Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

jinnaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: jinnaat

    Originally posted by Yaaram View Post
    Yar many bhi suna hay ke muslaman jinn humare ulma se deeeni taleem hasil karte hain.
    Wese jin australia main bhi hain - woh bhi gawache hoe:kr:
    :donno:
    haan yahan bhi atay jatay rahtay hain , wo gawachtay nahi :D
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment


    • #32
      Re: jinnaat

      Originally posted by raafi View Post
      naam tu aap nay apna shaka rakha hai aur jinnaat se bhi dartay ho...... :tauba wese aap ka wakiya kaash yeh meray saath hoa hota kaash kaash kaash.... :lpop:
      Shukar karo bhai jo mere saat hova tha tumhare saat na ho warna heart fail hojaiga .. God bless you.
      Badi gundi dunya hai yeh...

      Comment


      • #33
        Re: jinnaat

        Originally posted by raafi View Post
        churailon se milna mushkal nahi vo tu bahut hain jo meri office mein bhi kaam karti hain..... botal walay jin se milna hai bhai.....

        wo to Italy ma rahta ha:khi:
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: jinnaat

          Originally posted by nomi sialkoti View Post
          too be na.....:khi:pg ka address to nahi batana tha lakin haan wo churail pg ma he hoti ha us ka address batayoon ga:kr::kr:

          kaheen wo tumhara ya MSG par k ghaib hi na ho jaaaye :kr:

          Comment


          • #35
            Re: jinnaat

            nahi....mai aj tak nhi mili Jin se :/


            Comment


            • #36
              Re: jinnaat

              nahi....mai aj tak nhi mili Jin se :/
              churail se tu roozana mulaqaat hoti ho gi , Aaina nahi daikhti ho kia ap :blush: :D :P joking
              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
              Sadly, common sense is not very common..!!

              Comment


              • #37
                Re: jinnaat

                Originally posted by GumShuda View Post
                Mei'n ne tu suna hai jinnat Faisalabaad kay paas rahtay hain :D :D jokking

                Bhai jinnat zayada tar Muslim abaadi wali jagoon pe rah rahain aaj kal aur unki tadaad bhalay bohat zayada hai lekin wo ek thori si jagah pe sama jatay hain :) . wo hum insanoon mein hi insaan ban kay bhi rah rahay hain lekin kisi ko pata nahi sirf unko pata hai jo kisi ko batatay nahi aur jinko wo nazar atay hain ya miltay hian :D
                :slap: :slap: :slap:Koi dhung ki baat mat kiya karein aap
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: jinnaat

                  Hi,
                  wow..mujhy bhi bhot shock ha jin bhoto sy milny ka ..
                  Per aj ni koi ni mila :(

                  Comment


                  • #39
                    Re: jinnaat

                    Jiiiin..... hum acchi bacchi hai... aur acche baccho ko jiiiin nahi satate..:blush:..

                    Comment


                    • #40
                      Re: jinnaat

                      Originally posted by Innocent sweet girl View Post
                      :khi:
                      ap ki post perh ker tu der lag rah hai...:slap:
                      :D: main pora 1 mahena light on karke soya tha is waqye ke baad :kr:
                      Badi gundi dunya hai yeh...

                      Comment


                      • #41
                        Re: jinnaat

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Aur Agar PG ka Jinn(Masood :ahhh: ) dekhna chahein to Wo to daily hee Pg per online hotay hain ..:kr::kr::kr:
                        :slap::slap: :slap: Mujhey dekh ker to tum apney din ka aaghaz karti ho aur mujhey jinn bna dala - do gutton, char godoon aur chheh takhnoo wali churrail
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: jinnaat

                          Originally posted by Innocent sweet girl View Post
                          hahahaa:khi::kr::kr:

                          jeee nahiiiiiiiiiii...wo jin tha wo shaid ap hongay....jo bina visa ke chaala gya tha:zuban:
                          Ji nahin merey passport per visa laga huwa tha jab main idher aaya tha, woh bhi pakki siyahi wala - tum zara apna passport check karo - hai bhi keh nahin?:donno:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: jinnaat

                            Originally posted by Masood View Post
                            :slap::slap: :slap: Mujhey dekh ker to tum apney din ka aaghaz karti ho aur mujhey jinn bna dala - do gutton, char godoon aur chheh takhnoo wali churrail
                            :slap:humein Apna din nahin khrab karna aapka bhiyanak munh dekh .....2 munh aur das haathon wlaay ZAKOOTA JINN:kr::kr:
                            Last edited by Eshaa Chaudhry; 19 December 2007, 07:25.
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: jinnaat

                              Salamz
                              bari hi odd wish hai app ki but interesting bhi hai
                              jinnat barhaq hain coz Allah taala ne quran main in ka zikar kiya hai....aur jahan tak mainey suna hai...jinnat sehra main zada hotey hain...like saudi arab...yahan makkah ke pass aik masjid hai Majid Jin ke naam se( pata nahi ab hai ya nahi).is jaga jinnat ne Nabi Kareem SAW se islam qubool kiya tha....baqi Allah behtar janta hai
                              wesey main bhi kisi jin se milna chaoon gi...aur insaan ashraful makhlooqat hai tu hum ko jinnat se darna nahi chahiye

                              Comment


                              • #45
                                Re: jinnaat

                                Originally posted by Pakiza View Post
                                Salamz
                                bari hi odd wish hai app ki but interesting bhi hai
                                jinnat barhaq hain coz Allah taala ne quran main in ka zikar kiya hai....aur jahan tak mainey suna hai...jinnat sehra main zada hotey hain...like saudi arab...yahan makkah ke pass aik masjid hai Majid Jin ke naam se( pata nahi ab hai ya nahi).is jaga jinnat ne Nabi Kareem SAW se islam qubool kiya tha....baqi Allah behtar janta hai
                                wesey main bhi kisi jin se milna chaoon gi...aur insaan ashraful makhlooqat hai tu hum ko jinnat se darna nahi chahiye

                                darnay ke bat kis na ke ha wo to milnay ke bat kar raha haa:lpop:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X