Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Experience

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Experience

    Assalam-o-ALikum!


    Ap sab theek hi hongay:khi:nahi ha tu ilaj kay liya kesi mesteri se rabta karen:kr:

    Dosro kay experience se sikhnay walay akalmand hotay hain:mm:
    kuch log apnay experience se sikhtya hain kuch dosro kay :lpop:.............ap ki nazar ma apnay experience se sikhna chiaya ya dosro kay:donno:ap ko ya bhi batana ha kah ap dosro kay experience se kitna sikhtay ho aur appnay experience se kitna sikhtay ho!:tasali:
    Last edited by fari; 24 November 2007, 10:51.


  • #2
    Re: Experience

    Originally posted by Fari View Post
    Assalam-o-ALikum!


    Ap sab theek hi hongay:khi:nahi ha tu ilaj kay liya kesi mesteri se rabta karen:kr:

    Dosro kay experience se sikhnay walay akalmand hotay hain:mm:
    kuch log apnay experience se sikhtya hain kuch dosro kay :lpop:.............ap ki nazar ma apnay experience se sikhna chiaya ya dosro kay:donno:ap ko ya bhi batana ha kah ap dosro kay experience se kitna sikhtay ho aur appnay experience se kitna sikhtay ho!:tasali:

    Walaikom Assalam
    kuch batain aisi hoti hain....jin kay seekhnay kay liye aap ko experience hona hi acha rehta hai....jab tak aap kisi aur ko observe kar kay seekhtay hain.....woh baat aap sirf jantay hain.....aur kabhi kabhar usay nazar andaaz bhi kar daitay hain.......lakin jab aap ko experience bhi ho jata hai tu phir woh baat bholty nahin hain.....
    aur kuch batain aisi hoti hain...jin kay asraaat buht zyada hi hotay hain...aap ki zindgi per......tu aisi batoon kay liye nehter hai keh insaan observe kar kay hi seekh lay experience kar kay apni zndgi ko nahin uljhaye...
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment


    • #3
      Re: Experience

      Originally posted by Fari View Post
      Assalam-o-ALikum!



      Ap sab theek hi hongay:khi:nahi ha tu ilaj kay liya kesi mesteri se rabta karen:kr:

      Dosro kay experience se sikhnay walay akalmand hotay hain:mm:

      kuch log apnay experience se sikhtya hain kuch dosro kay :lpop:.............ap ki nazar ma apnay experience se sikhna chiaya ya dosro kay:donno:ap ko ya bhi batana ha kah ap dosro kay experience se kitna sikhtay ho aur appnay experience se kitna sikhtay ho!:tasali:
      A good person learn from his experience, on the other hand a wise person learn from others experience. baaki mein khud kisi se nahi seekhta aksar me ko halaat sekha detay hain...... :)

      Comment


      • #4
        Re: Experience

        Waqat Kay Sath Sath Aqaal-o-Shour tu Aa HI Jata hai Aur Khuch Appney Ird Gird Say Seekhtey Hain Appney Ass Pass Rehnay Walo'n Say Seekhtey hain
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #5
          Re: Experience

          Dekho beta, is mein to koi shak nahin keh aik ba'shaoor insaan (excluding Fari :D) doosron key tajarbaat sey sabaq to seekhta hai, magar insaan key aemal un halaat per depended hotey hain jin mein sey woh guzar raha hota hai.

          Seekhney mein aur karney mein kaafi farq hota hai - jo seekha jata hai, woh aksar hota nahin - aur jo hota hai woh seekhaya nahin jaa sakta - Waqt aur halaat sey badi university koi nahin...
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Experience

            Originally posted by Fari View Post
            Assalam-o-ALikum!



            Ap sab theek hi hongay:khi:nahi ha tu ilaj kay liya kesi mesteri se rabta karen:kr:

            Dosro kay experience se sikhnay walay akalmand hotay hain:mm:

            kuch log apnay experience se sikhtya hain kuch dosro kay :lpop:.............ap ki nazar ma apnay experience se sikhna chiaya ya dosro kay:donno:ap ko ya bhi batana ha kah ap dosro kay experience se kitna sikhtay ho aur appnay experience se kitna sikhtay ho!:tasali:
            Apnay experience se to her koi seekhta he, no doubt in it.

            Lekin jo doosron ke experience se seekhtay hein unhein advantage hota he :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Experience

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Apnay experience se to her koi seekhta he, no doubt in it.

                Lekin jo doosron ke experience se seekhtay hein unhein advantage hota he :lpop:
                nahi apney experience sey bhi bohot kam log seekhtey heiN....
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Experience

                  kuch kaam ese hote hen jo dusron ke tajurbaat se hi seekhe jaen to beheter rehta he jese mujhe maloom he aag me hath dalo to wo jala deti he is leay me kabhi personaly tajurba kar ke nahi dekhon gi:khi:lekin kuch kaam hen jinhen khud se kar ke hi tajurba hasil hota he jese me ajkal apni cooking ko beheter karne ke leay daily new experiences kar rahi hon or seekh rahi hon:khi:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Experience

                    Originally posted by Xenya View Post
                    nahi apney experience sey bhi bohot kam log seekhtey heiN....
                    Jo apnay experience se bhi nahi seekhta, usay meri taraf se phansi de dein :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Experience

                      apny experience say to seekh hi lety hain lakin doosron k experience say faida hota hai...kion k apna b experience saath rehta hai or doosron say b seekhty hain to seekhny main izafa hota hai:eye:
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment


                      • #12
                        Re: Experience

                        main tu hamaisha apne experiencessssssss say he seekhta hoooo:wk

                        Comment


                        • #13
                          Re: Experience

                          i think waqt insaan ko sab kuch seekha deta hai....or insaan sab kuch seekh jata hai.....


                          waisay dosron k experience say seekhi hoi baat ap k liye ik advantage hota hai....

                          Comment


                          • #14
                            Re: Experience

                            Originally posted by BUS U HE View Post
                            main tu hamaisha apne experiencessssssss say he seekhta hoooo:wk

                            chalo daso apnay experiences zara:eye:...batao kaya kaya seekha hai aj tak

                            Comment


                            • #15
                              Re: Experience

                              Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                              chalo daso apnay experiences zara:eye:...batao kaya kaya seekha hai aj tak
                              na bataooooooooooooooooo tu

                              Comment

                              Working...
                              X