLY SURE, KE IS BAREY MEIN MERA KIA JAWAB HAI:)
            thora per liya hai thora kal paroo ga:khi:

            Comment

            • #21
              Re: Khawish!

              Originally posted by BUS U HE View Post
              achar tou daal lia bibi:khi:.ab khawahish ko kaho k a ker kha lay:khi:

              :khi:khaawish ati hogi per u itnay khoof nak ho kah woh dkeh kar dar kay maray bhag jati hogi:kr:

              Comment

              • #22
                Re: Khawish!

                Originally posted by BUS U HE View Post
                .............waise me ki aik he khawahish hai lakin me ne nahi dasna
                nai yaar bata day..:tasali:

                Comment

                • #23
                  Re: Khawish!

                  Originally posted by BUS U HE View Post
                  thora per liya hai thora kal paroo ga:khi:

                  char jamatain parh latay tu ajj sara parh liya hot au nay:khi::tomato:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Khawish!

                    Originally posted by Fari View Post

                    Assalam-o-ALikum!!

                    AP ko batana ha kah

                    AP jenay kay liya khawish kartay ha
                    ya

                    Ap khawish kay liya jeetay ha?
                    Wa Alkaikum Assalm ,

                    Hmm is thread ko dekh k aik sh'r yaad aaya bht bht pehlay kahen perha tha..... jo k toota phhota yaad aaraha hay .................jis ko aata ho wo isey correct kar de:)

                    Khwahishon pe bhi koi ikhtiyaar hota hay
                    Kesee khwahish hay muthhi mein samundar hota:)
                    Last edited by Eshaa Chaudhry; 6 January 2008, 22:20.
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Khawish!

                      Originally posted by Fari View Post
                      sahi :thmbup: jeenay ki khawish kar kay hi insaan dosri khawishat kar sakta ha aur unko pora kar skta ha

                      yaaa V True...:eye:
                      Last edited by Shakh-e-Tamana; 6 January 2008, 22:21.

                      Comment

                      • #26
                        Re: Khawish!

                        Originally posted by BUS U HE View Post
                        thora per liya hai thora kal paroo ga:khi:
                        Ji zaroor, pariya ga zaroor, shayd aap ko is mein koi Point mil he jayey:)

                        Comment

                        • #27
                          Re: Khawish!

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Wa Alkaikum Assalm ,

                          Hmm is thread ko dekh k aik sh'r yaad aaya bht bht pehlay kahen perha tha..... jo k toota phhota yaad aaraha hay .................jis ko aata ho wo isey correct kar de:)

                          Khwahishon pe bhi koi ikhtiyaar hota hay
                          Kesee khwahish hay muthhi mein samundar hota:)

                          wah kyia shair mara ha .....nice de:wk

                          Comment

                          • #28

                            wah ji wah...zaberdast shairr.....maja a gaya:phool:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Khawish!

                              Originally posted by Fari View Post
                              wah kyia shair mara ha .....nice de:wk
                              thankoo Jaanu :hug:
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Khawish!

                                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                                wah ji wah...zaberdast shairr.....maja a gaya:phool:
                                Thankoo dearooo
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X