Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

jinnaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: jinnaat

    Originally posted by raafi View Post
    aap log jinn va bhoot mein yakeer rakhtay hain????? wese mein jinnaat ko dekhna chahta hoon un se milna chahta hoon ..... kiya yeh mumkin hai k mein in bhoton aur jinnaat se milon????
    un say milny ka aik tareeqa hai aap sheeshy k saamny khary ho jao..:hehe:

    sorry just kidding

    ye to such hai k jinnat hoty hain lakin un say mulaqaat kaisy hogi ye nahi pata
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #17
      Re: jinnaat

      Originally posted by Masood View Post
      haan ji aur woh chhurail Panama chali gaii thi - VISA ley ker :D :D :D :D

      hahahaa:khi::kr::kr:

      jeee nahiiiiiiiiiii...wo jin tha wo shaid ap hongay....jo bina visa ke chaala gya tha:zuban:




      Comment


      • #18
        Re: jinnaat

        Originally posted by Shaka View Post
        Pyaray jab koi jhin ya bhoot samne aya na tu yeh tu khobsorat zulfain hain na tumhari yeh khari hojaingi .. :D:

        Waise shaid aap meri baat ka yakeen na karain lekin maine jhin dekha hai

        Maine Cyprus main kuch arsa raha hon apne bhaijaan ke saat aur wo kuch din ke liye Turkey gaye thay aur main akela tha ghar per.
        4 din maine kaise guzaray yeh tu main hi janta hon ... hota yeh tha ke raat ko mujhe aisa lagta tha ke mere kaan main koi phonk maar raha hai aur main uth jata tha

        Yaar eik din Imaan se mujhe awaz aai hai ke bathroom main koi naha raha hai aur main uth gaya aur maine tu yeh samjha ke koi chor ghus aya hai maine baseball bat uthaya aur seedha bathroom ke taraf gaya andhera tha aur maine ek aurat ka saaya dekha bathroom se bahgte hovay yaar pora ghar chan mara lekin koi nahi mila aur lights on karke main bathroom main gaya yakeen karo yaar mujhe khushboo aai hai bakaida jaise kisine shampoo use kiya hai aur bathroom geela tha

        maine tu bhai ko call kardia unko kaha wo chup hogaye kehte hain tera weham hai

        lekin kasam se ek din tu jo mere saat hova hai soch bhi nahi sakte aap
        imman se mujhe aise laga marie pairon ko koi touch kar raha hai maine jab aank kholi tu yaar maine ek larki samne dekhi hai andhere main .. i didnt see her face but i swear she was there and she jumped from the bed and ran away .. :(

        bus yaar aur nahi share kar raha mere haath kamne lag gaye hain yahan

        :khi:
        ap ki post perh ker tu der lag rah hai...:slap:




        Comment


        • #19
          Re: jinnaat

          Originally posted by Kh@w@r View Post
          kaheen tuh PG ka adress to nai bataanay wala :kr:

          too be na.....:khi:pg ka address to nahi batana tha lakin haan wo churail pg ma he hoti ha us ka address batayoon ga:kr::kr:
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: jinnaat

            Originally posted by Innocent sweet girl View Post
            :khi:
            ap ki post perh ker tu der lag rah hai...:slap:

            :na:darna nahi wo mazaq kar raha ha:khi:
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: jinnaat

              Originally posted by Innocent sweet girl View Post
              hahahaa:khi::kr::kr:

              jeee nahiiiiiiiiiii...wo jin tha wo shaid ap hongay....jo bina visa ke chaala gya tha:zuban:

              :tauba aray aik to jin kahti hoo aur uper sa bena visa ka kahti hoon

              kush hoosh karo jin ko visa ke zaroort nahi hot ha:khi:
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: jinnaat

                Originally posted by lucky View Post
                un say milny ka aik tareeqa hai aap sheeshy k saamny khary ho jao..:hehe:

                sorry just kidding

                ye to such hai k jinnat hoty hain lakin un say mulaqaat kaisy hogi ye nahi pata

                acha ge ayah app na aik nai bat ke sheeshy ka samna.....

                acha to app na jab sa churail sa milna hota ha to sheeshy ka samna khari hoti haan:khi:
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: jinnaat

                  Originally posted by nomi sialkoti View Post
                  hmmmm........
                  rafi bai ma jinnat ka to kush nahi kas sakta ka kahaan milay ga.....

                  haan lakin churail ka mujay pata ha aik ka us ka pata bata data hoon agar kahtay haan:)
                  churailon se milna mushkal nahi vo tu bahut hain jo meri office mein bhi kaam karti hain..... botal walay jin se milna hai bhai.....

