Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

BeychaiNiiii....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: BeychaiNiiii....?

    haha ...aurr mujyyy kuuchh b naaiii diyaaaa ..:donno: ....:kr:
    sigpic
    Dill Nasheen ho
    ...
    Dill kasheen ho ...

    Comment


    • #17
      Re: BeychaiNiiii....?

      Originally posted by Rameez View Post
      haha ...aurr mujyyy kuuchh b naaiii diyaaaa ..:donno: ....:kr:
      Aap ko aap ki chocolate tab miley gi jab sawal ka sahih jawab deiN :D

      keep guessing :thmbup:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: BeychaiNiiii....?

        (wat we have at the end of the day!! ? )
        dis-satisfaction :donno:
        sigpic
        Dill Nasheen ho
        ...
        Dill kasheen ho ...

        Comment


        • #19
          Re: BeychaiNiiii....?

          Sahi baat keh rahe ho xenya
          Waki aaj ka dour to jald baazi ka hai .. Itny jaldi wakt guzar jata hai ky pata bhe nahe chalta hai ..
          Din k akhir ma humain kuch bhe hasil nahe hota.. sab kaam & plans yonhe k yonhi reh jaty hain..
          lakin mery khayal main ager hum chahain to apni thori se koshishon se apny wakt ko kaaramad bana ker apny kaam wakt py pory ker sakty hain
          is k liay humain apny py bharosa hona chaye aur banay hoay schedule py sakhti se amal kerna hoga ..
          in short zindagi ko nazm o zabt sy guzaarna chahye .. aur zindagi k maqsad ko samajhty hoay her kaam kerny chaye..

          Comment


          • #20
            Re: BeychaiNiiii....?

            Originally posted by Masood View Post
            i
            thumbup - aap ney bhilkul theek parha hai, waqt usi raftar sey guzar raha hai jis sey hamesha guzarta hai - lekin woh kya hai keh jo aap ney bhi likha keh barkat uth gaii hai - ab hamein aik poora week aik do din ki tarha lagney laga hai - abhi haal hi mein Ramzan-ul-Mubarak guzra hai, us mein lagta hai keh din guzar hi nahin paa raha - kyun? isi liyey keh Ramzan key dino mein Allah Tala ki barkatein nazal hoti hain aur din ka patah chalta hai - jab keh doosrey dino mein yeh barkatein utha li jati hain...
            han bilkul ramzan me wakai ham bohat sare kaam bhi karte hen or ibadat bhi.har koi kam az kam aik baar to quran-e-pak zarur parh leta he or aam dino me ham bas yehi kehte rehte hen k waqt nahi milta :donno:

            Comment


            • #21
              Re: BeychaiNiiii....?

              Originally posted by Xenya View Post
              100 % agreed!!
              leykin ham ney in baatoN ko for granted leyna shuru ker diya hai jaisey tum ney kabhi note kiya hai ham ye kehtey hein haan ye sab sach hai "leykin"..... aur phir na khatam honey wali kahani ....

              yahi to massla hai key ham ney kitabi baateiN bas kitaboN tak hi mehdood ker di heiN
              haan he to esa hi kuch
              to batao ne k phir kia karen?wese me ab kam az kam waqt me or bohat sari baton me Allah se barkat ki dua karti hon warna is se pehle me ne kabhi is baat par ghor hi nahi kia tha k ye barkat bhi koi cheez hoti he:mm:

              Comment


              • #22
                Re: BeychaiNiiii....?

                Originally posted by Xenya View Post
                salam all!!!

                Aaj key daur ko ham gahma gahmi ka daur to kehtey heiN leykin sath mey aap logoN ney ye baat note ki hai key ham hamesha jaldi mey hotey hein yani hamein her waqt hi kisi na kisi cheez ki jaldi hoti hai......aik waqt mey ham das kisam key kaam khatam kerney ka soch rahey hotey hein....leykin din key akhir mey??? iss sab hasil ???

