Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghusa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ghusa

    humain jub gussa ata hay to hum khud pay hi utartay hain kabhi apna gusa dosray pay nahi utara;isi leay hum apnay hath main kanch ki chorian nahi pahntay kyuonkay sub say pahlay wo hi tot ti hain hum say;

    Comment


    • #17
      Re: Ghusa

      Originally posted by ummid View Post
      well... prof. se us waqt behas hoti per creative type ki... kuch na kuch gain hi hota hai... aap isey debate kaih sakte hain... aur debate us waqt taweel ho jaati hai jub humare prof. kisi psychologist ya kisi hypothesis ka favor kare without any solid reason.. just is liye ke us ka naam hai.. ya us ka conclusion prove howa hai...:donno:...
      lakin is say bhi aapka he faida hota hoga... aapki knowledge main izafa hoga.

      Comment


      • #18
        Re: Ghusa

        ap to hansi tu ali hay ??? :embarasse


        Originally posted by ~$apphIre~ View Post
        :hehe:


        Comment


        • #19
          Re: Ghusa

          Originally posted by ~$apphIre~ View Post
          lakin is say bhi aapka he faida hota hoga... aapki knowledge main izafa hoga.
          yups... isi liye tu behas karte hain.. hume la'hasil behas karne ka kabhi bhi shoq nahi raha... aur na hi bewaqoofon se... hahaha.. isi liye tu hum daani (Yaaram) se kabhi nahi uljahte.... :D

          Comment


          • #20
            Re: Ghusa

            is tarah tou ap appna he nuksaan kerte hen na :comfort:

            Originally posted by neha_ahmad View Post
            humain jub gussa ata hay to hum khud pay hi utartay hain kabhi apna gusa dosray pay nahi utara;isi leay hum apnay hath main kanch ki chorian nahi pahntay kyuonkay sub say pahlay wo hi tot ti hain hum say;


            Comment


            • #21
              Re: Ghusa

              Thanks for all the comments

              Mere kuch aisa haal hota hai ghusay main ke mere kamre main koi ata nahi hai au rata hai tu khair se jata nahi hai .. lol
              Ghusa bohat jaldi ata hai mujhe aur bohat jaldi chala bhi jata hai.
              Badi gundi dunya hai yeh...

              Comment


              • #22
                Re: Ghusa

                Originally posted by ummid View Post
                yups... isi liye tu behas karte hain.. hume la'hasil behas karne ka kabhi bhi shoq nahi raha... aur na hi bewaqoofon se... hahaha.. isi liye tu hum daani (Yaaram) se kabhi nahi uljahte.... :D
                hmm hamain bhi bata dain k kis kis say na uljhain :embarasse
                yahan per writers k liye koi section hai?

                Comment


                • #23
                  Re: Ghusa

                  Originally posted by ummid View Post
                  yeh inqalab kub ronama howa??? :mm:
                  yeh inqillaab nahi hay - Its universal truth:kr:
                  Allah

                  Comment


                  • #24
                    Re: Ghusa

                    is tarah tou ap appna he nuksaan kerte hen na :comfort:
                    humari wajah say kisi or ka to nahi hota na ey hi kafi hay hum to gusay main khana bhi nahi khatay dosron ko humari zat say ki taklef phonchay is ka to hum kabhi soch bhi nahi saktay:tasali:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Ghusa

                      Originally posted by ~$apphIre~ View Post
                      hmm hamain bhi bata dain k kis kis say na uljhain :embarasse
                      yahan per writers k liye koi section hai?
                      hahaha... daani ki jahan tak baat hai woh apna baccha hai...:blush:.. Lolz...
                      aur rahi baat PG ke dosre members ki tu yahan subhi kaafi acche hain MAshAllah...
                      haan ji writers ke liye section hai na... aap darj zail link vist kijye..
                      http://www.pegham.com/forumdisplay.php?f=184

                      is mein Pegham Writers ka aik thread hai...:)

                      Comment


                      • #26
                        Re: Ghusa

                        Originally posted by Yaaram View Post
                        yeh inqillaab nahi hay - Its universal truth:kr:
                        chal rehn de... avein hi bongiyaan na maaro... waise hume yaad parta hai ke shaadi ke paihle aap ko bara ghussa aata tha... shaadi ke baad... aham aham... daikh lijye...:D

                        Comment


                        • #27
                          Re: Ghusa

                          Originally posted by ~$apphIre~ View Post
                          our ye rules koun tay karta hai????
                          Rules yani ke jo galt hay woh galt hay aur jo theek hay woh theek hay. Jo ko manta koi nai. jo sachayi hay.
                          Allah

                          Comment


                          • #28
                            Re: Ghusa

                            Originally posted by ummid View Post
                            chal rehn de... avein hi bongiyaan na maaro... waise hume yaad parta hai ke shaadi ke paihle aap ko bara ghussa aata tha... shaadi ke baad... aham aham... daikh lijye...:D
                            Yeh hay sab se bari bongi:kr: - Bongay log bongyaN hi mar sakte hain :tomato::tomato:
                            Allah

                            Comment


                            • #29
                              Re: Ghusa

                              Originally posted by Yaaram View Post
                              Yeh hay sab se bari bongi:kr: - Bongay log bongyaN hi mar sakte hain :tomato::tomato:
                              daikhiye.... jo such tha aap ne khud hi usey bongi bana kar khud ko bonga sabit kar diya....:D...

                              Comment


                              • #30
                                Re: Ghusa

                                Originally posted by ummid View Post
                                yups... isi liye tu behas karte hain.. hume la'hasil behas karne ka kabhi bhi shoq nahi raha... aur na hi bewaqoofon se... hahaha.. isi liye tu hum daani (Yaaram) se kabhi nahi uljahte.... :D
                                Uljh ke to dekheiN - Maza na chikha dya to kehna:slap:
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X