Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Experience

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Experience

    tuuuuuuuuuuuuuuu


    ais ka matlab keh u nay kuch nahi seekha awien he ho u:P

    Comment


    • #17
      Re: Experience

      bhaiiiiiiiiiiii jaise mrziiiiiii samjhooooooooooooooooooooo humko................. but really humne bohut kuch seekha hai specially in 3 saalo may:(

      Comment


      • #18
        Re: Experience

        achaaaaaaaaaaaaaa awwwwww chalo maaan liya me nay...tension na lo:comfort::comfort:

        Comment


        • #19
          Re: Experience

          Originally posted by Fari View Post
          Assalam-o-ALikum!


          Ap sab theek hi hongay:khi:nahi ha tu ilaj kay liya kesi mesteri se rabta karen:kr:

          Dosro kay experience se sikhnay walay akalmand hotay hain:mm:
          kuch log apnay experience se sikhtya hain kuch dosro kay :lpop:.............ap ki nazar ma apnay experience se sikhna chiaya ya dosro kay:donno:ap ko ya bhi batana ha kah ap dosro kay experience se kitna sikhtay ho aur appnay experience se kitna sikhtay ho!:tasali:


          hmmmmmm........maray khayal ma kush kam asay otay haan jin ko insan hud sikhay aur kush asay kam hotay haan jin ko insan hud he sekhna suru karay to sari umer guzar jatee ha aur asay kam ma dusroon ka experience sa sekhna be bahter ha....:donno:
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: Experience

            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
            i think waqt insaan ko sab kuch seekha deta hai....or insaan sab kuch seekh jata hai.....
            :taubayah kis na kah deya ka waqat insan ko sekha data ha aur insan seekh jata ha
            ma kul sa bath ka soch raha hoon anda kasay banana ha lakin itna waqat guzar gaya waqat na mujay kush nahi sekhaya:khi:
            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
            waisay dosron k experience say seekhi hoi baat ap k liye ik advantage hota hai....
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: Experience

              mein seikh nahe hun iss lea seikhta he nahe hun:D

              Comment


              • #22
                Re: Experience

                koshish to ey hi honi chaheay kay dosron kay exp say seekh lia jay.laykin ager ap ko lagta hay ap bahter treqay say ker saktay ho to khud say exp ker laynay main koi herj nahi insan jub bacha hota hay to gir gir ker hi to sambhalta hay or baray hokay bhi aysa hi hta hay

                Comment


                • #23
                  Re: Experience

                  Originally posted by nomi sialkoti View Post
                  :taubayah kis na kah deya ka waqat insan ko sekha data ha aur insan seekh jata ha
                  ma kul sa bath ka soch raha hoon anda kasay banana ha lakin itna waqat guzar gaya waqat na mujay kush nahi sekhaya:khi:



                  yeh u ki naliqi hai phir...jo waqt say kuch nahi seekha...or kaya keh sakti hoon

                  Comment


                  • #24
                    Re: Experience

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Jo apnay experience se bhi nahi seekhta, usay meri taraf se phansi de dein :khi:
                    aap khud seekhtey hein apney tajrabaat sey?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: Experience

                      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                      yeh u ki naliqi hai phir...jo waqt say kuch nahi seekha...or kaya keh sakti hoon

                      tumhari to akal mari gai ha aray waqat ka kam guzar na ha aur kush nahi aur waqat guzarna ka sath sath in per guzra waqat purana hota jata ha aur insan buray waqat ko boolna ke kosish karta ha waqat ka sirf itna kam ha aur kush nahi sikhta to insan kesi kam sa ha waqat sa nahi
                      lagta ha ka app ko akal ma tumharay bat ay jaya ge....
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Experience

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Jo apnay experience se bhi nahi seekhta, usay meri taraf se phansi de dein :khi:
                        chal phir aa ja teri phansi ka waqt aa gaya hai:lpop:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Experience

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post

                          tumhari to akal mari gai ha aray waqat ka kam guzar na ha aur kush nahi aur waqat guzarna ka sath sath in per guzra waqat purana hota jata ha aur insan buray waqat ko boolna ke kosish karta ha waqat ka sirf itna kam ha aur kush nahi sikhta to insan kesi kam sa ha waqat sa nahi
                          lagta ha ka app ko akal ma tumharay bat ay jaya ge....

                          aray...guray waqt main jo kiya ya howa...wo next na ho....yeh seekhnay ki baat ker rahi hoon...u pata nahi kaya lecture start ker detay ho:slap:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Experience

                            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                            aray...guray waqt main jo kiya ya howa...wo next na ho....yeh seekhnay ki baat ker rahi hoon...u pata nahi kaya lecture start ker detay ho:slap:

                            :tauba akal ke dushman yah waqat sekhata ha....?yah to tum apnay experience sa sekhte to :slap:
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X