Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~ Eid Ki Riwaiti Khushya ~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~ Eid Ki Riwaiti Khushya ~

    Hmmm Baat tu Aik Dum Sari Sahi haiN Eid Ko HUm EID ki Tarah nahin mantey Main Eid Kay Din Sara Din ghar RAH KAR Mehman Attend karti rehti hoon Agley Din Dawat hoti hai ghar Main Sab ki Aur Teesray Din hum Ghoomney jatey hain Yani EID ko EID ki Tarah hi manatey hian :) Eidi Dena Aur lenay ka Silsila Jari Rehta hai Baro'n Say hamain milti hai Aur Choto'n ko Hum Detay hain Aur Haan Chand Raat ko Eid ki Khatir Tawazo kay liye Sab Cheezein bana kar rakh deti hoon Aur Eid ki Namaz kay kaprey Tyaar Rakhti hoon Yani Eid ko Rawaiti Andaaz Say manana Passand karti hoon Aur Manati bhi hoon :)
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment

    Working...
    X