main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ek baat tu batai koi???
Collapse
X
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by Shaka View Postmain itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
k aap ko doosray k dukh ka koi ehsaass nahi .........
Kuch feelings hum khud mein ..khud se bhi chupa kar rakhtay hein
shayd khud ko bold karnay ki koshish mein , ya shayad aap kisi b problem
k liyay itnay mentally prepared hein k aap ko sab dukh dard halkay phulkay
lagtay hein .....aap khud ehtesaabi ka amal kia kiyajay aafaaqa ho ga :)
self analysis buhat zaroori hota hai ....iss se hum khud ko kuch deyr k liyay
ek naqqad ki hasiyat se deykhtay hein ..khud se alag ho k..
phir wakeel-e safai b khud ...aur judge b khud ..thora sa mushkil hai :)
maar end result ek dum behtareen!
AAP beyHiss nahi .....I believe!:)
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by Shaka View Postmain itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
Rozana din mein 101 baar "Mein be-hiss nahi hoon" ka wird ker ke paani ke tub mein phoonk maar ke pura pani ka tub pi ja...40 din aisa ker, afaka ho ga :khi::thmbup:
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by nomi sialkoti View Postsitf un loogoon ko fariq nahi parta jinha kabi dukh na mela hoo
ya pher un ko fariq nahi parta jo k itna zayada dukh jaal chukay hotay haan ka pher un ko kesi ka dukh dukh nahi lagta aik aam se bat lagti haa:(:thmbup:
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by Gul View PostAap be-hiss hotay tu ...aaap shyad yeh b mehsoos nah kar paatay .
k aap ko doosray k dukh ka koi ehsaass nahi .........
Kuch feelings hum khud mein ..khud se bhi chupa kar rakhtay hein
shayd khud ko bold karnay ki koshish mein , ya shayad aap kisi b problem
k liyay itnay mentally prepared hein k aap ko sab dukh dard halkay phulkay
lagtay hein .....aap khud ehtesaabi ka amal kia kiyajay aafaaqa ho ga :)
self analysis buhat zaroori hota hai ....iss se hum khud ko kuch deyr k liyay
ek naqqad ki hasiyat se deykhtay hein ..khud se alag ho k..
phir wakeel-e safai b khud ...aur judge b khud ..thora sa mushkil hai :)
maar end result ek dum behtareen!
AAP beyHiss nahi .....I believe!:):thmbup:
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by Shaka View Postmain itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
Salamz
Shaka ji ye achanak app ki hiss ko BAY kiun lag gai...:cc:
khair tu hai :donno:.dasoo tu sahi kiya gal hogai jo ye khayal aaya U ko
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by Shaka View Postmain itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
koe baat nia ya sab to mujay pahlay ka pta tha :slap:
ar tujay abi abi maloom howa hai :comfort:
aysa kar :tasali:
roozana subha dupahar shaam :a stick:
thanday paaani say nhaaya kar sab acha ho jaaye ga :kr:
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by munda_sialkoty View PostYaar tu apni asliyat mein aaya he ub, is liye khush ho ja :khi:
Rozana din mein 101 baar "Mein be-hiss nahi hoon" ka wird ker ke paani ke tub mein phoonk maar ke pura pani ka tub pi ja...40 din aisa ker, afaka ho ga :khi:
agher afaaqa na howa to phir muj say raabta karna :kr:
Comment
-
Re: Ek baat tu batai koi???
Originally posted by Shaka View Postmain itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
ok lemme think ?
wot should b have 2 do it?:cc::cc::cc::cc:
Comment
Comment