Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek baat tu batai koi???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek baat tu batai koi???

    main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
    Badi gundi dunya hai yeh...

  • #2
    Re: Ek baat tu batai koi???

    Apni zaat se bahir nikleiN - apne se neechay dekha karein na k ooper
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Ek baat tu batai koi???

      sitf un loogoon ko fariq nahi parta jinha kabi dukh na mela hoo



      ya pher un ko fariq nahi parta jo k itna zayada dukh jaal chukay hotay haan ka pher un ko kesi ka dukh dukh nahi lagta aik aam se bat lagti haa:(
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Ek baat tu batai koi???

        kabhi kabhi ham behis hote nahi ban rahe hote hen:)shaed khud par ghusa hota he to ham yehi show karte hen k ham behis hen

        Comment


        • #5
          Re: Ek baat tu batai koi???

          Originally posted by Shaka View Post
          main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
          Aap be-hiss hotay tu ...aaap shyad yeh b mehsoos nah kar paatay .
          k aap ko doosray k dukh ka koi ehsaass nahi .........
          Kuch feelings hum khud mein ..khud se bhi chupa kar rakhtay hein
          shayd khud ko bold karnay ki koshish mein , ya shayad aap kisi b problem
          k liyay itnay mentally prepared hein k aap ko sab dukh dard halkay phulkay
          lagtay hein .....aap khud ehtesaabi ka amal kia kiyajay aafaaqa ho ga :)
          self analysis buhat zaroori hota hai ....iss se hum khud ko kuch deyr k liyay
          ek naqqad ki hasiyat se deykhtay hein ..khud se alag ho k..
          phir wakeel-e safai b khud ...aur judge b khud ..thora sa mushkil hai :)
          maar end result ek dum behtareen!

          AAP beyHiss nahi .....I believe!:)

          Comment


          • #6
            Re: Ek baat tu batai koi???

            Originally posted by Shaka View Post
            main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
            Yaar tu apni asliyat mein aaya he ub, is liye khush ho ja :khi:

            Rozana din mein 101 baar "Mein be-hiss nahi hoon" ka wird ker ke paani ke tub mein phoonk maar ke pura pani ka tub pi ja...40 din aisa ker, afaka ho ga :khi:
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Ek baat tu batai koi???

              Originally posted by nomi sialkoti View Post
              sitf un loogoon ko fariq nahi parta jinha kabi dukh na mela hoo



              ya pher un ko fariq nahi parta jo k itna zayada dukh jaal chukay hotay haan ka pher un ko kesi ka dukh dukh nahi lagta aik aam se bat lagti haa:(
              Waah :khi:
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Ek baat tu batai koi???

                Originally posted by hamzad View Post
                kabhi kabhi ham behis hote nahi ban rahe hote hen:)
                :thmbup:
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Ek baat tu batai koi???

                  Originally posted by Gul View Post
                  Aap be-hiss hotay tu ...aaap shyad yeh b mehsoos nah kar paatay .
                  k aap ko doosray k dukh ka koi ehsaass nahi .........
                  Kuch feelings hum khud mein ..khud se bhi chupa kar rakhtay hein
                  shayd khud ko bold karnay ki koshish mein , ya shayad aap kisi b problem
                  k liyay itnay mentally prepared hein k aap ko sab dukh dard halkay phulkay
                  lagtay hein .....aap khud ehtesaabi ka amal kia kiyajay aafaaqa ho ga :)
                  self analysis buhat zaroori hota hai ....iss se hum khud ko kuch deyr k liyay
                  ek naqqad ki hasiyat se deykhtay hein ..khud se alag ho k..
                  phir wakeel-e safai b khud ...aur judge b khud ..thora sa mushkil hai :)
                  maar end result ek dum behtareen!

                  AAP beyHiss nahi .....I believe!:)
                  Very nice :)
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ek baat tu batai koi???

                    Originally posted by Shaka View Post
                    main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:

                    Salamz
                    Shaka ji ye achanak app ki hiss ko BAY kiun lag gai...:cc:

                    khair tu hai :donno:.dasoo tu sahi kiya gal hogai jo ye khayal aaya U ko

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ek baat tu batai koi???

                      Originally posted by Shaka View Post
                      main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:


                      koe baat nia ya sab to mujay pahlay ka pta tha :slap:



                      ar tujay abi abi maloom howa hai :comfort:


                      aysa kar :tasali:


                      roozana subha dupahar shaam :a stick:













                      thanday paaani say nhaaya kar sab acha ho jaaye ga :kr:
                      Last edited by ; 4 January 2008, 12:34.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ek baat tu batai koi???

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yaar tu apni asliyat mein aaya he ub, is liye khush ho ja :khi:

                        Rozana din mein 101 baar "Mein be-hiss nahi hoon" ka wird ker ke paani ke tub mein phoonk maar ke pura pani ka tub pi ja...40 din aisa ker, afaka ho ga :khi:


                        agher afaaqa na howa to phir muj say raabta karna :kr:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ek baat tu batai koi???

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          Salamz
                          Shaka ji ye achanak app ki hiss ko BAY kiun lag gai...:cc:

                          khair tu hai :donno:.dasoo tu sahi kiya gal hogai jo ye khayal aaya U ko

                          achanak nahi balkay pahlay hee the lakin batayi aj haa:khi:
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ek baat tu batai koi???

                            aajkal wesay bhi puri dunya main ye hi ho reha hay is ki weja ye hay keh sab nay her cheez ka meyar pesa ko bena liya hay jis say log behis ho gae hain
                            khas ker afghanistan ur iraq ki jung kay bad ye tabdili aai hay

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ek baat tu batai koi???

                              Originally posted by Shaka View Post
                              main itna bayhiss kyon ho gaya hon :donno: mujhe dosray k dukh dard dekh kar koi farq nahi parta, akhir kyon??? :donno:
                              hmmmmmmmmmmm are ye bemari ab se lai hai aap ko
                              ok lemme think ?
                              wot should b have 2 do it?:cc::cc::cc::cc:

                              Comment

                              Working...
                              X