                  Comment


                  • #24
                    Re: jinnaat

                    Originally posted by GumShuda View Post
                    Jeha'n tak Jinaat ka taulaq hai tu bilkul ap un se mil saktay hain, Chand Wazaif hotay hain wo pharnay se ap ki mulaqaat ho sakti hai, Lekin kisi Roohani teacher ki rehanmuai se. Agar ap apnay ap se kuch aisa karain gai tu ho sakta hai unko koi takleef pohnchay. yeh koi bari baat nahi hai.
                    Aur jehan tak bhotoo'n ki baat hai tu unki tadaad bohat kam rah gai hai. kuynkah 80% se zayada jinaat Muslmaan ho chukay hain aur bohat taizi se ho rahay hain muslmaan. Ab zayada tar jinnat Muslmaan hi hain es lye ap un se mil saktay hain lekin khawamukhwa unko disturb nahi karna chahiye. :D
                    wese bahut achi maloomat di aap nay...... thanks for sharing.....:wk wese ham insaan janwar bantay jaa rahe hain aur vo jinnaat muslmaan...... :khi:

                    Comment


                    • #25
                      Re: jinnaat

                      Originally posted by Masood View Post
                      :kr:lo to is mein mushkil kya hai? Seedha seedha aainah dekh lo aur khud sey ham'kalami kar lo :D aur haan main ney bhootni dekhi hui hai - GTG per uska naam tha FARI :D

                      Mazzak bartarf... I belive in Jinn. Jab Allah Tala apney Quran-e-Paak mein farma rahey hain keh Jinnat ka wajood hai to phir hai - aap ney dekhey hon ya na - per woh mojood hain.

                      One of my old mates told me keh woh log abhi Pakistan mein they keh aik jinn uski walidah per aashiq ho geya :p (yeh sacha waqeya hai - hanso mat) - us jinn ney uski walidah ko apna deedar bhi diya tha. Phir uski walidah ki shadi ho gaii aur woh DK chali aai - Jinn sahib ko jab ilm huwa to woh uskey liyey DK tak bhi aaya tha aur uski walidah ney uss sey mulaqat bhi ki thi :tauba

                      Kaisey jinn hain jinko Visa bhi nahin lena parra :D :D :D :D
                      bahut acha wakiya share kiya...... :) wese yeh FARI bhootni hai??? mein tu issay churail samjhta tha.....:tauba

                      Comment


                      • #26
                        Re: jinnaat

                        Originally posted by La'hasil View Post
                        Hmmm Jinnaat Ka Wajood Tu hai Is Main Koi Shak nahin Aur waise Main kabhi Dekha nahin Lekin Hamaray GHAR hain Zaroor Yeh Maloom hai Kabhi Kabhi Tang bhi kartay hian :D Maghar Phir bhi Main nay kabhi dekhey nahin aur na Dekhnay ki Khwahish hai :D
                        plzz plzz plzz aap unko kahin kay raafi tum jinnat se beth kar kaafi peena chahta hai....... :lpop:

                        Comment


                        • #27
                          Re: jinnaat

                          Originally posted by Shaka View Post
                          Pyaray jab koi jhin ya bhoot samne aya na tu yeh tu khobsorat zulfain hain na tumhari yeh khari hojaingi .. :D:

                          Waise shaid aap meri baat ka yakeen na karain lekin maine jhin dekha hai

                          Maine Cyprus main kuch arsa raha hon apne bhaijaan ke saat aur wo kuch din ke liye Turkey gaye thay aur main akela tha ghar per.
                          4 din maine kaise guzaray yeh tu main hi janta hon ... hota yeh tha ke raat ko mujhe aisa lagta tha ke mere kaan main koi phonk maar raha hai aur main uth jata tha