                (wat we have at the end of the day!! ? )
                wese kaafi log kuch bhi nahi karte lakin phir bhi vo bahut busy rahte hain...... jaldi aisi karein gay jese peechay aag lagi ho...... her kaam agar planning kay saath karo tu kaam bhi acha aur jaldi hojata hai.......

                Comment


                • #23
                  Re: BeychaiNiiii....?

                  Hum tu plan nahi kartay ..jab bhi kiya kaam ..bina plan kia and bhariyaa kiya ..more energizing way mein kia ...kuch arsa planning ki magar wo bass does and onts mein oljhay reh gay....kher apnay apnay temperament ki baat hai ..:)
                  rahi baat Xenya ki tu wo alga hai waqi ..sara din dortya bhagtay guzr jaata hai and raat ko jab aap pillow per sar rakhtay ho tu ...kuch na kuch kam reh janay ki beychainii kafi haijaan baapa kar deyti hai ..k wo ..kaam yeh kaam wo baat ..yeh cheez ...yeh beychaaini kabhi itni bhar jaati hai k insnan ghabar ak oth k beyth jata hai ...!

                  Comment


                  • #24
                    Re: BeychaiNiiii....?

                    Originally posted by Rameez View Post
                    dis-satisfaction :donno:
                    yep agar apney targets na acheive huye hoN tab....
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: BeychaiNiiii....?

                      Originally posted by aik_lerki View Post
                      Sahi baat keh rahe ho xenya
                      Waki aaj ka dour to jald baazi ka hai .. Itny jaldi wakt guzar jata hai ky pata bhe nahe chalta hai ..
                      Din k akhir ma humain kuch bhe hasil nahe hota.. sab kaam & plans yonhe k yonhi reh jaty hain..
                      lakin mery khayal main ager hum chahain to apni thori se koshishon se apny wakt ko kaaramad bana ker apny kaam wakt py pory ker sakty hain
                      is k liay humain apny py bharosa hona chaye aur banay hoay schedule py sakhti se amal kerna hoga ..
                      in short zindagi ko nazm o zabt sy guzaarna chahye .. aur zindagi k maqsad ko samajhty hoay her kaam kerny chaye..
                      aik baRa common q hai "zindagi ka kya maqsad hai" ???
                      baki aap ki sabhi baateiN bohot cool heiN
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #26
                        Re: BeychaiNiiii....?

                        Originally posted by hamzad View Post
                        haan he to esa hi kuch
                        to batao ne k phir kia karen?wese me ab kam az kam waqt me or bohat sari baton me Allah se barkat ki dua karti hon warna is se pehle me ne kabhi is baat par ghor hi nahi kia tha k ye barkat bhi koi cheez hoti he:mm:
                        true lafz "barkat" chota sa lafz aur bohot baRi sari iss ki "value".
                        kya kareiN :d agar mujhey khud ko maloom hota to aap sab sey kyun poochti :)

                        Originally posted by raafi View Post
                        wese kaafi log kuch bhi nahi karte lakin phir bhi vo bahut busy rahte hain...... jaldi aisi karein gay jese peechay aag lagi ho...... her kaam agar planning kay saath karo tu kaam bhi acha aur jaldi hojata hai.......
                        Aap kaisey plan kertey hein apna time??

                        Originally posted by Gul View Post
                        Hum tu plan nahi kartay ..jab bhi kiya kaam ..bina plan kia and bhariyaa kiya ..more energizing way mein kia ...kuch arsa planning ki magar wo bass does and onts mein oljhay reh gay....kher apnay apnay temperament ki baat hai ..:)
                        rahi baat Xenya ki tu wo alga hai waqi ..sara din dortya bhagtay guzr jaata hai and raat ko jab aap pillow per sar rakhtay ho tu ...kuch na kuch kam reh janay ki beychainii kafi haijaan baapa kar deyti hai ..k wo ..kaam yeh kaam wo baat ..yeh cheez ...yeh beychaaini kabhi itni bhar jaati hai k insnan ghabar ak oth k beyth jata hai ...!
                        agar aap ki iss saari baat sey mey ye akhz karuN key dunya key kaam kabhi nahi khatam hotey...yani kya yahi bottom line banti hai??
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        Working...
                        X