Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Ghusa
Collapse
X
-
Re: Ghusa
Originally posted by ummid View Posthahaha... daani ki jahan tak baat hai woh apna baccha hai...:blush:.. Lolz...
aur rahi baat PG ke dosre members ki tu yahan subhi kaafi acche hain MAshAllah...
haan ji writers ke liye section hai na... aap darj zail link vist kijye..
http://www.pegham.com/forumdisplay.php?f=184
is mein Pegham Writers ka aik thread hai...:)Allah
Comment
-
Re: Ghusa
Originally posted by ummid View Posthahaha... daani ki jahan tak baat hai woh apna baccha hai...:blush:.. Lolz...
aur rahi baat PG ke dosre members ki tu yahan subhi kaafi acche hain MAshAllah...
haan ji writers ke liye section hai na... aap darj zail link vist kijye..
http://www.pegham.com/forumdisplay.php?f=184
is mein Pegham Writers ka aik thread hai...:)
our thanks main ne visit kar lia :rose jald he share karongi
Comment
-
Re: Ghusa
Originally posted by Shaka View PostThanks for all the comments
Mere kuch aisa haal hota hai ghusay main ke mere kamre main koi ata nahi hai au rata hai tu khair se jata nahi hai .. lol
Ghusa bohat jaldi ata hai mujhe aur bohat jaldi chala bhi jata hai.Allah
Comment
-
Comment
-
Re: Ghusa
Originally posted by Shaka View PostSalam everyone,
Kia aapko ghusa jaldi ajata hai or you have control on your anger?
What do you do when you get angry on someone?
Comment
-
Re: Ghusa
Originally posted by ~$apphIre~ View Postmujhy ghusa bohat jaldi aata hai lakin jin per aata hai foran nikal dayti hon
apny boss say aaj he zaberdast fight hoi hai meri
lakin apny friends per kabhi ghusa nahi karti main, neverOriginally posted by ummid View Postboss se larne mein bara maza aata hoga... hahaha
aaj humari bhi behas hogai apne prof. se.. Lolz... bara maza aaya... hahaha... :blush:Originally posted by ~$apphIre~ View Postour ye rules koun tay karta hai????Originally posted by ~$apphIre~ View Postmaza kesa yaar explanation letter aagya hai ab iska reply do.
voh bhi day daingay :khi:
vesy ghalat baat per to ghusa jaiz hai :eye:Originally posted by ummid View Postxplaination mein likh dena... "human nature.." hahaha...
haan ji ghalat baat per ghussa jaiz hai... per woh kya hai ke humari society ka system aisa hai ke boss is always right... aur jo ke hume kabhi bhi pasnd nahi... so humari tu akser behas ho hi jaati hai... apne prof. se...Originally posted by ~$apphIre~ View Posthmm ye to sahe kaha
esa samjhny main he bahtri hoti hai k boss is always right
aap apny prof say q argue karti hain lagta hai aap k prof kafi naram dill rakhty hain
kam az mery boss (hitlor k shagird) jesy to nahi hongay :hehe:Gussa...
bohat jald ata hay..aur gayab bhi ho jata hay..
Gussa ajaye to koshish kerti hun khamosh ho jaon...kuch kehti nahi..bush khamosh rehti hun....
lekin jab koi limits cross kerday...tou apne gussay per control nahi rehta..agar agla shaks mujh se bara hay tou khamoshi mai hi ghaneemat samjhti hun..per ager chota ho tou suna bhi detii hun :)Originally posted by ummid View Postwell... prof. se us waqt behas hoti per creative type ki... kuch na kuch gain hi hota hai... aap isey debate kaih sakte hain... aur debate us waqt taweel ho jaati hai jub humare prof. kisi psychologist ya kisi hypothesis ka favor kare without any solid reason.. just is liye ke us ka naam hai.. ya us ka conclusion prove howa hai...:donno:...Originally posted by neha_ahmad View Posthumain jub gussa ata hay to hum khud pay hi utartay hain kabhi apna gusa dosray pay nahi utara;isi leay hum apnay hath main kanch ki chorian nahi pahntay kyuonkay sub say pahlay wo hi tot ti hain hum say;Originally posted by ~$apphIre~ View Postlakin is say bhi aapka he faida hota hoga... aapki knowledge main izafa hoga.ap to hansi tu ali hay ??? :embarasseOriginally posted by ummid View Postyups... isi liye tu behas karte hain.. hume la'hasil behas karne ka kabhi bhi shoq nahi raha... aur na hi bewaqoofon se... hahaha.. isi liye tu hum daani (Yaaram) se kabhi nahi uljahte.... :Dis tarah tou ap appna he nuksaan kerte hen na :comfort:Originally posted by ~$apphIre~ View Posthmm hamain bhi bata dain k kis kis say na uljhain :embarasse
yahan per writers k liye koi section hai?Originally posted by ummid View Posthahaha... daani ki jahan tak baat hai woh apna baccha hai...:blush:.. Lolz...
aur rahi baat PG ke dosre members ki tu yahan subhi kaafi acche hain MAshAllah...
haan ji writers ke liye section hai na... aap darj zail link vist kijye..
http://www.pegham.com/forumdisplay.php?f=184
is mein Pegham Writers ka aik thread hai...:)Originally posted by ummid View Postchal rehn de... avein hi bongiyaan na maaro... waise hume yaad parta hai ke shaadi ke paihle aap ko bara ghussa aata tha... shaadi ke baad... aham aham... daikh lijye...:DOriginally posted by ummid View Postdaikhiye.... jo such tha aap ne khud hi usey bongi bana kar khud ko bonga sabit kar diya....:D...
Comment
-
Re: Ghusa
hmmmm....bohat achii baat hay..per apni zaat kko nuksaan dene se zayada behtar gussay per control kia jaye :comfort:
Originally posted by neha_ahmad View Posthumari wajah say kisi or ka to nahi hota na ey hi kafi hay hum to gusay main khana bhi nahi khatay dosron ko humari zat say ki taklef phonchay is ka to hum kabhi soch bhi nahi saktay:tasali:
Comment
Comment