                          Yaar eik din Imaan se mujhe awaz aai hai ke bathroom main koi naha raha hai aur main uth gaya aur maine tu yeh samjha ke koi chor ghus aya hai maine baseball bat uthaya aur seedha bathroom ke taraf gaya andhera tha aur maine ek aurat ka saaya dekha bathroom se bahgte hovay yaar pora ghar chan mara lekin koi nahi mila aur lights on karke main bathroom main gaya yakeen karo yaar mujhe khushboo aai hai bakaida jaise kisine shampoo use kiya hai aur bathroom geela tha

                          maine tu bhai ko call kardia unko kaha wo chup hogaye kehte hain tera weham hai

                          lekin kasam se ek din tu jo mere saat hova hai soch bhi nahi sakte aap
                          imman se mujhe aise laga marie pairon ko koi touch kar raha hai maine jab aank kholi tu yaar maine ek larki samne dekhi hai andhere main .. i didnt see her face but i swear she was there and she jumped from the bed and ran away .. :(

                          bus yaar aur nahi share kar raha mere haath kamne lag gaye hain yahan
                          naam tu aap nay apna shaka rakha hai aur jinnaat se bhi dartay ho...... :tauba wese aap ka wakiya kaash yeh meray saath hoa hota kaash kaash kaash.... :lpop:

                          Comment


                          • #28
                            Re: jinnaat

                            Main ne apne baroN se suna hay ke humare aur jinnat ke beech ALLAH ne aik parda dala hua hay - nahi to woh itne hain taadad main ke humain yahan paoN dharne ko jagaH na milay - aur yeh bhi ke ab woh apne des kohKaaf chale gaye hain( shayd kohkaaf kazikstan main hay ya tajakstan main ) wahan kale pahar hain wahaN :D
                            Agay ALLAH behter janta hay jis ne ineheiN peda kya.
                            Allah

                            Comment


                            • #29
                              Re: jinnaat

                              Originally posted by Yaaram View Post
                              Main ne apne baroN se suna hay ke humare aur jinnat ke beech ALLAH ne aik parda dala hua hay - nahi to woh itne hain taadad main ke humain yahan paoN dharne ko jagaH na milay - aur yeh bhi ke ab woh apne des kohKaaf chale gaye hain( shayd kohkaaf kazikstan main hay ya tajakstan main ) wahan kale pahar hain wahaN :D
                              Agay ALLAH behter janta hay jis ne ineheiN peda kya.
                              Mei'n ne tu suna hai jinnat Faisalabaad kay paas rahtay hain :D :D jokking

                              Bhai jinnat zayada tar Muslim abaadi wali jagoon pe rah rahain aaj kal aur unki tadaad bhalay bohat zayada hai lekin wo ek thori si jagah pe sama jatay hain :) . wo hum insanoon mein hi insaan ban kay bhi rah rahay hain lekin kisi ko pata nahi sirf unko pata hai jo kisi ko batatay nahi aur jinko wo nazar atay hain ya miltay hian :D
                              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                              Sadly, common sense is not very common..!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: jinnaat

                                Originally posted by GumShuda View Post
                                Mei'n ne tu suna hai jinnat Faisalabaad kay paas rahtay hain :D :D jokking

                                Bhai jinnat zayada tar Muslim abaadi wali jagoon pe rah rahain aaj kal aur unki tadaad bhalay bohat zayada hai lekin wo ek thori si jagah pe sama jatay hain :) . wo hum insanoon mein hi insaan ban kay bhi rah rahay hain lekin kisi ko pata nahi sirf unko pata hai jo kisi ko batatay nahi aur jinko wo nazar atay hain ya miltay hian :D
                                Yar many bhi suna hay ke muslaman jinn humare ulma se deeeni taleem hasil karte hain.
                                Wese jin australia main bhi hain - woh bhi gawache hoe:kr:
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X